Difference Between Confidence & over confidence in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1336 Collapse

    Forex trading main overconfidence ho kar trading karny say bohat loss hota hay kyun keh es trha hum samjhty hay keh jo bhi trade place karen gay us say profit earn karen gay balkeh kai dafa hum us say loss kar lety hay so humay overconfidence ho kar trading nahi karni chahiey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1337 Collapse

      in dono batton me bahut hi ziada farq he confidence me ye fada he k kaam kerny wala trader is me kabhi loss nai kerta and jo is me over confidence hoty hen to un k liye is me loss ka ratio 99% hota he
      • #1338 Collapse

        g ha sahe kaha ap ne forex mai confidence is needed but over confidence is not needed so es se bach ay raho aur es se avoid karo pher he profit hai
        • #1339 Collapse

          overconfiddnace say apko is mrakte mei lost kay ilawa aur kuch bi nai tu milta hai is liay hi apko is buisness mei kabhi bi overconfidence ko kabhi bi nai lana ho ga agar apko taraqi pani hai tu
          • #1340 Collapse

            forex trading aysa bussiness hay jis main experience kay sath sath confidence ke boht zrort hoti hay kay hum apny skills ke bina par hum achi trading kar skty hain is say humain profit ho ga per over cnfodence main ulta he hota hay
            • #1341 Collapse

              members confidence and over confidence both different cheezain hain. confidence forex k liye bohat zaroori hy lekin over confidence bohat galat cheez hy. apni trade py confident rehna bohat zaroori cheez hy magar over confidence ho k risky trades open krna apko hamesha loss ki taraf ly kr jaye ga
              • #1342 Collapse

                Forex trading market main forex traders ke liye confidence ka na hona bhi nuksan de ha or over confidence hona bhi nuksan de ha. ic liye forex main over confidence nai hona chahiye. or confidently ho kar trading karni chahiye.
                • #1343 Collapse

                  BOHAT KHOB.. dost apnay jo post send kia yeh ham sub members k liay bohat faidamand ha.. main in batun ko say agree karta hun aur real main hamain khud main say in galtyun ko remove karnay ki zarurat ha.. apka bohat shukria aur main umeed karta hun k in future b ap new guys ki rehnumai kartay raho gay..
                  • #1344 Collapse

                    confidence ke sath aap kafi kama sakte hain forex me kiun ke confidence aap ko bohat achi tarha se profits kamane me madad deta hai lekin jahan aap over confidence ka shikar ho jayen to aap ko loss ke siwa kuch bhi hasil nhi hota .
                    • #1345 Collapse

                      forex bahot hi risky business hay es me over Confidence ki waja se traders ko loss b ho sakta hay, forex me hamesha soch samaj kar hi trading karni chaye.
                      • #1346 Collapse

                        dear confidence woh hota ha k ap ko apna pa itna yakeen ho k ap jo deal kar raha ho vo sae deal kar raha ho aur ya confiendce tab hi ata ha jub apka experience hota ha. or overconfednce usa kheta han k ap kho k ma hi sub sa acha trader hon aur meri her deal ma muja 100 % profit pa profit hi ho ga
                        • #1347 Collapse

                          daikhain dear confidence or over confidence main bohat farq hai .q k confidence main bandy ko her cheeze clear hoty hai or wo bahter andaz main kam kar sakta ho mahanat karta hai. lakin jab ko over confidence hota hai to wo mahnat nahe krata balaky batian karta hai.
                          • #1348 Collapse

                            dear bhai jan mere khyal se to insan ko confident to zaror hona chahiye pr over confident nahi is liye k wo over confident mai akar apna loss kar sakta hai..........
                             
                            • #1349 Collapse

                              dear forex trading business aik aisa business hai jis pr ap aghar confident ho kar kaam karo gay to ap bohat acha kama sako gay pr aghar ap over confident ho jao gay to ap apne bohat bara loss k zamedaar ban sakte hain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1350 Collapse

                                g bhai agar ap forex mein apne trading skills pe confidence rakhte hain to ye theek hai,lekin agar ap is mein over confident hogaye hain to ye apke liye bohat nuqsan deh hosakta hai aur ap phir is mein apni saari raqam lose bhi kar sakte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X