Dollar ko currency market ka king Kyun kaha jata hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dollar ko currency market ka king Kyun kaha jata hay?
    Ham Logon Ne Aksar Pakistan Forex forum ke upar posting Karte wakat Suna Hoga ke dollar Forex ki market Ka King Hota Hai kya aap Logon Ko is bare mein idea hai ki dollar ko Forex ki market Ka King Kis wajah Se Kaha jata hai kya iski Sabse Badi vajah yah hai ki market ke andar sabse zyada dollar ke sath deal Kiya jata hai ya phir Koi Aur wahjah Hai
    Kindly inform??
    When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
    :)
    (AbdulWahab33)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dollar ko currency market ka king Kyun kaha jata hay?

    Dollar United State of America ki currency hai isliye isko kam kaha jata hai aur agar ham m kamyabi chahte Hain to hamen jaruri hai ki Ham iske mutaliq acchi maloomat Le tab hi hamen kamyabi ho sakti hai hamen koi bhi trade karte hue iske bare mein maloomat honi chahie to tab hamari kamyabi aasan hoti hai aur agar iske bare mein hamen maloomat nahin hogi to kamyabi bhi acchi nahin hogi aur agar Ham iske bare mein maloomat lekar kam karenge to fir kamyabi acchi hogi kyunki trading mein iske bahut
    💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
    • #3 Collapse

      Re: Dollar ko currency market ka king Kyun kaha jata hay?

      Assalamu Alaikum dear friends Forex trading business Dollar currency market Ka Master Kyon Kaha jata hai to mai aapko batana Chahta Hun Ki Dollar currency market Ka Master isliye Kaha Jata Hai Kyunki is ki kimat sabse jyada hai aur ham Forex trading business Mein dollar Hasil karte hue Jyada Se Jyada profit aur bonus Hasil Karte Hain To yah dollar Hai Jiski nisbat Hamen apni mehnat ka Jyada Se Jyada result Milta hai aur ham usmein Jyada Se Jyada profit aur bonus grahan karte hue trading Karte Hain
      • #4 Collapse

        Re: Dollar ko currency market ka king Kyun kaha jata hay?

        dolalrs forex main king hain hamy is mai meyare kam karna chahey pher he hum is mai achy dollars main bonus hasil kar sakty hain hamy market ko achy sy learn kar ky analyses ko use kar ky kam karna chahey hum is mai pair or currency main trading karty hai hamy aik time man aik he pair yai currency main kam karna chahey yai online ke duna main king business hain
        • #5 Collapse

          Re: Dollar ko currency market ka king Kyun kaha jata hay?

          gg asa he hain hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga forex ak online busienss hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be km kar sakty hain hamy currency mai apny expeirence ky mitabik kam karna ho ga hum is mai apny boss ap he hoty hain
          • #6 Collapse

            Re: Dollar ko currency market ka king Kyun kaha jata hay?

            G han bro ap sahi keh rhy hn dollar ko currency market ka king kaha jata hai or iskay pichy ki wja sirf or sirf ek hai or wo ye ha. K forex market ma currecy ki jitni b trading hoti hai wo sab ki sab dollars. Ma hoti hai or ek or reason ye b ha dollars dunia ki best currencies ma se ek hai.
            ​BELIEVE IN YOURSELF!
            (Ahsan999)
            • #7 Collapse

              Re: Dollar ko currency market ka king Kyun kaha jata hay?

              Kun keh ham jab Mehnat say Follow kar ham jab Trading Lagay gy acha sa dollors Mil jay Ga aor Uss pe Widraw kar k Incom Nikaal Ken Gy Tu Iss Waja say Hi Following kar k Ho Good dolorrs ko Market mn king kaha gia gi isliye Achcha Karen Khoob kamyabi Hogi Achcha Nahin Karenge aapko kamyabi Khoob Nahin milegi acche dollars ke liye acchi management Ka Hona aap ke liye always benefit hai dollars ke liye Achcha Waqt aapke pass Hona chahie acchi kamyabi almost milegi
              • #8 Collapse

                Re: Dollar ko currency market ka king Kyun kaha jata hay?

                Ji sar Jis tarah Ham jante Hain ki dollar United State of America ki currency hai aur United State of America duniya ka promoted country hai aur Jis tarah Ham jante Hain Ki America super power hai uski economy sabse zyada strong hai aur uski kami ke mukabale mein dusre countries ki economy best nahin aaya isliye Puri duniya Mein Dollar strong currency Mana jata hai... Isliye aaj Kal ke moderate time every person Forex form mein trading karte hue dollar earn karna chahta hai isliye ke dollar ki ahmiyat bahut zyada hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Dollar ko currency market ka king Kyun kaha jata hay?

                  Pyare dosto ap ne aksar pak forex ki gufgu men samjha hoga kh dollar currency ka king hai yh is k
                  Liy hai Q kh dollar aik aysi currency hai jis ko world wide ki hasiar hasil hai isko pori dunya men kisi uzzr k hasil kia jata hai isko dunya ki kisi bhi currency k saath change kia jata hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X