Trading me step-by-step work karn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me step-by-step work karn
    Assalamu alaikum dear members forex ik aisa business hai jis mai jab tak ap step wise nahi chalain gay tu ap ko loss hoga Forex mein trading karne ke liye trading steps ko follow karna bahut jaruri hai trading steps ko follow karke hi ham acche trader ban sakte hain aur acchi earning kar sakte hain trading main steps ko follow karne ke liye sabse pahle hamen trading ka knowledge hasil karna zaroori hai trading knowledge se Hi ham trading ko acchi Tarah se samajh sakte hain trading knowledge ke bad hamen demo account per uski practice karte rahana chahie Is Tarah ham Ek practical work kar sakte hain trading ke steps ke liye ye hamen market analysis karna bhi jaruri hai demo account per ham market analysis aur candle ki movement ko bhi dekh sakte hain kaun ki practice se ham trading koi practical step mein samajh sakte hain aur trading ko step-by-step karne se hi ham acchi earning hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me step-by-step work karn

    Walaikum assalam Hamen Yahan per successfully kam karna hai to iske liye Yahan per proper planning ke sath kam karna hoga Tu Jahan padhakar successful trading karna chahte hain To Hamen iske liye trading Mein step-by-step work karna hoga aur is business ko understand karna hoga Yahan per Jab Hamare learning bahut acchi Ho Jaati Hai To fir Hamare liye is market Mein achha profit Hasil karna bhi possible ho jata hai market Mein Hamen technical analyse and fundamental analysis karna Aana chahie because Hamen analyse strong karne Aate Hain To fir Ham Is base per is market Mein trading kar sakte hain Yahan per Hamen apni trading practice Karke Apne trading skills ko more and more improve karna chahie aur trading Bus Stop by step sikhana chahie aur proper learning Karte Rahana chahie because Forex kiye the learning karne se hi Ham is business kaun se tarike se understand kar sakte hain aur is market Se Acha profit bhi Hasil kar sakte hain
    Last edited by ; 16-06-2020, 11:34 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Trading me step-by-step work karn

      Becoming a successful trader is actually a gradual work it is not a work of single moment whether you have to go through very small different difficulties about market and market analysis and then you become successful trader
      • #4 Collapse

        Re: Trading me step-by-step work karn

        Step by step kam Karke Ham Apne experience ko bada sakte hain ek ek Karke Garam chijon ko sikhana Shuru Karenge aur Unki practice karna start Karenge to Ek Din Hamen Tamam Apne kaam par Abu Rashi Hoga aur Hamara experience Achcha Hoga aur iske sath sath Ham Ek acchi trade bhi kar Payenge isliye main koshish Karni chahie kya apne kam ko step-by-step Achcha Karte Rahe UN per focus Karte Rahe hain aur apne kam mein battery lete Rahen
        • #5 Collapse

          Re: Trading me step-by-step work karn

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aneekhan پيغام ديکھيے
          Assalamu alaikum dear members forex ik aisa business hai jis mai jab tak ap step wise nahi chalain gay tu ap ko loss hoga Forex mein trading karne ke liye trading steps ko follow karna bahut jaruri hai trading steps ko follow karke hi ham acche trader ban sakte hain aur acchi earning kar sakte hain trading main steps ko follow karne ke liye sabse pahle hamen trading ka knowledge hasil karna zaroori hai trading knowledge se Hi ham trading ko acchi Tarah se samajh sakte hain trading knowledge ke bad hamen demo account per uski practice karte rahana chahie Is Tarah ham Ek practical work kar sakte hain trading ke steps ke liye ye hamen market analysis karna bhi jaruri hai demo account per ham market analysis aur candle ki movement ko bhi dekh sakte hain kaun ki practice se ham trading koi practical step mein samajh sakte hain aur trading ko step-by-step karne se hi ham acchi earning hasil kar sakte hain
          yes brother is market mein humko step-by-step kam karna hoga sabse pahle humko is market mein yah dekhna hai ki Ham ismein kitne experience ****l kar chuke hain uske bad Ham ko is market mein har trade lagane se pahle analysis karne honge aur acche entry points ke liye humko vate karna hoga agar Ham is market mein acchi jagah se trade laga dete Hain to Ham apne account ko aasani se group kar sakte hain iske sath Ham ko kafi jyada fayda ho jata hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Trading me step-by-step work karn

            Forex trading co learning karne ke liye bhi step by step aapko learning karna hoti hai kyunki Forex trading ek bahut big field hai jismein Kam Karne wale members ko yah pata hona chahie ki iska knowledge bahut wide aur was hai ismein Kam Karne wale members hamesha ek hi bar apna sab kuchh hasil nahin kar sakte ismein time depend karta hai ki jitna of time for Forex mein spend kahate Hain aapko itni learning hoti hai
            There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

            اب آن لائن

            Working...
            X