Kya Hum Logo Ko Indicators Ko Use Karna Chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Hum Logo Ko Indicators Ko Use Karna Chahiye
    Indicators Forex Mein Markeet Ka Trend Maloom Karne Ke Liye Hote Han . Lakin Mere Hisab Se Hum logo Ko Indicators Se Zada Market Analysis ko Follow Karna Chahye . Indicator Trading Se Mere Hisab Se Kabhi Bhi Big Lose Ka Samna Karna Par Sakta He .
    Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course that we are use the indicator because indicators ate the best. We can under stand the market trends and place the best order. Candle stick is the nest indicator.
    • #3 Collapse

      g hamay tu lazmi use karna chahiay kyun kay agar hum indicator use nahi karian gay tu pahr hamay kasay trend ka pata chalay ga or phr hum trading kis direction may lagian gay.
      • #4 Collapse

        Assalaam U Alaikum
        dear bro forex trading may indicators markit ko samjanay may bohat help krtay hain. ap indicators ki madad say markit ko bohat achi tarah say samaj saktay hain aur achi tarah trade ker ke profit ker saktay hain. so in my opinion indicator is necessery for our trading
        • #5 Collapse

          my dear forex mein bohat say log apney apney mt4 platforum mein diffrent indicator use kartey hain aur sath sath apni analysis aur strategy bhi use kartey hain jis say har koi daily without loss achey say acha profit easyli kama letay hain dear i think agar app ko kisi powerfull indicator ki zarorat hai to woh just app ko mt4 platforum kay tool mein hi miley ga jis ka name Moving Average hai ye bohat hi profitable aur powerfull free risky indicator hai main nay ess say best indicator ajj tak nahi dekha aur na hi ess say best aur koi indicator hoga i like it Moving Average indecator
          • #6 Collapse

            Indicators sirf hame trading me help karte he.Ham indicators par 100% bharosa nehni karsakte he islie hame indicators se jyada market ki analysis par bharosa karna chahie.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arsalan Mukhtar پيغام ديکھيے
              Indicators Forex Mein Markeet Ka Trend Maloom Karne Ke Liye Hote Han . Lakin Mere Hisab Se Hum logo Ko Indicators Se Zada Market Analysis ko Follow Karna Chahye . Indicator Trading Se Mere Hisab Se Kabhi Bhi Big Lose Ka Samna Karna Par Sakta He .
              dear brother indicator key hai success ki agar learning nahi karo gay tu may be you success agar learning karo gay indicator ki tu use karo gay learning par depend kartay hai sub k sub indicator only information all honi must hai ap k pass
              • #8 Collapse

                Assalam-O-Alaikum nahi janab me is bat sey itfaq nahi karta hoon key hum ko logo key indicators per trading karni chahye aur is tarha to hum kabhi be achey trader nahi bn saktey.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Arsalan Mukhtar پيغام ديکھيے
                  Indicators Forex Mein Markeet Ka Trend Maloom Karne Ke Liye Hote Han . Lakin Mere Hisab Se Hum logo Ko Indicators Se Zada Market Analysis ko Follow Karna Chahye . Indicator Trading Se Mere Hisab Se Kabhi Bhi Big Lose Ka Samna Karna Par Sakta He .







                  yes bro ma ye samjta ho k agar kisi ko indicator use karna atye hai or wo samjtye hai k wo achi tarh indicator use kar sakhtye hai tu un ko indicator use kar lena chaheya kisi tarh ka koi masla nai ho ga trading easy ho jye gai.
                  • #10 Collapse

                    g ha bhai jaan mare khyal se hamain yeh indicators ko use karna chaye kyu k in ko use karny se bhe hamain market and us k trend k bare main bohat knowledge mill jata hai and hum ek achi trade kar sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      tarah say samaj saktay hain aur ndicator ki tu use karo gay learning par depend kartay hai sub k sub indicator only information all honi must hai a achi tarah trade ker ke profit ke
                      • #12 Collapse

                        g nai mare khyal ma hum ko indicators use nai karte chyea hum ko price action par hi kam karna chaye jo work karta hai
                        • #13 Collapse

                          ji han use karna chahiye jab indicators ka use karna aa jaye to us ko strategy banane ke lye use karna chahiye greedy bas nhi hona chahiye or strategy bana kar forex ke business me kaam karna chahiye ham ko .
                          • #14 Collapse

                            belkul brother indicators ka aaik assa formola hay jo hmay trading kernay may assani pada kerdata hay is say humay andaza howta hay kay ub market ka kya morr hay wo kiss kay faver may hay or yhey kam moving avrag kerty hay analysis how to yah be behter hay .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yes indicators use krna chahey indicators use krny sy easily ap market ki situation ko advance mein jaan skty hin orr trading kr ka profit earn kr skty hin mein apni trading mein indicators ka use sy 80$ ka profit earn keya hy within 14 working days ap bhe indicators ka use sy earning kr skty hin

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X