Profit sae hi forex mein kaam kernay ki himat paida hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit sae hi forex mein kaam kernay ki himat paida hoti hai
    Agar humain forex mein profit hota hai tou iss sae humara moral high hota hai aur iss sae hi humari forex mein kaam kernay ki himat zayada hoti hai iss lye agar hum soch ker kaam kerain gay tou humara kaam bhi acha ho ga aur kaam kernay ki dilchaspi bhi zayada ho gi jis sae humain profit bhi zayada ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit sae hi forex mein kaam kernay ki himat paida hoti hai

    Ji han bilkul theek kah rahe hain hamen profit se Hi is pariksha mein kam karne ki himmat milati hai kyunki agar hamen ismein profit haseena Ho to hamen himmat bhi nahin milte agar hamen profit milega to hi hamen himmat milegi aur hamen profit hasil karne ke liye himmat ki bahut jarurat hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Profit sae hi forex mein kaam kernay ki himat paida hoti hai

      hamy market ko achy sy samj kar is mai pasia be invest karna chahey pher he hum is mai acha profit hasil sakty han agar hum poor hain or hum is main pasia invest nahe kar sakty to hamy is mai full time kam karna chahey ta ky hum is mai ache earning hasil kar saky or apne life sy gurbat ko katam kar saky yai hamare gurbat ko katam karny ka aik acha zareya hain
      • #4 Collapse

        Re: Profit sae hi forex mein kaam kernay ki himat paida hoti hai

        han g jb ham forex man treading karty hen tu hamri kosish profit mil jahy aur successful trade k bad kb profit mil jata hy ham din ma b kam kar sakty hain or rat ma b forex ma kam ki koi pabandi ni hai
        • #5 Collapse

          Re: Profit sae hi forex mein kaam kernay ki himat paida hoti hai

          Yes, forex main har trader profit kay liye he trade karta hay, or jab wo apny experience and knowledge ki basis per successful trading say profit earning start kar daita hay to wo day by day forex main interest laita rehta hay, or is profit say usko motivation milti hay or wo forex ko isi tarah apni life ka part accept kar laita hay.
          • #6 Collapse

            Re: Profit sae hi forex mein kaam kernay ki himat paida hoti hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
            Agar humain forex mein profit hota hai tou iss sae humara moral high hota hai aur iss sae hi humari forex mein kaam kernay ki himat zayada hoti hai iss lye agar hum soch ker kaam kerain gay tou humara kaam bhi acha ho ga aur kaam kernay ki dilchaspi bhi zayada ho gi jis sae humain profit bhi zayada ho ga
            Yes dear hum ais market mai jab trading kar k profit bana lety hai to aus se hum ko himmat aa jati hai aor hum ais market maki acha kaam kar sakty hai ais market mai hum tab hi acha kaam kar sakty hai jab hum ais market mai mehnat karty hai ais market mai hum ko mehnat karni ho gi tab hum ko faida hona start ho jaye ga aor hum ais market mai achy trader ban jaty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Profit sae hi forex mein kaam kernay ki himat paida hoti hai

              you are given motivation and encouragement by yourself when you achieve good amount of profit it is a great satisfaction that achieves you and also you become successful then you are happy so this is why it is very necessary for becoming a successful person so that you can achieve good mote of profit and if you want to achieve good amount of profit then you should make your market analysis extremely good and work so that all of your trades close in the profit
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Profit sae hi forex mein kaam kernay ki himat paida hoti hai

                G profit sab Kay lia acha hai aur is say trading main b asani hoti hai

                اب آن لائن

                Working...
                X