Forex trading mai Confidence level kaab boost hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai Confidence level kaab boost hota hai?
    Forex trading mai confidence level taab boost hota hai jab aap successful trading karnay lagtay ho aor aapko pata he hoga kay successful trading taab hoti hai jaab experience aati hai es leye agar confidence level increased karna hai tu sub say pehlay aapko apnay experience par kaam karna parega oskay baad he apko confidence level automatically increase hoti jayegi es baray mai aap logon ka kiya khyal zaror apnay points of view share karlay
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mai Confidence level kaab boost hota hai?

    yes dear apne 100% thek kaha hian jaaab b koi b person work karta hian or usy kamyabi mil jati hian tu vo person forex trading main hard work karta hian lot of learning ko improve karta hian jis say us trader ko mazeed apni trading main azafa ho jata hian apni trading ko best karne k liye hard work karna hota han jo b hard work kare g ausy kafi benefit mil jata hian or apne profit ko dekh kar mazeeed confidance hota hain
    ​Sadaf Khan
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mai Confidence level kaab boost hota hai?

      Forex trading mein apka confidence level tab boot hota hai jab ap small lot size ki trading karte hain aur choti choti trade laga kar apne experience ko increase karte hain. is traha apka experience aur confidence level increase ho jata hai aur ap achi trading kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mai Confidence level kaab boost hota hai?

        Forex trading me apka confidence level tab boost hota he jab ap profit me ate hen forex me patience ka phal jab profit ki soorat me milta he to bande ka confidence level boost hota he aesa tabhi hota he jab ap puri knowledge k saath trading ko apna qimti waqt dete hen to agar profit hone lage to confidence yaqini tor p boost up hoga confidence ka boost up hona hamari kamyab hone daleel hoti he
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mai Confidence level kaab boost hota hai?

          Forex trading mein confidence boost karne ke liye hamen jyada har waqt ki jarurat hai Forex trading mein confidence se kam karne chahie overconfident sammelan ki taraf le jata hai Forex trading mein hamen profitable trading karne ke liye confidence seva karna hoga Forex trading mein confidence ki bahut jyada ahmiyat hai confidence se kam karne se hamen apni bhi acchi hasil hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mai Confidence level kaab boost hota hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
            Forex trading mai confidence level taab boost hota hai jab aap successful trading karnay lagtay ho aor aapko pata he hoga kay successful trading taab hoti hai jaab experience aati hai es leye agar confidence level increased karna hai tu sub say pehlay aapko apnay experience par kaam karna parega oskay baad he apko confidence level automatically increase hoti jayegi es baray mai aap logon ka kiya khyal zaror apnay points of view share karlay
            Forex ma humein sb se zaida experience aur skills ki zurart hoti hai agr hmry skills level aur experience acha hoga to forex apke liye aik life changing business hoga kun k forex sirf eperts ki hoti hai aura gr hum expert hona chahty hain to knowledge information aur skills ko strong krna hoga iss k ilwa forex ma ap kamyabi hasil nhi kr sakty
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mai Confidence level kaab boost hota hai?

              Dear forex members bahut he zabardast questions hai ke forex trading main confidence level lab boost hota hai.dear hamara confidence level tab he boost hota hai jab hum feel karte Hain ke hamare pass itna knowledge aur experience ho Gaya hai ke hum trading lagaye Hain to hum thek decisions lain he aur hamari trading hamain profit da he. Confidence level hard working se sab se zayada barhta hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X