why people cant avoid greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    why people cant avoid greed
    my dear friends i want to ask why people cant avoid greed ??? jab k sab ko pata hai k greed bht zada dangerous hoti hai forex me.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    kuch log is buseinss main lalach ko is liye avoid nahi kar pate ku k unka dil hota hai k is main jitni kamai ho ske is main karen r rato rat is main se ameer ho jayen so aisa hamen nahi karna chahye.........
    • #3 Collapse

      Forex me greed ko avoid karna chahie.Agar sab greed ko avoud karte to 90% pepole sucess hote lekin world me sirf 10% people hi sucess hote he.Hame forex me greed ko contrl karna chahie
      • #4 Collapse

        ager kio b trader greed ko aviod kery ga to pher wo profit earn ni ker saky ga es lye her trader es trade mien greed kerta h or apny lye profit earn kerta h
        • #5 Collapse

          dear iss ki sab se bari wajah yah hai k insan apni fitrat ko change nai ker sekta greed insan ki fitrat mai hota hai jiss ko change ker boht muskil hai ager insan greed ko chore b dai to b galt hai kun k greed b insan k profit mai kuch hisa rakhta hai :)
          • #6 Collapse

            greed aik buhat hi buri cheez hai jis ko control karna buhat hi ziada mushkil hai isi waja say buhat say logo ko is main loss ho jata hai or un ka profit b is main ni milta hai is liay greed ni karni chahiye
            • #7 Collapse

              dear brithwr pata nahi khun ham is baat ko bool ker aona loss ker jatay haon main khud kai bar loss ker chuka hon
               
              • #8 Collapse

                dear lalach bohat he buri bala hoti hai and is busienss main hamain loss ka chance bhe hota hai lakin hum is loss ko greed ke waja se he gain karty hain but hamain is ko avoid karna chaye..
                • #9 Collapse

                  bsss bhai insaan ke nature he ALLAH ny aisi bnai hy k jo cheez us k pass ho wo us sy b achi ke trf lapkta hy ... shuker bht km log ada karty hain ALLAH ka .... jo log shukr ada nahi karty wo lalah kar k mazeed kuch hasil karna chahiy hain or badly me sometiem sab kuch khoo baithty hain
                  • #10 Collapse

                    actually many peoples aisey hein jo chahtey hein keh hum forex mein raton raat ameer ho jayen aur iske liye woh is busines mein greedy bantey hein aur is main kabhi bhi achi trha se kamiyab nahin ho saktey hain.
                     
                    • #11 Collapse

                      Income ha he esy cheez ke es door rehna koi be like nahi karta leken forex trading main Lalch aap ko Los De sakta ha es se bacho
                      • #12 Collapse

                        Greed is one of biggest enemy for all the traders and due to having greed many people are loosing their money and profit too, thats the reason that people keep away from trading, but people cant control their greed when they start their earning in live trading.
                        • #13 Collapse

                          g haan bilkul acca hi hota ha logo ko pata hota ha k greed aik boht hi katar nakk cheez hhain wo phir bi greed karty hain aur jaab un ko lose ho jata ha to wo phir aur ko yani k broker ko ilzam dety hain apni galti phir bi nahi manty
                          • #14 Collapse

                            Is business me log lalach ko is liye khtm nahi kar paty hain kyun k ye aik asa business ha jis me hmen profit bht zyada hasil hota ha jis ki wajah se hm is business me lalach k sath kam karty hain or apni investment b loss kar jaty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading platform par jo log grssd kartay hai un ko lose kay sewa or kuch be nai milta hai jo kay achi bat nai hai is liya log greed ko avoid kar tay hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X