Difference Between Confidence & over confidence in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    confidence and over confidence dono alehda alehda hen confidens mein ik trah ki ajzi hoti hai or khud par or Allah par bhrosa hota hai. jub k overconfidence mein ik trah ka ghror ajata hai k mein ye kr skta hun or sirf mein he kr skta hun or koi nhi kr skta is ko over confidence kehty hen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      iss main koi shak nahi ke ap ko apni tarding ko confidance ke sath kerna ho ga magar agar ap iover confidance ho jate ho too ye greed main shamal ho jye ga iss lye ap ko over confidacne se bach ker tarding ekrni ho gi then hi ap iss main kamyb ho ge
       
      • #393 Collapse

        Bhai meri nazar mey confidence yeh hay kay ager ap k pas knowledge hey or trade lagany ka wakt agya hay tou aap knowledge ko dekhty huwey himmat ker kay baghair kisi hesitation k trade ko lfga den ager ap ney jab bhe tarde na lagai tou phir aap k sath zarur koi problem hey, second yeh kay over confidence aik he waja sey ho skta hay k mey apnay ap ko bohat bara trader man nay lag jaon haal k esa such nahe hoga, dono he baton sey hamen buchna chahye.
        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
        Members Forex mai trader humesha yeh he koshish karty hain k un k pas confidence hona cheye lekin bhout se member nahi janty hain confidence kis level ka hona cheye .Forex mai jab trader achi preparation karta hai apni learning ko achi tarha demo account pay use kar k experience hasil karta hai tu woh acha experience trading mai hasil karta hai or jab live account pay trading karta hai tu woh apny confidence ki waja se achi trade open karta hai or close karta hai lekin jab trader apna daily ka target achieve kar leta hai tu woh over confidence ki waja se useless trade open karta hai.jis se trader ko kafi nuqsan hota hai.Overconfidence humesha greed ko invite karta hai.Es leye har member ko koshish karni cheye k woh confidence level ko kabi b over confidence k level tak nahi janay dain
        Happy Trading.
        :cool::):p
        • #394 Collapse

          knowledge and experience kay bagyr peda hota hay.jis main hum log hamasha loss karty hai.maray khyal main yah farak hay confidence or over confidence kay ander.
           
          • #395 Collapse

            app ko forex buisenss main confidence rahkna assi bat hai lakin app ko over confidence na hikarna chyea ku ki over confidence greed ki samil hai is lea app ko over confidence na hi karna chea asa karna se allah naraz hota hai.
            • #396 Collapse

              Haha meri bhii kuch sacrifises hain is kaam meina gey janey k lye main abhi filhaal parhai ko side per rkh k forex trading ko seekh rha hun or Insha ALlah ye mujhe future mein kaam ayegi .
              • #397 Collapse

                dear agr tu hum apni trade k mutalik cofident rahein gay tu hum kamyab rahein gay chahye hum os sy kam profit he q na uthaye ya phir loss he agr tu hum over confidence ho ajyein gay tu hum lalach aa jaye ga or hum phir profit ki tarf nhi loss ki tarf barhne lg jayein gy
                • #398 Collapse

                  confidence wo hota hai jo humain faida daita hai aur humaray liye FOREX main bohat acha sabit hota hai magar over confidence wo hota hai jiski waja se hum lalach kartay hai aur zyada confidence ki waja se loss hota hai.
                  • #399 Collapse

                    Forex main app ko bus itna itmad hona chahye ke app ko loss ho ya nafa app ko koi tension nahi ho ge aur yeh aik real main business hay is main kam ko learning karne se hi kam main earning ho ge aur app ko is main zada itmad app ko loss de ga ke app ko is main kam zada se zada ata hay aur app ko is main loss nahi ho ga aur app ko market ka trend ka bhi pata ho per pir bhi galat trade main apne app ko safe samaj rehe hoon .
                     
                    • #400 Collapse

                      Traders should be confident before enter in live trading, and during they must shoult to be confident in forex trading business, if they over confident during live trading and they think that the earn profit without sitting infront of chart. so might be they loose his all money.
                         
                      • #401 Collapse

                        forex busienss main confidence hona assi bat hai lakin app ko over confidence na hi hona chyea hai ku ki over confidence hona assi bat na hi hai is lyea app ko forex business main over confidence na hi hona chyea hai is allah bhi app ko pasand na hi karenga.
                        • #402 Collapse

                          forex men buhat hi kam log hain jo pora confidence se trading kerty hain zyada log oveer confidence ho jaty hain or trading ker k loss khaty hain is ley hamain acha confidence hona chahye trading ka.
                             
                          • #403 Collapse

                            forex may kabi bee over confidence nahe hona chahyia q kay ager app over confidence hogay to ak bigg loss ki taraf jaogay.is leyi full confidence say ager bussniss karogay to kuch earn karogay varna kuch nahe hoga siway ak bigg loss kay
                            • #404 Collapse

                              Forex trading is truly a business of knowledge and experience, the author you learn forex trading, the many profit you gift be getting,So, Firstly, we had alter read basic and subject psychotherapy of forex trading and try to implement on our trading.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                in dono mein itna hi farq hai ke apne koi trade lagai aur 100 percent confirm ho gaye ke bai mein to aisi trade lagai hai ke muje loss ho hi ni skta

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X