loss trade on long hold

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss trade on long hold
    assalam o alikum dosto main ap logo sa ye pochna chahta hon kaya ham loss wali trade ko long hold pa rakh sagty han jasy 2 din ya 4 din ya pher 1 week taky ham loss sa bach sagen ya pher hamen hold karna he nhe chaye ha trade ko loss main close kar den
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss trade on long hold

    اصل پيغام ارسال کردہ از: safdarms پيغام ديکھيے
    assalam o alikum dosto main ap logo sa ye pochna chahta hon kaya ham loss wali trade ko long hold pa rakh sagty han jasy 2 din ya 4 din ya pher 1 week taky ham loss sa bach sagen ya pher hamen hold karna he nhe chaye ha trade ko loss main close kar den
    hum yeh ghalti karty hai k profit trade ko closs kar dety hai bahut hi jald or loss ki trade ko hold main rkhty hain Forex trading mein agar ham kachh achcha profit hasil karna chahte hain to hamey money management ke sath kam karna hoga hame lot size ko apne balance ke hisab se rakhna hoga aur uske bad hamen har trade mein stop loss ka istemal lazmi karna chahie agar hum is main mehant karty hain tu hum achcha paisa kama skty hain is main
    Last edited by ; 16-06-2020, 06:00 PM.
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
    • #3 Collapse

      Re: loss trade on long hold

      hamy loss wali trade ko zda hold man nahi rakhna chaye hamy is ko close kar dena chayey hamy forex ko achy sy saamja kar is kyu rules ko follwo kaer is main mehnat sy kam karna cahey pher hi ham kmayab ho sakty han or acha bonsu hasil kar sakt yhain ham is man apny dosto ko be add kar saktyy hain ham isy aona life time prfoessiaonl be bana sakt yhain
      • #4 Collapse

        Re: loss trade on long hold

        ager ham loss krty hain ya hmari koi trade loss main chali jari hai hmain chye k ham apni tardes ko long term kaily hld ker laity hain lakin ager whe tarde har profit main a jaye to ahm usko fori close kerty hain is liiye hmain chye k ham losss main beshk apni trades hold kren laikin ager ham chaty hain k hamra acha profit bny to uskaily bhi hmain apni tardes ko hold kerna chye kun ager ham profir tora aor loss zyda main trade close kren gay to ham is main acha rofit nhe bna sakty hain,is liiye hmain chye k ham apna profit increase kren to tab ja ker ham us main say acha profit bna sakty hain.
         
        • #5 Collapse

          Re: loss trade on long hold

          g han crude oil kafi necy chala gea th aj kun k usd ki news bhi thi usd kafi strong huwa hai laikin itna bhi he huwa hai aor cl ki qeeemtian tor almi mandi main increase huwe hi aor cl to kafi nechy a gea tha laikin ajkal phir bhi stable condition main hai is liiye hmain chye k ham cl per achi trah analsysi kren tab ja ker is pair per trade open kren to ham is main kamayb ho sakty hain.
           
          • #6 Collapse

            Re: loss trade on long hold

            اصل پيغام ارسال کردہ از: safdarms پيغام ديکھيے
            assalam o alikum dosto main ap logo sa ye pochna chahta hon kaya ham loss wali trade ko long hold pa rakh sagty han jasy 2 din ya 4 din ya pher 1 week taky ham loss sa bach sagen ya pher hamen hold karna he nhe chaye ha trade ko loss main close kar den
            Depend karta hai aap per aap kitni der tak apni trade ko open rakhte Hain Mere Khyal se Hamen trade ko jaldi close nahin karna chahie Jo loss Mein trade hoti hai usko thoda time Dena chahie Hamen market Ko Dekhkar trade Lagani chahie aur stop lost Ka istemal Karna chahie Agar stop loss ka istemal Karenge to aap apne account ko big loss se safe Rakh sakte hain thoda sa knowledge Ho aur jaldbazi Na Ho To aap apni loss wali trade ko kuch time de sakte hain ismein Koi harj Nahin
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: loss trade on long hold

              g han dear bilkul agr ap hold rakhty han to apko loss say bhach sakty han apka loss recover ho sakta ah or apki wohi trade profit main a sakti ha ..but agr apko lagta ha kay kay ab ya trade or bhi zada loss ,main ja sakti ha itna kay apak account hi wash ho jay to apko chaiya kay apn ya trade close kar dain ..wase to apko market ko analysis kar kay hi trade karni chiayia,,,takjay apko loss bhi ho to zada na ho .. kunkay jo trade bhi market ko analysis kar kay lagai jati ha wo kabhi bhi galat nahi hoti ha ..

              اب آن لائن

              Working...
              X