Forex me apki mehnat zaya nahi hooti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me apki mehnat zaya nahi hooti
    Assalam O Alaikum mere Aziz dosto .
    Friends forex me ap mehnat karne se dare nahi keh pata ni hamari mehnat ka hame Sila mille bhi gaa keh nahi is liey hamesha honest hoo kar work Kare aor dosto mehnat apni jaari rakhe inshallah yehi mehnat apki life ko change kar de gi apka future bright banaey gi.
    PRACTICE MAKES MAN PERFECT
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me apki mehnat zaya nahi hooti

    Bilkul dear aapane bilkul theek kaha hai Forex Mein Hamari mehnat waste Nahin Hoti Ham Jitna Jyada mehnat karte hain Hamen Itna Jyada Achcha reward Milta hai isiliye Hamen forest ko join karte hi koshish karni hai ki apni learning power ko strong Karen aur Forex mein jyada Se Jyada mehnat karte hue apni posting limit ko complete Karen Jitna Jyada Hamari posting limit complete Hogi utna isliye forest Mein Kamyab ho sakte hain Shukriya
    Last edited by ; 17-06-2020, 06:52 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex me apki mehnat zaya nahi hooti

      forum main learning kar k hi hum achi trade kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur mhnt karein gay tab hi hum loss sayy bach sakty hain aur hamain market main practice kar k hi hum real main kam karein gay uar hamain market main bi trader banay say pahly is k bary main practice kar k hi hum cahi trade karny main bia sani ho saky gi aur hamain earn ho saky gi
      • #4 Collapse

        Re: Forex me apki mehnat zaya nahi hooti

        aagr hum mahnte kary gy to hamry kamaybe mil jy ge forex aik online business hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam ary gy to harma account baned ho jy ga hum is mai agar tuak system sy kam kary gy to harma account band ho jyga hum is maiapny boss ap he hoty hain yai aikamm business jasa nahi hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex me apki mehnat zaya nahi hooti

          dear friend forex forum ki yeh khoobi ha k is mn kisi ki bhi mehnat zaya naen hoti keun k jo log forum pa mehnat krtay hn aur forum ki trf sa de gae posting ki daily limit ko achhi quality k sath poora krtay hn to unhen forum ki trf sa bonus bhi bahot achha milta ha
          • #6 Collapse

            Re: Forex me apki mehnat zaya nahi hooti

            ji haan sir hamri mehnat kabi zaya nai hoti is liy ham sab ko chahey k forex pe bhrosa krine aur apna kam jari rakhien 1 achi umeed hai se k hamri mehant kabi zaya nai hoti is liy apni mehant ko jari rakhny k liy daily ka kam dialy krien
            :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
            • #7 Collapse

              Re: Forex me apki mehnat zaya nahi hooti

              Assalamu Alaikum ji han bilkul dear you are saying right dear Agar Ham Pakistan Forex trading mein mehnat se kam karte hain aur quality ke sath Apne kam ko pura Karte Hain To Inshallah Hamari mehnat Kabhi Forex trading Mein zaya nahin jaati balke Hamari mehnat Ka Sila Hamen zarur Milta hai isliye dear koshish karen mhnt sy kam Karen Aur mehnat Ke Sath Sath apni under confidence Paida Karen aur apne aap ko Kamyab trader bananay ke liye mehnat Jari rakhen Inshallah kamyabi Hamen zarur mily gi
              • #8 Collapse

                Re: Forex me apki mehnat zaya nahi hooti

                han g ap nay shi khaa hai hum es maain jitnaa bhi km kurtay hin or es main hum jitna bhi mehnta kurtaya hain humari mehnata kbhi bhi zaya nhi hoti hai hum es main agr aapnaa kam apni mehnat kay sath kurtay hain to humaian es ka caha sa phul bhi gain ho jata hai es lyay humain es main apna kam apni mehnat kay sath jari rukhnaa chahiyaay q keh es maain kisi ki bhi mehnat zaya nhi hopti hai hur kisi ko apni mehnat ka phul aik na aik din zror mill jata hai to humaina apnay kam ko mehnata kay sath he kurnaa chahiyay
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me apki mehnat zaya nahi hooti

                  Assalam o Alaikum Dear members umeed hy sab khariat sy hun ge
                  Ap ki post sy main mutafiq ni hun k forex main mehnat zarori ni hy mehnat kamyabi ki sharat hy es k beghair koi bhi kamyab ni ho sakta aur aur ham kabhi bhi achi income hasil ni kar sakty es lye hamen mehnat sy kam karna chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me apki mehnat zaya nahi hooti

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: پاکستان زندہ باد پيغام ديکھيے
                    Assalam O Alaikum mere Aziz dosto .
                    Friends forex me ap mehnat karne se dare nahi keh pata ni hamari mehnat ka hame Sila mille bhi gaa keh nahi is liey hamesha honest hoo kar work Kare aor dosto mehnat apni jaari rakhe inshallah yehi mehnat apki life ko change kar de gi apka future bright banaey gi.
                    جوبالکل صحیح کہا آپ نے محنت کبھی ضائع نہیں ہوتی کی محنت کرتا ہے اسے اسی طرح کا انعام کیا جاتا ہے دیا جائےاس کا اصول ہے کہ محنت کرنے والے کو اچھا اعتماد اگر آپ اپنا کام ایمانداری اور اصولوں کے مطابق کریں گے اور اپنے کام کو بوجھ نہیں سمجھیں گے تو میرا نہیں خیال کہ آپ کو اپنا کام کرنے میں کوئی بھی مشکل پیش آئے گی اس لئے ہمیں چاہئے ہم اپنا کام ڈیلی اچھے سے کیا کریں اور اس بات کا خیال رکھیں کہ ہم جو کام کر رہے ہیں وہ معیاری ہے یا نہیں اس نے انفارمیشن ہے یا نہیں وہ کسی کے کام بھی آئے گا یا نہیں اس طرح کی پوسٹنگ کریں گے تو ہفتے کے آخر میں آپ کو اس کا اچھا انعام بھی دیا جائے گا اور آپ کی محنت ضائع نہیں ہوگی
                    بہت بہت شکریہ
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me apki mehnat zaya nahi hooti

                      Forex mein earning ki koi limit nahin hai forex mein earning mehnat per depend karti hai aur forex mein ham jitni zyada mehnat aur work karte hain forex itna acha profit aur achi kamyabi hasil karte hain isliye forex mein hamen daily basis per apna zyada se zyada time invest karna chahie aur zyada se zyada mehnat karni chahie jisse forex mein hamara experience aur knowledge bhi increase hoga aur forex main achi trading ke liye aur ache work ke liye acche experience aur knowledge ka hona bahut hi zaruri hai jisse forex mein hum jald hi kamyab ho sakte hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X