Difference Between Confidence & over confidence in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    o nao yar aisi ko bat nai ya sab to aik drama hai jo hum hmesha sy krty ay hain or har tum hhe to krthya ho k ya kr dn ga wo kr dnga har bar tum ayhe krhty ho buht tum krty kuch nai kiu tum main dil he buht chota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      over confidence mein hum apni samjh bojh kho bethe hain aur over confidence rakhne mein kabhi koi faida ni hota.yahi difference hai confidence rakh kr kam karo tu ap apni manzil tk phunch sakte ho leakin over confidence na rakho.
      • #633 Collapse

        dear friennd ap ki baat bilkul sai hai ager hum confidennce se kaam karte hai to achi baat hai lakjibn over connfidennce humainn nnuqsaann de sakta hai is lie over connfidennce se bachnna chaie
        • #634 Collapse

          Dear i think confidence or over confidence dono cheezo main difference hai achi trading kar k ap ka confidence increase hota hai lekin achi earning kar k ap over confidence hojatay hain jis se ap next time ghalat trading kar k ap ko loss hota hai.
          • #635 Collapse

            Aik successful trader hamesha apni trading confidence sai karta hai. And woh apna daily set target bhi confidence kai sath haasil karta hai. Lekin woh over-confident tab hota hai jab woh apna target achieve kar lai and zyada profit ki lalach mai ghalat orders laga dai jo usko kaafi loss dai sakta hai.cdfxsd.
            • #636 Collapse

              insan ko over confidence nahi hona chahye over confidence greed ko invite krta hai..but aap ko confidence bhi hona chahye jb aap ko khud pay confidence hoga aap easily work kr sktay ho. Confidence ki forex may bohat importance hai... i think you can control your loss in many good ways by your confidence..
              • #637 Collapse

                G bhai jan Forex main traders k pass confidence ka hona bht hi zyada zarori hai kio k traders apne confidence ki wja say apni trades main acha earn krte hain is liye traders ko overconfidence say bachna chahye
                :p..........No One is perfect and I am No One........:p
                • #638 Collapse

                  jb aap trading kar rahy hoity hain to aap ko confidence say trading karni hoti hai lekin jesay he aap ko paa chalta hai k aap yaha pay kaam kar rahay hain aur loss kar rahay hain to is me aap ki apnai he ghalti hoti hai.
                  • #639 Collapse

                    agar aapko confidance hai ki aapka trad aapko profit dilayega aur wake hi aisa hi hota hai to ye aapka confidance kaha jayega aur aapko lagata hai ki aapak trad aapko profit hi dega aur kisi wajah se ye munkin na ho sakta to aapko loss hua hai to ye aapka over confidance kaha jayega dono me bahut sara fark nahi hota hai
                    • #640 Collapse

                      g bahi ap nay bilkul sahi kaha hay.mujhy ap ki baat boht pasnd i hay.wasy bhi confidence ki forex boht importance hay.aik acha or kamyab treadr treading hmysha confidence say he karta hay.or bahi jub hum apnay daily target kay hisab say jub earning kar lain to koshish karni chahiya kay ab greed na karain kiu kay over confidence ki asal waja greed hi hoti hay.jo kay baad main loss ki shakul main humary samny ati hay.....
                      • #641 Collapse

                        Ji han confidence hona acha hai but over confidence bht dangerous ho sakta hai....aik trader ko chahiye k wo khud pe confidence rakhe k wo achi trading kar sakta hai but kabhi bhi over confident nahi ho k wo perfect hai aur hamesha hi achi trading kar sakta hai is attitude ki waja se trader ko bht bara nuqsan bhi ho sakta hai....
                        • #642 Collapse

                          bhai jan ya exactly im totally agree with you .... confidence is good but over bad confidence is very for forex trading and deu to this mostly people do mistake and at the end they have to face the losses so i think we should avoid iver confidence
                          • #643 Collapse

                            confidence se or hard working kar k success hasil karta hain and over confidence wo hain jo bhut se log ho jatay hain jsi ki waja se wo sub apni mehnat par pani pher jatay hain or apnay over confience se sub ko dety hain
                             
                            • #644 Collapse

                              Confidence or over confidence ki bhi aik limit hoti hai. agar confidense zada ho to kaam hamara acha chal jata hai aur us me kafi had tak faida aur profit aur bonuses bhi mimkin hotey hain. lekin agar over confidense zada ho jaye to us me aksar okaat me nuksaanaat zada hotey hain and faidey buhat kam ho jatey hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                confidence rakhty hoye agar koi trader trading karta ha to us ko bht zada profit hota ha jab k jo over confident trader hota ha wo apni trading sai sy kar ni pata ha r wo loss ka shikar ho jaata ha is liye confidence hna lazmi ha magar over confident sy kam ni chaly ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X