Mehnat karne wala na Kam nahin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat karne wala na Kam nahin
    Mere khyal se jo insan mehnat karta hai use ek Din uska reward last mein milta hai agar ham log chahte Hain ki ham log stock exchange market mein profit hasil Karen to hamen chahie ki ham daily basis per mehnat Karen iske alava agar Ham Pakistan Forex forum per kam karte Hain to yahan per bhi hamen daily mehnat karni chahie aur hamen is tarah ke questions aur is tarah ki posting karni chahie jinhen Ham market ke analysis ke bare mein maximum information share kar sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat karne wala na Kam nahin

    yes ji han dear friend main ap ki baat say agree karta hn apnay sahi kaha hia agar ap is main mehant karny waly ho to ap is main nakam nai ho skty ho dear firend is main ap nay is main achi tarh say kaam karna hai agar ap is main achi tarh asy work kar laity ho to ap is main achi tarah say kamyb ho jao gay dear friend
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat karne wala na Kam nahin

      gee han ap nain theek kaha ha forex main mahnat karnay wala kabi b nakam nain hota hamain forex main dil lagaa kar kam karna ho ga pher he hum is main kamyab hon gay forex main acha kam karin gy to he hum is main kamyab hon gy forex main acha kam he kamyabi hai
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat karne wala na Kam nahin

        Bilkul bhai jo ganda jitni mehnat karta hai utna hi usko open Milta hai apni mehnat ka Hamen chahie Apni Apni mehnat Karen Apne Apne time per Jo jitni mehnat Karega utna post acchi Hogi aur acchi post ki bonus bhi acchi milati hai Jisko bonus Milta Hai vah ped market Mein trading Bhi Jyada karte hain aur Usi hisab Se Bhi Jyada Hogi isliye Hamen chahie mehnat Karte Rahe mehnat Nahin yaar Nahin Himmat Nahin Harni koshish Karte Rahana aur Jo hamari Kismat Mein Hoga vah Hamen
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat karne wala na Kam nahin

          hanji daer ap sai kah rahy hian kay hemen mehnat say kam karna chaea kyun kay ais koi bhe kam nahi hai jo mhnat kay bgair haisl kar skaty hain is lea koi bhe kam karna hain tu hamen us pa mehnat karni chaea ham aik din kamyab zaror hojain gay forex hai hi aik mehnat kuch kam kyun kay yei aik mushkil kam hai jo kay sirf mehnat say isko sekha jay ga is lea jitna ho saky mehnat karty rahen
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat karne wala na Kam nahin

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Coconut708 پيغام ديکھيے
            Mere khyal se jo insan mehnat karta hai use ek Din uska reward last mein milta hai agar ham log chahte Hain ki ham log stock exchange market mein profit hasil Karen to hamen chahie ki ham daily basis per mehnat Karen iske alava agar Ham Pakistan Forex forum per kam karte Hain to yahan per bhi hamen daily mehnat karni chahie aur hamen is tarah ke questions aur is tarah ki posting karni chahie jinhen Ham market ke analysis ke bare mein maximum information share kar sake
            Ji han bilkul aapane sahi baat ki hai Forex trading mein jo log mehnat karte hain vah ismein kamyabi Hasil karte hain Forex trading Mein mehnat karne wala Kabhi Bhi Na Kam Nahin Hota Jo log Forex trading Mein Achcha Na Lage Hasil Karke kam karte hain aur ismein Main karte hain vah ismein Achcha profit Hasil kar lete hain Forex trading Ek bahut hi Jabardast online business hai jismein Ham Kisi bhi waqt kam kar sakte hain aur paise Kama sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat karne wala na Kam nahin

              Ji bilkul aapane theek kaha hai ki Forex mein kam karte hain aur daily basis per Dil lagakar kam karte hain vah bahut hi achcha bonus Hasil karte Hain kyunki Pak forex bahut hi achcha business hai isme itna jyada aap mhnat aur Dil lagakar kam karenge aapko itna achcha benefit hoga Pak forex mein Daily basis per aapko 50 posting karni ho gaya jiske badle weekend per pass bhi acha chalta hai agar aap mehnat karte hain aur Dil lagakar kam karte hain to aapko bahut hi umda aur acha kaun ho sakta hai jaisa ki aap soch Bhi nahin sakte iske sath hi aap trading per minute karte hain to aapko bahut accha profit ho sakta hai trading karte hue ek baat karteVe ek baat Akash dhyan rakhna hai ki aapko market mein comment and like karna chahie tabhi jakar aapko acha pata chal sakta hai aur aap kamyab insan Ban sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat karne wala na Kam nahin

                G han dear ap be bahut achi bat ki hai koi bhi kam karyn aur us mein agar mehnat karyn tu kabhi nakam ni hon gy aur isi tarha agar ap forex trading mein mehnat karyn tu ap bilkul nakam ni hon gy forex business mein kamyabi mushkil zaroor hai but na mumkin ni hai aur jo trader is mein paka irada kar k aur dil laga k kam kary tu usko lazmi kamyabi mily gi aur mehnat karny wala nakam ni hota
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat karne wala na Kam nahin

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Coconut708 پيغام ديکھيے
                  Mere khyal se jo insan mehnat karta hai use ek Din uska reward last mein milta hai agar ham log chahte Hain ki ham log stock exchange market mein profit hasil Karen to hamen chahie ki ham daily basis per mehnat Karen iske alava agar Ham Pakistan Forex forum per kam karte Hain to yahan per bhi hamen daily mehnat karni chahie aur hamen is tarah ke questions aur is tarah ki posting karni chahie jinhen Ham market ke analysis ke bare mein maximum information share kar sake
                  Yes brother is market mein job arbi mein naat karta hai vah ismein kamyab ho jata hai agar aapane is market mein nakam hone se bachana hai to aapko is market mein sabse pahle mehnat karni hogi uske bad ismein reward ka sochana hoga agar aap is market mein net nahin kar sakte to aapko is market mein kam Hi chhod Dena chahie is market mein kamyab hone ke liye humko time lagana hoga tab humko is market mein kamyabi milegi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat karne wala na Kam nahin

                    G friends apne thek kaha hai mehnat karne wale kabhe naa kaam nahin hote unki mehnat ki waja se kamyabi unka muqadar ban jati hai aur wo kisi bhe loss se Dil bardahta ho kar kaam karna nahin chorte Pak forum main kamyab he wohe log Hain jo apni mehnat se kaam kar ke agay barhte rehte Hain to hamain kabhe mehnat karna nahin chorni chaiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat karne wala na Kam nahin

                      Chahe business Koi Bhi Ho usmein mehnat karne wala Kabhi Bhi Na Kam Nahin Hota Kyunki vah vah log jo mehnat Karte Hain Khuda unke Sath Hota Hai Allah Tala Unka Sath deta hai aur mehnat Karne Walon Ko hi Pasand Karta Hai vah log jo mehnat karte hain aur Jyada Se Jyada informations of data ke sath Samajh Kar market ko Chalte Hain Vahi log Kamyab hote hain Vahi log vah log Hain Jo Jyada Se Jyada profit earned karte hain koshish Karenge market ko samjhe aur Jyada Se Jyada profit aadami karne ki koshish karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat karne wala na Kam nahin

                        G mehnat karnay wala kabi na kam nahi hota
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat karne wala na Kam nahin

                          ASSALAM O ALIAKAUM ji bilkul aapane sahi Kaha mehnat Karne wale kabhi bhi Forex mein nakam nahin hote agar Ham Forex mein mehnat Karen apne kam mein interest Le acche experiences aur knowledge ko increase Karen to Ham Forex mein kamyabi hasil kar sakte hain kam Koi Bhi Ho agar usmein kamyab hona hai to humko uska mein interest Lena Hoga apne kam ko Dil se karna hoga Puri mehnat aur imandari ke sath karna hoga kyunki Jo ka mehnat ke sath kiya jaaye vo ek na ek din zarur successful hota hai aur jo log mehnat karte Hain vah Kabhi Bhi Na Kam nahin hoti unki mehnat Kabhi Bhi zaya nahin hoti to hamen bhi mehnat karne cahay aur agar Ham bar bar na kam ho rahe ho to hamen kabhi bhi give up nahin karna chahie balki hamesha try try and try again karna chahie

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X