Difference Between Confidence & over confidence in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    insan ko confident hona chaiya but insan tab mar khata h jab vo over confident ho jta h is liya ham ko confident hona chaiya over confident ni tnxxx
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      ji confidence buht best cheez hai ap ke pas agr achi learning hai aur ap demo accont par achi practice kr lete hai to mere khayal me ap ke pas confidence hoga aur phr ap achi trading kr sakte hai lekn over confidence hona buhut buri cheesz hai buhut dafa hum over confidence hone ki wajah se buhut loos kr jate hai to over confidence nae hona chaye
      • #723 Collapse

        actually the main diffrerence between confidence and overconfidence is that confidence leads you to success asal me apko koi bhe kam me apka khd ka bharosa paka hojata hai ke you can do anything what you need is hard working and thats it aur over confidence apko andha bna deta means you cant see what is wrong and what is good for business apko apni ghltiyn nzar nhe ati and you started under estimating others for the work.
        • #724 Collapse

          yaar mere nazdeek difference between confidence and over confidence yeh huga kay aik trader confident rakhe kay use profit huga magar aik trader over confident hi rakhe kay har baar use profit huga jo kay ghalat aur nuqsaan hay
          • #725 Collapse

            Humai trade krtey hoaiy confidence hona chaiye take hum trade achi kar sakey jub tak confidence nhi ho ga hum ase soch mai ho gey k hum trade sahi kar rahey hn ya nhi confident rakhna apne oper achi bat hn aur over confident bilkul galat hn jub hum trade kartey hn confident k sath aur samjhtey hn hum achey trader ban rahey hn aur over confident mai aya jatey hn jis ki waja se wo suffer loss kar jatey hn.
            • #726 Collapse

              assalamu alaikum jee han brother i am agree with you forex trading mein aap ka confidence hi aap ko kamyab karta hain...but agar aap over confident hojatein ho to is se aap ki abilities or skills tabah ho kar reh jati hain or aap ko bare loss se do char hona parh sakta hain.
              • #727 Collapse

                confidence in forex trading se matlab hai k ap jab bhi forex trading kren to us me ap apne trading skills laga de or hardworking kren or us per bharosa rakhen!!or over confidence se ap jald baazi me mistakes krte hain or loss hojata hai ap ko!!
                 
                • #728 Collapse

                  Forex is a good money making business.forex may better tariky say work karty hain and over confidence greed may a jata hy jis say hamy ziyada loss kay chances hoty hain is liye hamy confidence say work karna chahiye and greed ko avoid kar dena chahiye.best of luck.............................................. .........
                  • #729 Collapse

                    dea forex trading mai sirf confidence ka hona must nai balky is k sath sath market knowledge aur international level py badlaty huy halat k mutabiq trading karni chaye.confidence ka hona zarori hai par this is not a ey to sucess.
                    • #730 Collapse

                      kisi ko b forex ma overcoinfedence ni hona chahye kion k ye buhat hi zadya buri chez ha is liay hamen forex ma buhat hi zayda ahtiat ki zaroat hoti ha or ye buhat hi kamal ka business b ha or ye buhat best ha
                      • #731 Collapse

                        In forex,we can not be afraid to trade forever,you could feel the high risk once but you can not develop if you always be aware too much of the high risk in market,actually you can control the risk by the money management and risk control with good setting in your account trading.
                        • #732 Collapse

                          ek cheez ko practically jaana aur yqeen rkhna k mai is ko ker sakta hoo lakin kisi chz k bare mai ye kehna k mujhe sb kuch ache se aata hai ye over confidence hota hai
                          • #733 Collapse

                            forex mai confidence ka mahlab hai ky ap apny sary trade soch samaj kar kary or over ka mathlab ky ap ky confidence apny limit ko cross kary tho over confidence hojathy hai over confidwence foex mai loss hi loss karwathy hai jo log over confidence hojathy hai tho apny brin ko use karna chordy hy hai jis sy wo loss karthy hai
                            • #734 Collapse

                              g han bhai ap ne bilkul thek kaha ha mwe apki bat say bilkul agree karti hon ap ne jo b kaha ha bilkul agree karti hon hamy is business me confidencs hona chahy laken bhut say log is business ko join kar ky bhuty over confidenc hoty han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                confident or over confident mai ye difference b hota hain k aap jab trading karty hain tu aap apnay experience se uper hi investment kar dety hain or loss kar jaty hain tabi confident ho kar jitna experience ho utna hi investment karna chahiye
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X