Kamyabi ke peche mehnat chuppi huti hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyabi ke peche mehnat chuppi huti hy.
    Aoa dosto dunya men taraqi pane wale logo ne hamesha mehnat ka daman nh chora wo mehnat krta rhe ur mehnat ka phal unko zror milta rha .aur wakae mehnti log kabhi nakam nh huwe .es leay forex forum pe ap mehnat se apna kam jari rakhen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kamyabi ke peche mehnat chuppi huti hy.

    ji han bilkul mere Bhai aapki baat se main hamesha kamyabi ke piche chhutti hoti hai ki nahin agar aap log Koi aur business bhi karte Hain kisi bhi kam mein aap jab Tak nahin lag nahin karenge tab tak aap log kamyab nahin ho sakte kamyabi hasil karne ke liye mehnat karna ham log ke liye bahut important hai iske Bina Ham nahin ho sakte
    • #3 Collapse

      Re: Kamyabi ke peche mehnat chuppi huti hy.

      Assalamu Alaikum dear friends yah Baat bilkul correct hai ki kamyabi Ke Piche mehnat Chhupi hoti hai forex trading business mein bhi Ham jitni Jyada mehnat Karenge Itni Jyada Hamen kamyabi Hasil Hogi aur Hamen forex trading business mein jyada Se Jyada mehnat karte hue knowledge experience gain karna chahie Taki Ham Ek best trader ki haisiyat se Kamyab trading kar sake
      • #4 Collapse

        Re: Kamyabi ke peche mehnat chuppi huti hy.

        forex main humian es am mahant sya hum es main kam kar kay hum es man suces ho skty hain our hum es mian part time be kam kar skty hain our hum es main full time be kam kar skty haion our hum es main bgir leaRNing kay hum es mian kma karain gia to humian es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es man live trading akrty hain
        • #5 Collapse

          Re: Kamyabi ke peche mehnat chuppi huti hy.

          Han g yeh BT to reall h keh Jo log jitni mehnat karty heinwoh log utny he. Kamyab hotty Hein to hmain b chahye keh ham log bht sari mehnat krein jiski base p ham n kamyab hona h agar ham mehnat karty rhy continuously to hmain bht ziada faida hoga Jo hona chahye
          • #6 Collapse

            Re: Kamyabi ke peche mehnat chuppi huti hy.

            Ji han dost aapki baat bilkul theek hai frocks online business Mein Kamyab hone ke liye Hamen mehnat karna bahut lazmi hai Kyunki Insan tabhi Kamyab ho sakta hai Jab vah frocks online business Mein Mor se Mor Dil lagakar aur apne varg ko interested Lekar Karta Hai To vah Apne work ko complete karte hue uski quality ko best kar sakta hai tabhi vah frocks online business Mein acchi kamyabi ko Hasil kar sakta hai Mehandi Insan Hamesha hi Kamyab hota hai mehnat ki Piche Kahate Hain kamyabi Chhupi hui hai isliye Hamen Ham ismein mehnat Karenge to acchi kamyabi Hasil Karenge Agar mehnat Nahin Karenge Ham Kabhi Kamyab Nahin ho sakte
            • #7 Collapse

              Re: Kamyabi ke peche mehnat chuppi huti hy.

              G han agar koi forex mein successful trader ban jata hai to is kay peche uski din raat ki mehnat chuppi hoi hoti hai. jo log is mein mehnat se kam karte hain wo kamyab ho jate hain aur jo log mehnat nahi karte hain unko kamyabi hasil nahi hoti hai. hamesha humein mehnat kar kay hi kamyabi milti hai. humein forex mein successful hone kay liye mehnat karni chahiye aur dil laga kar kam karna chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: Kamyabi ke peche mehnat chuppi huti hy.

                Yeh bat bilkul thk hn K dunya me hamesha kamyab hony valy logo ny mhnat ke hn or kambye hasil ke hn or hemsah he kamybe K pichy mhnat chopi hoti hn q K mhnat karny valy kbhe nakm ni hoty or forex he aik asa bussnis hn jis me mhnat apko kamyab karvti hn or apna maksad ap hasil karty hn
                • #9 Collapse

                  Re: Kamyabi ke peche mehnat chuppi huti hy.

                  Dear ap ny theek kaha hamri kamyaabi kay peechy hmari mehnat hoti hai jo hamein successful bnati hai bagher mehnat kay ham kuch bhi nahi kar sakty mehnat mein hi azmat hai or kamyabi ka raaz hi mehnat hai is liye jo log forex mein new aty hein un kay liye sab sy zeda zarori learning or experence hota hai is kay baad jab wo hard working karty hein to aik na aik din wo kamyaab zaroor hojaty hein bas forex mein apny andar greed or negtivity ko na anay dy jab hmary anda ye chezein ajati hein to hmein lose ka samna karna parta hai bas is mei n success hasil karny kay liye mehnat hoti hai jitni mehnat hogi utna acha bham earn kar sakein gay.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Kamyabi ke peche mehnat chuppi huti hy.

                    Gee dear mamber api bate teek ha kamyabi k pichy mahnat hi k hath hota hain. Jo logforex trading ma expert ha on k pichy yaqinan mahnat hi ka hath ha .Agher ham forex trading ma kamyab bana chahty hain to hamain is k lia zada sa zada mahnat karna ho ghi. Mahnat hi wo cheez ha jo hamain kamyabi sa hamknar kar sakti ha.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X