Self analysis say ki gai trade main loss bhi hamari learning kay liye helpful hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Self analysis say ki gai trade main loss bhi hamari learning kay liye helpful hay
    Ager hum forex main trade karty hue khud per trust karain or apny knowledge and experience ko use kar kay analysis karain or trade main ager hamain profit ki bajaye loss ho jaye to bhi hamain is say apni mistakes highlight ho jati hayn jo hamary experience ko improve kar sakti hayn, next time analysis main ham in mistakes say avoid karty huye better profit gain kar sakty hain.
    Kindly comments.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Self analysis say ki gai trade main loss bhi hamari learning kay liye helpful hay

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے

    hum ko agar is markets main kamyab huna hai tu hum ko analysis karna ana chahie hai koi bhe trade hum opan karty hain is market main tu hum ko analysis karna chahie hai Forex trading ek bahut hi achcha business hai ham ismein agar mehnat karenge to jarur hamen kamyabi milegi.is main humra koi boss nhaiu huta hai hum apny boss kud hoty hain is business main analysis k bad hi hum ko trade karni chahie hai
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
    • #3 Collapse

      Re: Self analysis say ki gai trade main loss bhi hamari learning kay liye helpful hay

      hamy forex ko achy sy samaj kar is ky rules ko folloe kar ky is main mehnat sy kam karna chahey hamy is main daily apny kam ki limite k pora karna cahey pher hi ham apna tagret pora kar askty hain or acha bonsu hasil kar ky apni family ko support ka rsakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam ka sakty hain yai aik wprld wide business hain
      • #4 Collapse

        Re: Self analysis say ki gai trade main loss bhi hamari learning kay liye helpful hay

        salam hmy learning gain krni chahiye trading krny sy phly trading me knowledge hona bht zaruri ha us k bhgair humy bs loss ho skta ha or han g ap ny sahi kaha ha k loss k bad humy learning me madad milti ha jb tk humy loss ni hoga tb tk hum kuch bhi ni sekh skty hn insaan galti kr k hi sekhta ha is liye knowledge hasil kren or apny apko forex me expert banyn...
        • #5 Collapse

          Re: Self analysis say ki gai trade main loss bhi hamari learning kay liye helpful hay

          G bilkul ap ki bat sahee Hy k self annylsis traders k liy ziada experience ka bais bnta Hy byshak loss hi kio na ho hm yehi kehty hain is forum p k is forum ka maqsad bi yehi Hy k aik junior member independent ho khud seekhy khud annylsis aur skills ki madad sy trading performance main improvement llay to is liy aik din ni do din ni laikn teesry din apko apka Apna experience zaroor faida Dy ga aur khud sy Lia gia experience kabi bi expired nihota apki mazeed groom krta Hy to is liy hard work karain aur interest lainforex ko mokammal seekhny main yehi sab sy best future Hy aj kl k dino main
          • #6 Collapse

            Re: Self analysis say ki gai trade main loss bhi hamari learning kay liye helpful hay

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
            Ager hum forex main trade karty hue khud per trust karain or apny knowledge and experience ko use kar kay analysis karain or trade main ager hamain profit ki bajaye loss ho jaye to bhi hamain is say apni mistakes highlight ho jati hayn jo hamary experience ko improve kar sakti hayn, next time analysis main ham in mistakes say avoid karty huye better profit gain kar sakty hain.
            Kindly comments.
            Dear brother bilkul Is Tarah Hi Hai Jab Ham self-analysis karte hain aur uske bad usko apni trading per reply kar dete Hain To Humko chahie ki Ham trading ke result Ki Baat Apne analysis ko Apne results ke sath compare Karen aur Agar Hamare target achieve Nahin Hui to usmein Dekhen ki Hamare target Kyon Nahin Hui aur Hamare analysis kaun si jagah par galat sabit Hui Hai ok next time Jab Ham analysis karen to usmein mistake Na Ho
            • #7 Collapse

              Re: Self analysis say ki gai trade main loss bhi hamari learning kay liye helpful hay

              dear g han ap nay sahee bat ko kha ahy agar ham is main khud analysis ko ker k apnay kam ko karaty raha kia akrein gye to ham is min kabhi bhi fail nahi ho saktay hein so is main ham ko chye k ham is main apany kam ko last tak acahy say ach karaty raha kia karein agar hqm is main ham k kamkam bhi acha ho g to is main ham ko acahy say experience gain ho sakta hay jis say ham is main agay ki janib bhi easily ja ker k apany ap ko is ain kamyb ker saktay hein so is main ham ko mehant karaty rahnaho g .
              • #8 Collapse

                Re: Self analysis say ki gai trade main loss bhi hamari learning kay liye helpful hay

                self analysis hamry lye bahut he ahim han yehe hamary lye hamara exprince banta ha ham khud analysis karty han or trade lety han agar ham loss karen ga to bhe ham is sa seekhen ga or next woh galti ham nhe karen ga pher 1 din aye ga jab ham profit karen ga or ham kamyab ho jaen ga. is sa ham kabhe dosro par depend nhe ho ga ham azad ho kar trade karen ga
                • #9 Collapse

                  Re: Self analysis say ki gai trade main loss bhi hamari learning kay liye helpful hay

                  Han g bilkual ap ny achiii bat khai Hy Jo bhe agar bnda forex mn apniii mehnat sy kaam karta Hy tu is ko boht faida hota Hy baqi Jo bnda agar is mn apni analysis sy ghatiii Kar batha Hy tu is k lye is ko garana niii chayeh bil k is k lye yeh ak boht bariii bat hy k apniii analysis sy is ki galtii ho jatiii Hy tu is ko boht bara faida is k knowledge or experience mn izzafa hota Hy.. agar hum kisis senior member sy koi ghaltiii sakhtey hny yahne tu in k lye boht faida ho ga is lye humeny chayeh k hum apny knowledge ko barheny k lye sb sy Jo senior member hny in sy knowledge hasil karna chayeh...
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Self analysis say ki gai trade main loss bhi hamari learning kay liye helpful hay

                    bilkul sahe kha hai k ager ham khud say analsysi kerty hain to hmain lgata hai k ham ager profit hasil kren to us say hamra kafi sara confidance bhar jata hai is liiye hmain chye k ager ham apna confidance ko increase kerna chaty hain to hmain self tradng kren laikin ham lots kam rhkain ager ham lot kam rhkin gay to ham is say bhot faida utha sakty hain.is liiye hmain chye k ham lot ka sahe istima aor tarding ko hold kerna seeehkin ager ham trading ko hold jerna seeehkin gay to ham is main say acha profit bna sakty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X