Hum apne running trade ke profit ko kaise protect ker sakte haen.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum apne running trade ke profit ko kaise protect ker sakte haen.
    Dear traders, akser jab hum trade lagate haen aur wo trade jab profit mein chali jati hai. Aur hum apne take profit ke hit honey ka intezar kerte rehte haen. Lekin market aik aisy point se wapes aa jati hai ke humara profit loss mein convert ho jata ha. Es mamle ko hal kerne ke liye ager ap kuch pips ke fasle pe trade ko close ker ke dobara open kerte rahaen aur profit laite rahaen. Aur jab short time frame pe reversal mily tu market se exit ker ke profit ko safe ker laen tu ye ziyada behter hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hum apne running trade ke profit ko kaise protect ker sakte haen.

    dear member aghr ap apny profit ko protect krna chahty hain tu apko apni trade full planning k sath karni hogi j jis main apko loss hony k chances kam se kam hon or ap achi trade kar k acha profit lay skty hain forex main hmaisaha soch smjh kar apni trade karen jis se ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning bhi hasil kar skty hain forex aik boht acha business hai jis main hum jitni mahnat karen otna he hum kamyab ho skty hain forex main learning or knowledge ki boht ahmiyat hai jis ki base par hum forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain forex main ap jitni mahnat karty hain otni he achi earning apko milny k chances hoty hain
    • #3 Collapse

      Re: Hum apne running trade ke profit ko kaise protect ker sakte haen.

      Ji han ye ek common cheez hai aur boht se trader jiyadeh ki lalach mein aa kr apna earn kiya huwa profit bhe loss kr dety hain forex trading mein trader ko har ek points ko dekhna chahie market ke trend ka koie bhe trust nahe hota kab is ki market aap ke against move kare koie nahe batea skta. ager aap tp hit hone ka intzar krte hain aur market ke trend ki direction change ho jati hai to ise aapko loss he hoga market ke trend ki direction ke mutabik aapne kam krna hoga aur tp hit hone ka intzar nahe krna chahie ager market ke direction change ho rahe hai to forn aapne trade close kr deny chahie taky jo profit ho raha hai ose save kiya ja sake
      Last edited by ; 16-06-2020, 09:49 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Hum apne running trade ke profit ko kaise protect ker sakte haen.

        gee han dear agar hum forex main apni running trad ko profit main rakhna chahaty hain to hamain forex main trad ko open kar kay watch karna ho ga pehr eh hum ismain kamyab hongay forex main main mahnat say he hum is main kamyab hon gay forex main acha kam he kamyabi hai
        • #5 Collapse

          Re: Hum apne running trade ke profit ko kaise protect ker sakte haen.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
          Dear traders, akser jab hum trade lagate haen aur wo trade jab profit mein chali jati hai. Aur hum apne take profit ke hit honey ka intezar kerte rehte haen. Lekin market aik aisy point se wapes aa jati hai ke humara profit loss mein convert ho jata ha. Es mamle ko hal kerne ke liye ager ap kuch pips ke fasle pe trade ko close ker ke dobara open kerte rahaen aur profit laite rahaen. Aur jab short time frame pe reversal mily tu market se exit ker ke profit ko safe ker laen tu ye ziyada behter hai.
          dear I'm a jayegi jab bhi Koi trade lagaen to trade lagane se pahle market ko acchi tarike se read Karen markar ko English Karen tab jakar trade lagaen agar Ham short term ke liye trade lagaenge to uska Ham loss hoga isliye chahie ki pahle market ko acchi tarike se study kar le uske bad jab aapko pata chal jaega tab trade lagani chahie.
          سرکار
          • #6 Collapse

            Re: Hum apne running trade ke profit ko kaise protect ker sakte haen.

            Ji bilkul theek kaha Hai ap yeh aik achi trick Hai es se kem AZ kem yeh hoga ke jab hum apni trade ko loss mein close kerte haen. Tu hum us se Bach jaen ge. Aur jo bhi profit mily ga hum time se le lean ge. Aur humari trade loss mein close hone se Bach Jaye ge.
            • #7 Collapse

              Re: Hum apne running trade ke profit ko kaise protect ker sakte haen.

              there are thousands of strategies in becoming successful person and you can manage your loss and profit by your experience it is only experience that comes and when you have good night mode of experience then you can become able to manage your loss and profit
              • #8 Collapse

                Re: Hum apne running trade ke profit ko kaise protect ker sakte haen.

                ji han dear friend agar ap nay forex main achi tarh say kamyb hoana hai to ap ko chaya agar ap ki kuch trade loss main chal rahi hain to ap ko chayay ap in loss wali trade ka thora sa wait karin tab ap is main achi tarh say work kar skty hain dear friiend ap tab is main achi tarh sya kmyb ho skty hain dear friend
                • #9 Collapse

                  Re: Hum apne running trade ke profit ko kaise protect ker sakte haen.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                  Dear traders, akser jab hum trade lagate haen aur wo trade jab profit mein chali jati hai. Aur hum apne take profit ke hit honey ka intezar kerte rehte haen. Lekin market aik aisy point se wapes aa jati hai ke humara profit loss mein convert ho jata ha. Es mamle ko hal kerne ke liye ager ap kuch pips ke fasle pe trade ko close ker ke dobara open kerte rahaen aur profit laite rahaen. Aur jab short time frame pe reversal mily tu market se exit ker ke profit ko safe ker laen tu ye ziyada behter hai.
                  dear brother humne agar apni trade ka profit course Kiya karna hai to uske liye humko is market mein stop loss ko profit wali site per set kar dena chahie ya iske liye Ham ko apni trade ke sath trailing stop use karna chahie usse humko kafi jyada fayda ho jata hai jab hamari trade profit mein jaati hai to hamara is trade se loss automatically khatm ho jata hai aur hamara stop loss profit wali side per shift hota rahata hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Hum apne running trade ke profit ko kaise protect ker sakte haen.

                    Han ji ap ne thek kaha hamen apne profit ko bachane ke liye ye trick azmani chahyea. es se hum apne profit ko nuqsan mein jane se bacha sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X