Dear traders, start pe hum forex ke mutaliq bahut Sara knowledge hasil kerte haen. Jo ke humaen bahut achi tarha samjh aa jata hai lekin kuch arsa bad hum us ke bare mein bhool a shuru ho jate haen. Jo kuch hum ne seekha hota hai wlus mein se half taqreeben hum bhool jate haen. Aur chart pe clear signals bante haen but humaen nazar nahi atte. Us ki wajah humara bhool jana hai. Es liye humaen apni learning ko revise kerte rehna chahyea. Ta ke hum her trade setup ko time se daikh laen aur us pe trade ker profit kama laen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим