Thread kiu banatay hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread kiu banatay hay
    Pak forex forum pay knowledge ko dusroo tuk pohanchanay kay liye threads banay jatay hay. Threads may koi bi sawaal bi hota sakta hay aor apna tajurba bi share ho sakta hay. Threads ko sirf thanks kay liye nai banana chahiye bulkay uc ka asal maqsud bi pora kernay ki koshish kerni chahiye. Daily 4 axhay threads bana kay dusroo ki help kerni chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread kiu banatay hay

    Ap ne bulkul thek hai k pak forum me hum threads ko q banate hn to hamen apne knowledge aur experience ko dosron k sath share karne k leye bhi threads banate hn aur dosron ki raye jaane k leye bhi thraeds ko genrate karna parta hai. Pak forum me posts karne pe hamen bonus melta hai. Lekin us bonus me mazeed izafe k leye posts pe thanks ka ziada hona lazmi hai. Hamari koshash hone chaheye k hum aik dosre ka kanda bane aur aik dosre ko zyada se zyada thanks de deya karen. Is se hamari apni posts ya bonus pe koi asan nahibparta k agarvhum zyada thanks degay to hamara apna bonus kam ho jaye ga. To mind me rahe k aisa hargez nahi hai. Jitna hum aik dosre ko zyada se zyada posts pe thanks deya karengy utna hamara sab ka bonus mazeed barta rahega. To mehrubani hogi aur thanks me kanjoosi na karen.
    • #3 Collapse

      Re: Thread kiu banatay hay

      threads hm isi ly bnaty hein takeh ham sab aik dosey key sath acha knowledge share ker skin gy hmin jo bat mjnuy mein mushkil paish aa rhi ho hm threads ey zariy usko solve ker sakty hein threada hmarey knowledge aour bonus mein izafa kerty hein isi liy threads kerna bht hi zarori hy.jids key bina hm acha bnus hsil nhi ker sakin gy/..
      • #4 Collapse

        Re: Thread kiu banatay hay

        ASSALAM O ALIKUM dear threads create karny ka maqsad 2 hoty hain phla maqsad hum is main apna knolwdge shere karty hain apny juniors members ki help karty hain hamary pas jitna bhe experience hota hai hum sub he shere karty hain or sometime hamen koi bat samjh nahi a rahi hoti hai to hum threads main wo sawal kar sakty hain or seniors hamari help karty hain ..hum sub ko bhot achi learning k sath he kam karna cheye koi bhe bat ho threads main forex sa related discus kar leni cheye sub he members hum sub ko bhot acha guide karty hain or hum sub he kamiyab hoty hain..
        • #5 Collapse

          Re: Thread kiu banatay hay

          jub hamary pas knowledge hoga aur hamary pas forex foeum se related koi bhi positive baat share krnay k leye hogi to hum thread create kr k vo baat dosaray mwmbers tak share kr dengay jis se sb ka faida hoga.aur phir isi tarah agar hum ko koi cheez samjh nahi aati to hum vo thread bana k likh detay hain aur senior members os pe reply kr detay hain aur hanein aolution mil jata hai aur baat ki smjh aa jati hai.isi wajah se hum log threads crdate krtay hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Thread kiu banatay hay

            threads hmain knowledge dene ke liye hoti hain jis mein hmain apna knowledge dena hota hai agar ham knowledge pe kaam karain ge to ham is mein kameyab ho sakte hain kyon ke hmain knowledge hona chahiye agar ham knowledge pe kaam karain ge to ham kameyab hon ge agar ham mhenat se kaam karian ge ta ke ham kameyab ho saken quality ka kaam karna hi hamare liye zarori hai

            اب آن لائن

            Working...
            X