hum forex trading mein nakam kyun hote hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum forex trading mein nakam kyun hote hain.
    hum forex trading mein nakkam isley hote hain kunke ke hum forex trading ki learning ko pora time nehi dete or kam learning ke sath hi trading start kar lete hain kunke hum kam learning karte hain isleye humen forex trading ka knowledge bhi kam hi hota hai jiski waja se humen forex trading mein nakaami ka samna karna parta hai isley agar app log forex trading mein kamyyab hona chahte hain to apko forex trading ki learning ko ziyada se ziyada time dena chahey or learning ko kabhi bhi stop nehi karna chahey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hum forex trading mein nakam kyun hote hain.

    jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hai to hamy loss ho jata hai hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky trading karne chahey pher he hum aghy bar sakty han or market mai pasia kama sakty hai yai aik legal karobar hain hum is ma as a job be kam kar sakty hain yai aik international karobar hain hum is man bagar pasio ky account bana kar kam karty hain
    • #3 Collapse

      Re: hum forex trading mein nakam kyun hote hain.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: usmanfrx پيغام ديکھيے
      hum forex trading mein nakkam isley hote hain kunke ke hum forex trading ki learning ko pora time nehi dete or kam learning ke sath hi trading start kar lete hain kunke hum kam learning karte hain isleye humen forex trading ka knowledge bhi kam hi hota hai jiski waja se humen forex trading mein nakaami ka samna karna parta hai isley agar app log forex trading mein kamyyab hona chahte hain to apko forex trading ki learning ko ziyada se ziyada time dena chahey or learning ko kabhi bhi stop nehi karna chahey.
      ham Forex trading mai nakam apni mistakes ki waja se hotay hain and is k ilawa bhi bht Sara factors hain Jo k Hamari nakami ka sabab bntay hain jesa k agar ap k pas forex ka acha knowledge Nd experience nae hai to bhi ap nakam ho jaatay hain is lye guys ap log Forex business mai kamyab honay k lye forex ki Tamam basic needs ko complete Karein.
      • #4 Collapse

        Re: hum forex trading mein nakam kyun hote hain.

        Ji han forex trading mein Na kami ki sabse badi vajah knowledge ka jyada nahin hona aur forex ko proper time nahin Dena hota hai forex trading mein kamyabi ke liye aapko jyada se jyada time forex ko Dena padta hai aur iski learning ko bhi Dena padta hai forex ko ager achcha time nahin de pata to kabhi bhi is business mein kamyabi Hasil nahin kar payega har EK business mein kamyabi aapko time Dene se Hi milati hai aap jitna jyada time bhejte ho kisi business ko aapko knowledge or experience hota nahin jyada ho jata hai aur forex ko sikhane ke liye jyada se jyada time Dena padta hai aur jyada se jyada mehnat karni padti hai iski learning bhi karni padati hai kyunki forex per har EK trader apne experience KBPS per profit gain karta haijis ke pass jitna jyada experience hota hai vah profit bhi utna hi jyada Gain karta hai forex per kamyabi chahie to forex ko time Dena hoga
        • #5 Collapse

          Re: hum forex trading mein nakam kyun hote hain.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: usmanfrx پيغام ديکھيے
          hum forex trading mein nakkam isley hote hain kunke ke hum forex trading ki learning ko pora time nehi dete or kam learning ke sath hi trading start kar lete hain kunke hum kam learning karte hain isleye humen forex trading ka knowledge bhi kam hi hota hai jiski waja se humen forex trading mein nakaami ka samna karna parta hai isley agar app log forex trading mein kamyyab hona chahte hain to apko forex trading ki learning ko ziyada se ziyada time dena chahey or learning ko kabhi bhi stop nehi karna chahey.
          Dear ais market mai hum ne agar kaam karna hai to hum ko ais market mai hum ko mehnat karni ho gi aus k baad hum ais forum par kaam karty hai to hum ko ais forum par hum ko time lagana hota hai aus k baad hum ais forum par agar mehnat karty hai to hum ko ais market mai asani se kamyabi mil jati hai kun k ais market mai mehnat karny waly kamyab ho jaty hai magar aus k liay mehnat karni hoti hai.
          • #6 Collapse

            Re: hum forex trading mein nakam kyun hote hain.

            yes ji han dear friend main ap ki baat say aagree karta hn ap nay sahi kaha hai agar ap nay is main achi tarh say kamyb hona ahi to ap ko chayay ap is main achi tarh say mehnat karin agar ap nay is main dekha ho ga kh is main bahtu say laoog trading main fail ho jaity hain yani nakam ho jaty hain us ki sab say bari waja yahi hai kh woh apni mistakes say kuch bhi nai skeety hain
            • #7 Collapse

              Re: hum forex trading mein nakam kyun hote hain.

              there are thousands of reasons of becoming an successful or fail in stock exchange market and foreign exchange market they include the basic lack of having no knowledge of account management basic market analysis is very poor and you do not have the basic information about how market works and how to manage your money then this means that you will achieve loss
              • #8 Collapse

                Re: hum forex trading mein nakam kyun hote hain.

                ASSALAM O ALIAKAUM dear friend trading mein nakam hone ka basically reason kya hota hai ki hamare pass Forex trading ki related Koi information nahin hoti aur na hi acha experience aur knowledge hota hai aur na hi trade karne ka koi bhi adia hota hai tu agar ham Forex trading mein kamyabi hasil karna chahte hain to hamen demo account ka use karna hoga kyunki demo account ka use karne se Ham account mein acchi aur successful trader bankar acchi earning hasil kar sakte hain market mein inter ho rahe hain Tum hamen market mein intry lene se pahle market ko acche se analysis kar lena chahie analysis ke bagair ki jaane wali train hamesha loss dy jaati hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: hum forex trading mein nakam kyun hote hain.

                  Hum forex trading men nakaam isi wqt hoty hn jab hum laprwai krty hn market ko analysis bhi krty or trading kr lety hn demo PR practice Nhi krty yani kh hum kh sakty hn kh pak fourex trading men na kaami ki San sy brry waja hamari khud ki mistake hoti hn jin ko hum avoid kr lety hn lihaza hmen bht mehnat krna chahei or choti choti mistake ko avoid ki bajay in sy seekhna chahei tab hi hum kamyab ho sakty hn

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X