Trading k sath sath learning ko b continue rakhein.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k sath sath learning ko b continue rakhein.
    Heloo dear members.
    Kaisy hn ap sab log umeed krta hn k ap.sab khairiyat se hn or apka kam b acha chl raha hoga .ma ye kehna chata hn k trading krny k sath sath ye b zaroori hai k ap apni learning ko sath sath jarti rakhien aisa mat karian k agr apny thora bohat kuch seekh liye hai tou ap learning k process ko bnd kr dien .balky jitni zyada apki learning hogi utni hi Apki earning b hogi.lehaza learning k process ko hamesha jarri rakhein.shukriya
    ​BELIEVE IN YOURSELF!
    (Ahsan999)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k sath sath learning ko b continue rakhein.

    ji bilkul hamen apni learning ko nahin rokane hai hamen learning bhi sath sath karte rahana chahie agar Ham learning ko rok denge to hamare kam ka fayda nahin hoga learning hamare liye bahut jaruri hai isliye hamen lagatar learning karni chahie agar Jo log learning nahin karte hain unhen kamyabi nahin milati hai learning ko kabhi bhi nahin rokana chahie aur hamesha jitna ho sake acchi learning karni chahie
    💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
    • #3 Collapse

      Re: Trading k sath sath learning ko b continue rakhein.

      Bilkul sahi farmaya dost aapane Hamen trading karte hue Hamen learning per bhi focus karna chahie Hamen Sara focus apni trade per Nahin balki learning per bhi karna chahie Kyunki Jab Ham Mor se Mor learning Karenge tabhi To Ham frocks online business ke rules ko best tarike se follow kar Sakenge aur uski best information bhi Hasil ho sakti hai To Hamen ismein Soch Samajh Kar Hamen frocks Main Apne daily posting ke work ko complete karna chahie aur uske sath sath jisse Ham acchi learning kar sakte hain aur trading Karke Hamen Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading k sath sath learning ko b continue rakhein.

        han g bilkul sahe kaha hae ap ne learning bhe kabhe bhe nhe chorna cahiye is ke liye balke sabhe ko cahiye ke wo is main kam karte raha karen take is main kamyab ho saken or jo bhe log is amin mehnat kar jate hain successful hone ke liye wo he to is main ache earnibg bhe hasil kar he lete hain to is waja se sab ko cahiye ke wo kabhe bhe apni learning ko na chora karen take wo is amin kamyab bhe ho saken or aik ache trader bhe ban sakne or is liye tamam logon ko cahiye ke wo is amin dil se kam karen ache tarah se success hasil karne ke liye take wo is main aik ache trader bhe ban saken or is main wo kamyab bhe ho he saken or is tarah se wo is main ache earning hasil kar sakte hain or balke is main kamyab bhe ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading k sath sath learning ko b continue rakhein.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahsan999 پيغام ديکھيے
          Heloo dear members.
          Kaisy hn ap sab log umeed krta hn k ap.sab khairiyat se hn or apka kam b acha chl raha hoga .ma ye kehna chata hn k trading krny k sath sath ye b zaroori hai k ap apni learning ko sath sath jarti rakhien aisa mat karian k agr apny thora bohat kuch seekh liye hai tou ap learning k process ko bnd kr dien .balky jitni zyada apki learning hogi utni hi Apki earning b hogi.lehaza learning k process ko hamesha jarri rakhein.shukriya
          g forex trading aik aisa business hai jis mein aap jis kder bhi knowledge gain ker lyn km hi hogi. is liye aap ko forex trading mein apni learning ko continue rkhna chahey tabhi aap ko kamyabi mil sky gi wrna aap ko kamyabi nahi mil skti. is k elawa forex trading mein boht kuch hot ahai seekhny k liye jis ko complete koi bhi nahi seekh skta is liye aap chahey forex trading mein jis bhi stage per pohnch jayn, kabhi bhi learning ko mt choryn.
          "Dream bigger. Do bigger"
          (mahroosh)
          :1f607:


          • #6 Collapse

            Re: Trading k sath sath learning ko b continue rakhein.

            Dear ap ne mastering bhe kabhe bhe nhe chorna cahiye is ke liye balke sabhe ko cahiye ke wo is major kam karte raha karen take is fundamental kamyab ho saken or jo bhe log is amin mehnat kar jate hain profitable hone ke liye wo he to is predominant pain earnibg bhe hasil kar he lete hain to is waja se sab ko cahiye ke wo kabhe bhe apni getting to know ko na chora karen take wo is amin kamyab bhe ho saken or aik pain trader bhe ban sakne or is liye tamam logon ko cahiye ke wo is amin dil se kam karen anguish tarah se success hasil karne ke liye take wo is most important aik pain trader bhe ban saken or is important wo kamyab bhe ho he saken or is tarah se wo is major affliction incomes hasil kar sakte hain or balke is primary kamyab bhe ho sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Trading k sath sath learning ko b continue rakhein.

              W salam bro ap na ak acha mozoo per bat ki hai trending main hmm apni study ko bhi sath sath jari rkh skta hai to trending ak aisa shoiba hai ak aisa businesses hai ka us ko hmm apnii learni g ka sath bhi jari rkh skta hai thanks
              • #8 Collapse

                Re: Trading k sath sath learning ko b continue rakhein.

                hamy apne learning ko best bana kar market main enter hona chahey kue ky jitne acha hamafre learning ho ge hamra kam be utna he acha ho ga or hamy achy kam ka acha bonsu hasil ho ga hum is man aik din main aik account maom 50 posts or 4 threads karty han ham pahly posts karne chahey or bad main threads karny cahey pher he hamare posts ke limit pore ho sakte hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k sath sath learning ko b continue rakhein.

                  Assalam o Alikum,, hum ye bht bari mistake krty hrin n kage hum trading kr rhy hn to pir forex forum ko cor e daty here n r us sa learning process hmara ruk jata h jis ka result ye hota h k hmein trading is ma b loss hona start ho jata h r hmsry pas knowledge kam hony kieja sa hum wo loss na rok sqty hein n r na e recover kr sqty hein n es liye hmein trading is g ksat sat apni learning ka process k b nai rokna cheaye

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X