Support Resistance Bhut Zurari hoti hai trading ma.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support Resistance Bhut Zurari hoti hai trading ma.
    Dosto ye aik bht important concept hai jis ka ap ko jananna bht zurari hai agr iss ko ap achy se samjh jaty hain to ap khabi b jo stocks BUY krenge usy sahi price ma BUY krenge aur ap SELL krenge to b Achy price ma SELL krenge iss concept ko use kr k achi average le sakty hain SUPPORT aik asa POINT hota hai jiss k aggy market girna band kr dety hain agr ap aik chart len aur waqhan support line create kren jahan market graph bar bar touch krta hai aur ya to necchy gir jata hai ya wahan pr stay krta hai aur RISISTANCE wo hota hai jahan pr market ja kr ruk jati hai uss ka upar jana wahan se ruk jata hai mtlb market ka successful nhi ho pati RISISTANCE line cross krny ma ye dono option bht oppsite work krty hain jesy SUPPORT LINE ma demand zaida ho jati hai aur RISITANCE line ma Supply zaida a jati hai mtlb market ma SELLERS zaida ho jaty hain aur wahan se seeling trend start hota hai aur market neechy jati hai
    Umeeed krta hon ye information ap k liye mufeed sabit hogi
    :1f623: T H A N K S :1f615:
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Support Resistance Bhut Zurari hoti hai trading ma.

    Forex Trading me support aur resistance bohut ahmeyat ka hamil hai aur hamen is k bare me lazmi tawar pe seekhna parta hai aur jab hum support aur risestance sewkh leten hn Forex trading unit potpourri 10 bahut Ladka is vajah se Shamil hote hain Kyunki Humne is Jagah per profit aur tabiyat Lagana Hota Hai Uska class mein bahut jyada missile se bacha Hota Hai Jab cricket profit per Ham Apne Upar munafa Hasil Karte Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Support Resistance Bhut Zurari hoti hai trading ma.

      bilkul aap ke baad rota hai forex trading business meeting karne ke liye Ham logon ko support and resistance ki pahchan hona bahut important hai trading karne ke liye jab tak aap logon ko chhota resistance se ki maloomat nahin hoti tab tak aap log yahan par acchi hai waiting profit are nahin kar sakte yah bahut bahut important hai Ham logon ke liye trading mein acchi profit hasil karne ke liye
      • #4 Collapse

        Re: Support Resistance Bhut Zurari hoti hai trading ma.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: SyedAlishah537 پيغام ديکھيے
        Dosto ye aik bht important concept hai jis ka ap ko jananna bht zurari hai agr iss ko ap achy se samjh jaty hain to ap khabi b jo stocks BUY krenge usy sahi price ma BUY krenge aur ap SELL krenge to b Achy price ma SELL krenge iss concept ko use kr k achi average le sakty hain SUPPORT aik asa POINT hota hai jiss k aggy market girna band kr dety hain agr ap aik chart len aur waqhan support line create kren jahan market graph bar bar touch krta hai aur ya to necchy gir jata hai ya wahan pr stay krta hai aur RISISTANCE wo hota hai jahan pr market ja kr ruk jati hai uss ka upar jana wahan se ruk jata hai mtlb market ka successful nhi ho pati RISISTANCE line cross krny ma ye dono option bht oppsite work krty hain jesy SUPPORT LINE ma demand zaida ho jati hai aur RISITANCE line ma Supply zaida a jati hai mtlb market ma SELLERS zaida ho jaty hain aur wahan se seeling trend start hota hai aur market neechy jati hai
        Umeeed krta hon ye information ap k liye mufeed sabit hogi
        :1f623: T H A N K S :1f615:
        Salam dear members g bilkul support resistance bht important h trading k liye ... Hmy trading ko zroor samjhna chaiye yh hmare liye bht zroori h forex ka main part hi trading h islite jtna jald trading seekh jayen is me hmara hi faida h ... Trading ko zyada sy zyada learn kren ..
        • #5 Collapse

          Re: Support Resistance Bhut Zurari hoti hai trading ma.

          Ji resistance bahut zaroori hai because isase aapka profit increase hota hai aur aap menu Karte Ho Main karne wala Insan kabhi bhi mayus nahin Hota because usko Apne Aap Par confidence hota hai so Ham Sabko chahie main karykram kamyabi Hasil Karen
          • #6 Collapse

            Re: Support Resistance Bhut Zurari hoti hai trading ma.

            G Han support aur resistance bahut lazmi tools Hain aur kio k jb ap technical annylsis krty ho is main is do important checking steps ka ziada role hota Hy Kio k Jo mokhtalif time frames Hain unko follow kr k ap aasani sy market k trend ka ba khoobi pta kr sakty hain aur kisi bi pair ki movement aany wali ya next kitni price Tak jay gi yeh bi maloom ho sakta Hy to is kbi bi is cheez ko light ni Lena chahiy k resistance ya support k baghir successful trading mumkin Hy
            • #7 Collapse

              Re: Support Resistance Bhut Zurari hoti hai trading ma.

              achi aur positive information share ki hai humein support and resistance line ko create krna chahyie apne trading chart pr aur aik plan se iss pr kam krna chahyie
                 
              • #8 Collapse

                Re: Support Resistance Bhut Zurari hoti hai trading ma.

                Market Mein jitne bhi log support and resistance ke sath kam kar rahe hote hain UN Logon Ko aasani ke sath acha profit Mil Jata Hai Aur vah log market ke andar Kabhi loss Nahin karte iske liye ham log market ke andar inter hone ka time not karte hain aur use time per market support ya resistance ko break Aati Hai Jab is method ke through ham log market ke andar inter Honge To Ham Logon ke liye profit earn karna Aasan ho jaega aur Hamara Sara ka sara profit acche tarike se market se withdrawal ho jaega lekin iske liye Ham Logon Ko basic education uski jarurat hai market ke andar basics ko sikhana bahut important Hota Hai Uske bad jakar Liye fayda Hai
                When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                :)
                (AbdulWahab33)
                • #9 Collapse

                  Re: Support Resistance Bhut Zurari hoti hai trading ma.

                  Forex trading mai support level aor resistance level kafi important levels hotay hai aksar pair support level say jump kar jatay hai aor aksar pair resistance level say nichay gir jatay hai es leye jab be trading karni ho support aor resistance levels ko zaror identify kiya karay jaab apko ye dono levels ka pata hoga tu trading mazeed asaan hojati hai es leye koshish kiya karay kay ye dono levels identified ho
                  Zuhaib9988 Trading journal
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Support Resistance Bhut Zurari hoti hai trading ma.

                    Dosto agr forex pay kamyab hona hy ya kush hasil krna hy tu us k lay ap ko support or resistance ka concept buht zurari hota hy us k bgr humy treding karna na mumkain hy as lay humy jatna zyda ho sky as concept pay zyda say zyda focus krna chye jas ko as ka khowlage hasil ho jaye mry khayl say wo kabi bhii nakm nii ho skta as lay humy as k lay jatna zyda ho sky straggle krna chye....
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Support Resistance Bhut Zurari hoti hai trading ma.

                      Forex Mein Hamen Har indicator ko acche se istemal karna chahie Hamen Kisi bhi indicator ya Kisi moving average ko istemal karne se pahle demo account per uski acche se practis kar leni chahie Ham jitni practice Karke Koi strategy banaenge utna hi Hamesha advantage Hoga isliye demo account Diya jata hai ki aap acche se practis Karen moving average Ek acchi strategy Ban sakti hai lekin Agar Kisi acche se practis kiya jaaye Taboo account per aap Kisi currency per trade Karen uske liye of moving average ka period select Karen aur FIR use per kam Karen Agar aapki strategy successful Rahi to aap apni real account per try Karen
                       

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X