Emotional trading na krn.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional trading na krn.
    Assalam o alaikum friends kesy hn ap sb. Forex trading me emotionally hu kr trade na krn kbi b . Hmesha apny emotions pr control rkhen . Is ay ap apny trade ko Bigg loss sy bcha skty hn. Jazbat me a kr koi b kia hua faisla loss e dy ga . Ghusy me Jldi me kbi trade na lgain aur name close krn . Aik trade loss me gai tu ghusy me a kr aur trade lga Dena ghlt hy jo loss e dy ga . Is lye emotions pr control krn aur emotional trading sy avoid krn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotional trading na krn.

    Walaikum salam aise hi karna chahie ki most Navy trading Nahin Karni chahie Kyunki Jo log motional hote hain to vah pictures Baatein Karte Hain karte hain aur Apna nuksan karte hain isliye Ham Logon Ko Kisi Aur se Barse trading Karni chahie Jitna Ham Log Kahenge Apne Ko Eastern trading karen to Inshallah Kamyab Honge FIR Agar aapane Jis Baat Mein Koi Kadam uthaya to Fir aapko nuksan hoga
    • #3 Collapse

      Re: Emotional trading na krn.

      forex main hum es mai mahant say hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum e smai nbgir learning kay hum es main kam akrian ain to haumin es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our forex kbe be na bnd honay wala business hai nour hum es mai ninvestment kar kay hum es main kam kar skty hain our fore 1 on line business hain
      • #4 Collapse

        Re: Emotional trading na krn.

        Yes dear hum ko kabi emotional trading nahi krni cahie or jazbat se kabi kam nahi Lena cahie .kuch traders jab unko loss ho jaye tou wo emotional ho kr overtrading krny lagty hn jis se unko zyada loss ho jata hai or unka confidence boht low ho jata lehaza kabi k emotional trade mat krian balky cool or fresh mind k satb trade keian.
        ​BELIEVE IN YOURSELF!
        (Ahsan999)
        • #5 Collapse

          Re: Emotional trading na krn.

          emotion ko kabo main rakhan h ga tab hi hum achi trade karni ho gi aur har jeet tou sath satho hoti hai so hamain is forum main part time main bi job kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gia ur boht say log is forum main kam karty hain aur hamain market main kam kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain loss km ho sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Emotional trading na krn.

            Assalamu Alaikum dear friend number kya hal hai ji han apko ko emotional trading Nahin Karni chahie aap koshish Karenge calmness aur skon ke sath apni posting aur trading donon Karen isliye Taki aapko kamyabi mil sake koshish karen apni post acchi Karen aur miyari kisi ki post ho aur trading ke sath Karen aur money managment ka khial rakhen Janu

            • #7 Collapse

              Re: Emotional trading na krn.

              Dear friends g bilkul emotional mn a kar trading bilkul bhi na karen aap sa trade ghlat lag Jaye ga r jis sa aap ka sara bonus zaia ho Jaye ga is lia emotional mn a ka ya jald bazi mn koii bhi trade na lagayn r markets ki movement ko smjh kar trade lagayn
              • #8 Collapse

                Re: Emotional trading na krn.

                G haan emotional trading m Ham bilkul destroy ho jatty Hein hmain chahte keh ham log emotional trading bilkul b na krein na he iski trf twaja dein na is k Bry m socheingy agar bht ziada acha trader bnna h to hmain yeh btein mind m rakh k agy Jana h yeh zarori h hmary liay
                • #9 Collapse

                  Re: Emotional trading na krn.

                  Emotional trading say losses hotay hain aur woh losses recoverable bhi nahi hotay hain. Koi bhi trade open kernay ya close kernay say pehlay kuch dair mazeed wait zarur kerna chaiye aur yeh daikhna chaiye kay emotions aur jald baazi mai koi cheez miss tou nahi ho rahi hai. Iss Tarah apnay emotions pay acha control kia jaa sakta hai aur trading mai losses ki ratio Kamm say Kamm reh jaati hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotional trading na krn.

                    ji sar aapki baat bilkul theek hai ki Forex form Mein training karte hue Hamen kabhi bhi emotional trading nahin karni chahie Forex Mein work karte hue specially Hamen training karte hue apne emotions ko kabhi bhi free nahin chorna chahie balki Hamen apne emotions ko control Mein rakhna chahie aur soch samajhkar trade lagani chahie kyunki hamare trading sochi samjhe hogi to Hamen achcha profit receive hoga agar Ham aise hi emotional desi anjalekar emotional trade laga denge to Hamen kabhi bhi profit nahin hoga aur ham success nahin ho sakte
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotional trading na krn.

                      hamy is mai emotion ho kar kam nahe karna chahey hamy is mai confidence sy kam karna chahey hum is mai din main be kam kar sakty hain or hum is mai rat main be kam kar sakty han market 24 ganty he open rahte hai hum is main aik din main aik account 50 posts or 4 threads karty hain hamy daily base par kam ko pora karna chahey yai aik international karobar hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotional trading na krn.

                        Main aapki is Baat se Jarur Ittefaq karta hun Jaisa ke aapane likha hai bilkul theek likha hai Hamen koshish Karni chahie ki Hamen kabhi bhi reading karne mein jaldbaji nahin Karni chahie Kyunki jaldbaji ki vajah se Ham forex market Mein loss kar Jaate Hain isliye Hamen chahie ki Ham emotional trading na Karen aur koshish karen ke market ko analyse karke hi apni trade open Karen aur forex market Mein trade lete Waqt Hamen Jyada lalach bhi nahin Karni chahie Kyunki laalach Insan ko marva deti hai isliye koshish Karni chahie ki Apne knowledge ke hisab se hi trade open Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotional trading na krn.

                          Dear forex members Pak forex trading may Kam karnay Kaye liye practice ki bohut zayada zarorat hoti hay Pak forex trading may jab app trading kartay hay to app ko faida tab hi hota hay jab app soch samujh kay trading kartay hay aur sabar Kay sath trading kartay hay emotional hona trading may nuksaan dayta hay lehaza Pak forex trading may emotional say nai balkay sabr aur patience say kaam karna chaiye emotional person Kam karnay may loss uthaya hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotional trading na krn.

                            G aap be bilkul thek kaha hai trading karte hue hamain apne emotions aur jaldbazi wali nature par control hona chahiye. Pak forum trading aisa business hai jis main emotions par control ganwa jar sirf aur sirf loss he kar sakte hain his se ke hamari saari mehnat zaya ho jati hai. Trading karte waqt hamare mind bilkul fresh hona chahiye emotions jaldbazi aur guse par control kar ke he hum trading main kamyab ho sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotional trading na krn.

                              han g tk kaha h ap ny my ap ki baat sy agre karta ho hmy emotional treading ni karni chahiy is ka anjam yhi ho ga k hmy loss ho ga hamary jazbati pan ki vja sy lalch ki vja sy hm sy jldi my asi mistake ho jati ha k kai bar hmara acount b wash ho jata h hmy analyses kar k tread karni chahiy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X