hamye apny andar work krny ka jazba paida krna ho ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamye apny andar work krny ka jazba paida krna ho ga?
    dear agr ham apny andar work krny ka jazba paida kry gy tu hamrye liye bahot faida ho ga ur ham agy bhar sky gy yeh jzba aisa ona chahiyte jo kbhi bhe khatam na ho ur ap ko faida ponchaye agr ap ky andar kam krny ka jzba hy tu ap ky kam ka mayar acha nhe hy tu is jazby ka koi faida nhe hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hamye apny andar work krny ka jazba paida krna ho ga?

    yes my brother Jab Ham apne andar working ka jajba rakhte honge to tabhi hamari working good hogi aur agar Ham interest nahin rahte hain to working kabhi good nahin ho sakti hai Ham jitna interested working karenge tutane hi hamen good benefits milenge aur agar hamari workin interested nahin hogi to hamen good benefits kabhi bhi nahin Mil sakte hain isliye apni working ko best karna hamare liye bahut important hai agar Ham apni girlfriend ko best nahin karenge to hamari working ki koi benefits nahin honge hamen always best working karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: hamye apny andar work krny ka jazba paida krna ho ga?

      Hamen apne andar kam karne ka jajba paida karna hai Ham sab jante Hain ki forex trading se jyada Pakistan forex foreign mein kam karna mushkil hai lekin humne apne kam ko jari rakhna hai kam ko jari rakhne ka maksad sirf aur sirf forex trading mein kamyabi aur uske sath Pakistan forex from mein hamari best effort ki vajah se achcha weekly bonus hai agar Ham sab kaam milkar karte rahenge to inshallah hamen forex trading mein kamyabi bhi milegi aur hamare man bhi ek acchi trading ki taraf jaega to forest mein kabhi bhi aapane nakam nahin hona aur trading co perfect karke hi aapane chhodana hai Taki aap acche aur kamyab dost Ban sakte.
      • #4 Collapse

        Re: hamye apny andar work krny ka jazba paida krna ho ga?

        Ji bilkul aisa hi hai Hamen chahie ki Ham Apne andar Jyada Se Jyada work karne ka jajba Paida Karen aur acche se Accha work karne ka jajba Paida Karen Kyunki Jab Hamare andar bahar karne ki Shauk Paida hoga to Hamari post ki quality bhi acchi Hogi aur Hamare andar knowledge bhi bahut Achcha Paida ho jaega Is Tarah Hamen bahut Achcha profit Milega aur bahut Achcha bonus milega Hamara frocks per kam karne ka man maksad Hai knowledge aur Hona Tha Sar karna hai isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada Waqt Forex ko de aur acchi se acchi mehnat Karke forest se bahut Achcha knowledge aur bahut Achcha bonus Hasil Karen

        • #5 Collapse

          Re: hamye apny andar work krny ka jazba paida krna ho ga?

          Jab tak Ham Apne andar kam karne ka jajba Nahin Pata Karenge tab tak Ham Apne uska Mein kamyabi Hasil nahin kar Payenge agar humne Kisi bhi kaam mein kamyabi Hasil karna Hoti Hai To Hamen Puri dilchaspi ke sath usmein kam karna hota hai Kyunki Jab Ham dilchaspi ke sath vahan per kam karte hain tabhi Ham kamyabi Hasil kar paate Hain Agar Ham dilchaspi ke sath Kam Nahin Karenge To Ham kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar Payenge
          • #6 Collapse

            Re: hamye apny andar work krny ka jazba paida krna ho ga?

            Forex mein hamen zyada se zyada work karna chahie aur forex main hamen hard work ke sath apni mehnat jari rakhni chahie aur forex mein hamen himmat aur lagan ke sath work karna chahie aur forex mein hamen apne interest ke sath work karna chahie aur forex mein hamen apne experience aur knowledge ko increase karke work our trading karni chahie aur forex mein hamen trading ache confidence ke sath karni chahie aur forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham ek kamyab aur ache trader bhi ban sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: hamye apny andar work krny ka jazba paida krna ho ga?

              Yes dear worker follow ismein koi doubt Nahin Hai agar aap Chahte Hain Ki Ham kamyabi Gan karen to aapko Apne andar confidence wala jajba Paida karna hoga Ek Insan ko bahut Aage Le Ja sakta hai imitation Insan ki ki Life ko change kar sakta hai ISI Tarah Ek Jagah per is business kyon kamyabi ki taraf se lekar Ja sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: hamye apny andar work krny ka jazba paida krna ho ga?

                Forex ki market Mein jitne bhi log hardworking karte hain aur uske sath achi Awaz ke sath kam karna start kar dete Hain UN Logon Ko is market ke andar bahut accha profit ho jata hai koshish Karenge market ke andar apni airport score increase Karen Jaise hi aap Logon ki efforts increase Hogi aap log market ke andar Achcha profit bhi Hasil kar Payenge aur uske sath aap log market ke andar successful hone Mein jald hi Kamyab Ho Jaenge
                When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                :)
                (AbdulWahab33)
                • #9 Collapse

                  Re: hamye apny andar work krny ka jazba paida krna ho ga?

                  koi bhi kam Ho to hamen usmein apne kam ko increase karne ke liye uska pata karne ki jarurat hoti hai aur uska uska paida hota hai jab aapko usne bola interest Ho jab aapko usmein ho to aap kis tarah kam kar sakte hain lekin aajkal har dekho Paisa kamane Mein interest hota hai isliy.forex forum Mein Ek reasonable business hai Jis Mein har bande ki interest shamil Ho jaati hai isliye mere khyal mein hai aur batao yahan per Jo aata hai vah bahut jyada mehnat karta hai aur kamyabi ke hasil karne ke liye ummid rakhta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: hamye apny andar work krny ka jazba paida krna ho ga?

                    Asslam o alakuim dear forex member ye bat bikul such hy jb kam krny ka jazba ho kam main interest ho tb wo kam easy ho jata hy us main koi mushkil nhi hoti to jb bhi koi kam start kia jay to sb sa phly jazba paida kia jay paka ahad kia jay ky hm na ye krna hy chahy kuch bhi ho jay to ap zaror kamyab hon gay forex main bhi kam krty howy trading main jb dil laga ky mhant ki jay giii tb achaa bons mily ga passion ky baghair kuch nhi hota ye jazbay hi hoty hain to parwan charhaty hain jo manzil ki traf motivate krty hain inhi ki waja sa to kamyabi milti hy agar jazba hi na ho to banda bore ho jay or kam bhi nhi kr paay ga
                    • #11 Collapse

                      Re: hamye apny andar work krny ka jazba paida krna ho ga?

                      business work in with a good passion and jazbaat ke sath jab bhi Ham start karte Hain to hamen uska achcha safed abhi Milana start ho jata hai kyun koi kaam jab aapko tough risky ke sath aaya uske andar tension ke sath sabar ke bagar karenge to fir use hasil karna impossible ho jata hai isliye kamyabi hasil karne ke liye jitna jyada unki lagan experience quality of post aur uske sath thanks bhi aapko milta rahe hain acche prakar support karen to fir aapka forex business ke andar aapka interest aapki mehnat aapki Khushi Ke sath hoti rahegi kam karne ke liye jitna jyada aapke liye train hai gadha hardworking jaruri hai usne jyada koi bhi chij nahin lekin aapko jyada focus karna hai vah aapko apne frum Ke rules regulation ko follow karne per hi hai,
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: hamye apny andar work krny ka jazba paida krna ho ga?

                        Ji haan Mere Pyare bhai Bhai Hamare andar jab tak Achcha kam karne ka Hosla Nahin Hoga Ham kabhi bhi acche tarike Se Kam Nahin kar sakte aur kabhi bhi acchi quality ki post nahin kar sakte Jab Hamare andar Achcha knowledge Hoga aur Hamare andar senior ke Bataye Hue trikon per Amal karne ka practice Hogi is Waqt Ham Apne post ki quality ko bhi achcha banaa sakte hain aur apne read ki quality ko bhi achcha banaa sakte hain post ki quality ko accha sirf ek Surat Mein Banaya Ja sakta hai ki Hamari post ke andar bahut sara knowledge Ho Aur Is Tarah Hamen bahut Sare thanks bhi Milte Hain aur Hamara bonus bhi bahut Achcha Aata Hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X