Take profit lazmi use krn hr trade me.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Take profit lazmi use krn hr trade me.

    jee haan humien profit hasil karny k zaraye lazman use krn chahy mein aap kee baat se agree kertee hoon forex mein success aur future mein achee income ke liye ees kee proper learning haasil kerna aur us ko demo pe test kerna buhat essential hai ees ke beghair aap forex mein moner earn nahee ker sakte.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Take profit lazmi use krn hr trade me.

      ji bilkul Forex trading ne Hamen take profit of class ko jarur lagana chahie isase hamara kaun jyada safe rahata hai aur nuksan nahin hota Forex trading ek accha business profit wala business hai Hamen ke sath kam karna chahie acche knowledge or experience ke sath kam karna chahie tabhi Forex trading nahin kar sakte hain.
      • #33 Collapse

        Re: Take profit lazmi use krn hr trade me.

        ji bilkul Forex trading mein Hamen take profit jarur jarur karna chahie aur Forex trading ke rul ko follow karke kam karna chahie tabhi Forex trading mein Ham acchi nahin kar sakte hain aur accha proper banaa sakte hain uska setting mein Hamen last emotional nahin hona chahie Apne kam per focus karna chahie mehnat karni chahie.
        • #34 Collapse

          Re: Take profit lazmi use krn hr trade me.

          jee haan apne bilkul theek kaha take Profit meta trader main ik option hoti hai ap jab es take profit ki price ko set kar daity hai or ap ki market trade profit ko earn kar kay ap kay take profit wali price ko hit karti hai tu ap ki woh trade automatically profit main kudh band ho jati hai.
          • #35 Collapse

            Re: Take profit lazmi use krn hr trade me.

            Forex main TP aik useful tool hay, ager hum isko achy point per set karain to hum is tool kay teht apna profit timely lay sakty hain, TP lagany ka yehi maqsad hota hay keh hamaray analysis kay mutabiq predict ki gai trade successful ho or hamain hamara expected profit mil jaye q keh ager TP na use ki jaye to some times market bahut fast up and down hoti hay or few minutes main he again reverse ho jati hay. Laikin ager TP use ki gai ho to hamari limit hit ho ker hamain profit mil jata hay.
            • #36 Collapse

              Re: Take profit lazmi use krn hr trade me.

              g haan lazman use karen take profit ko apni trade mei without experience kay hum log is per kam to kar letay hain magar phir is per hum log itni ziada earning nahi kar patay to ye kafi zarori hota he kay hum logon ko is kay bary thori how know honi chaye. demo sy sekh hy forex kasy chalty hain aur forex kia hy forex mujhy kam kerty hon form main be kafi leaning ki hay
              • #37 Collapse

                Re: Take profit lazmi use krn hr trade me.

                JBL kar Forex trading mein Hamen take profit rules use karna chahie tabhi Forex trading mein achcha profit banaa sakte hain Forex trading ek accha business profit wala business hai Hamen ismein dilchaspi ke sath karna chahie acchi knowledge or experience ke sath kam karna chahie tabhi Ham kam zarf ESR kar sakte hain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  Re: Take profit lazmi use krn hr trade me.

                  ji dear sahi kaha ap ne k take profit lazmi use krn trade main kion k is option se ham jo bhi trade lagayn gy us main bahut acha earn kar sakty hain aur is ka sb se bara faida yeah hota hay k market main jo fluctuation hoti hay us ko bhi ham control kar sakty hain aur is se ham apni trade k loss se bhi bach jaty hain.Agar ham new hain to ham ko yeah option zaror istamal kar k is se faida uthana chahiy k take profit kitna lazmi hay aur aur is ko kaisy use karna hay yeah ham ko ana chahiy......
                  Last edited by ; 17-06-2020, 10:20 PM.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X