Jaza: take profit.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaza: take profit.

    Forex trading market mein agar management ki jaaye to hum achcha munafa hancel kar sakte hain aur apna rojana ka karobaar settle down kar sakte hain aur apni mehnat ka phal hasil kar sakte hain trading ke liye ham log forex trading market mein apni deposit amount ko secure banaa sakte hain aur trading market mein fundamental and technical data use karte hue apne account ko manage karna hota agar Ham acchi planning karenge to hamen iska milega trading market indicator for use karna oscillators ko use karna trendline dekhna candlestick chart pattern ke according kam karna ine sari baton ko samne rakhkar management ki jaati hai aur intelligent mind ke sath li jaati hai quick decision power hamary learning process ko quickly successful banakar hamen rich trading member banaa skti hai forex trading market mein take profit and stop loss lagane ke liye hamare pass support and resistance maujud Ho jisko Ham candlestick chart pattern per manage kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaza: take profit.

      Forex trading mein ap koi bhi trade lagayn aur kisi bhi pair par lagayn chahye gold ho aur chahye koi currency pair ho agar hamyn trade se profit chahiye hoga tu hamyn pehly market k analysis karna hon aur trend ko check karna hoga k market upward ja rahi hai ya downward tu jis trader ko trend check karna aa gaya wo forex mein kamyab ho jata hai kyun k market k analysis bahut mushkil hoty hain aur jab koi trade lagani ho tu pehly technical analysis kar k indicators laga kar aur different time frame mein market ki next movement check kar k trend ko find out kiya jata hai aur according to trading strategy trade open ki jati hai aur phir unhi analysis ki base par stop loss aur take profit ka correct use kiya ja sakta hai aur hamesha analysis kar k ap note karyn k market hamari favour mein kahan tak ja sakti hai aur jo point select karyn us jaga take profit laga kar chor dyn tu auto par jab market take profit ko hit kary gi tu profit account mein add ho jaye ga
      • #18 Collapse

        Re: Jaza: take profit.

        Dear forex members haumay Forex trading may Trading karney Kay liye market ki movement ko monitor kartay rehna chahiye takay haum trading may kamyaabi hasal Kar sakay forex trading esa behtareen business hay jiss may agar app proper tareekay say complete knowledge aur learning Kay sath trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti agar haum kamyab trading karna chahtey hay to haumay trading may Trading tools aur indiactors ko easily analaysis kartay hoye istamaal karna parta hay phir hi haum achi trading kar saktay hay bohaut saray traders usually Trading kartay hoye apni trade ko open karney Kay liye take profit ka istamaal kartay hoye trading kartay hay take Profit ko istamaal karna hay jab haum trading may apni trade open kartay hay kisi bhi currency pair pay ya commudities pay tou haumay uss ko proper watch karna hota hay magar jab haum trade ko properly watch nai Kar saktay hay tou haumay uss waqt apni trade open kartay hoye trading may take Profit ko istamaal kartay hay takay hamari trade kisi achay point pay khud hi stop ho jati hay aur haumay fix profit hasal hota hay.

        Haumay trading may take Profit ko istamaal karna parta hay jiss Ki waja say haum loss say bach saktay hay aur profit hasal kartay hay haumay trading may sab say pehlay market ki movement ko analyz karna parta hay phir hi uss Kay mutabiq trading strategy tarteeb daytay hoye trading karni parti hay tou haumay trading may zayada profit hasal hota hay.

        Forex trading may haumay kisi bhi currency pair pay ya commudities pay trade open kernay say pehlay market ki movement aur trends ko judge karna zarori hota hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay haumay trading may hamesha market Kay trends Kay mutabiq trading karni chahiye.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Jaza: take profit.

          dear friends ham sab jante ha k traidng aik risky bsuiness hai our is main profit jsut usi ko milta hai jo trading business mo samjh sekhe ou apna experience and knowledge ko use kar k trading main profit hasil karen our trading indicators our tools se barpor faida haisl kare
          trading main basukar tools and indicator diye gey hota hain ham un ka munasab or bar wakt istamak kare to ham na siraf acha profit hasil kar saken ge balke apan capital b save rakhe ge Take Profit bhi trading main ek esa hi order hai ya isy aap tool samjh le k aap is ko use kar k apan profit save rakh sakte hain

          take profit :

          agar ham bat karen take profit ki to jesy k nam se hi zahar hai k ye ek esa tool hai ya order hai jis ki wjha se hame profit hota hai actually ap ko pata ha k market main ham kabi kabi profit main ja rhe hote hai lekin phr achank market back ko ati hai our hamara profit loss main tabdeel ho jata hai our ham loss main order close karte hain is loss se bachne k liye our profit ko save karne k liye ham TAKE PROFIT ka use karte hain ham ek position select karte hai our jab market profit main jati hai our hamare target ko touch karti hai to take profit hit hotaja hai our order close ho jata hai is trah ham market se profit le k out ho jate hain bad main agar market back ko jae b to hame koi fark nahi parta hai so is se pata chalta hai take profit ek acha useful order hai

          benefits of take profit :
          1 :
          take profit ki wjha se se hamra profit save rehat hai our ham esily profit k sat market se our ho jate hai
          2: take profit ki wjha se ham har wkt online rehny se bach jate hai just apna profit set karo our ap aone dosary kam b kar sakte hai is k sat agr aap stop loss ko b use karen to sony pe suhaga ho jay ga
          3: take profit aap me khud etmadi our confidence peda karta hai ku k agar aap bagair take profit k trade karte hai our aap ki galti ki wjha se aap ka profit loss ma change ho jey to aap confidence loss kar jao ge our trading g main kamyaab nhi ho pao ge
          Ayisha Cutey's Trading Journal
          https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037

          اب آن لائن

          Working...
          X