Forex Main strong Analysis ka hona zaruri hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Main strong Analysis ka hona zaruri hai
    Aoa,kaisy hain sb bhai forex main stong analysis ka hona zaruri hai takhe aap acha kaam kr sakin ar khud ko kamyab bna sakin yahn p is liye hm sbko chaiye hm zyada sy zyada wqt forex ko dain ar khud ko kamyab bnaein yahn p takhe hm sb apni zindgion ko kamyab bna sakin shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Main strong Analysis ka hona zaruri hai

    G bulkul apki baat bulkul thek hai k Forex Main strong Analysis ka hona zaruri hai. Analysis achi hogi to earning bhi umeed hai k achi hi hogi. Forex Trading me analysis k bagher trading karna aisa hai jese apne paon pe kulhari marna. Is se hen sirf nuqsan k elawa kuch bhi nahi melta. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta hai. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega. Analysis se kaam karna bohut aham cheezon ko thek karti hai aur hamare ghultion ko khatam karti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Forex Main strong Analysis ka hona zaruri hai

      Yes. Forex ma profit achy analysis k bad he melta hai. Achy analysis hon gy to hamy acha entery point mel jata hai. Forex ma demo acct best hai learning k lae. Learning ho gi to earning b zarur ho gi. Learning etni tuff hoti hai k es k lae bhot himmat show karna parti hai. Learning k bena earning hamesa zero rehti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Forex Main strong Analysis ka hona zaruri hai

        Forex business mai analysis ki ahmeyat say inkar nahe kiya ja sakta hai esmai ziyada tar 2 kisam kay analysis karnay hotay hai ik technical analysis hai jokay asaani say nahe ki ja sakti eskay leye apko proper learned karna hoga kesi achay aor experience trader ki help chaheye hogi eskay baad aati hai fundamental analysis ye be kafi important part hai analysis ki esmai important news aor financial data ko analyse kiya jata hai
        Zuhaib9988 Trading journal
        https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
        • #5 Collapse

          Re: Forex Main strong Analysis ka hona zaruri hai

          Ji han bilkul aapane theek kaha Forex Mein strong analysis ka hona bahut jaruri hai hamen chahie ki ham market ke analysis Karen aur soch samajh Kar trade Karen tabhi is main acchi Tarah se kamyabi Hasil kar sakte hain hamare analyses strong honge tab hi Ham usmein trade open kar sakte hain aur accha profit gain kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex Main strong Analysis ka hona zaruri hai

            g bilkul humy achy ssay analysis karny hon gay tab hi ja k humy achy say jub tak humary analysis ni ho gay tab tak hum kuch b ni kar sakty humy har wqat dehan say analysis karny hon tab hi ja k hum is feild main kamiyab ho sakty hain otherwise hum kuch b ni kar sakyen gay is liye humary anlysis achy hony cahy .
            • #7 Collapse

              Re: Forex Main strong Analysis ka hona zaruri hai

              Ji han bilkul agar humne acche analysis hasil kar liye to hamen forex mein acchi earning kyunki forex ek aisa business hai jis mein bagair analysis wala mimber na kam rahata hai tu to hamen sabse pahle ismein analysis hasil karna hoga uske bad ismein jakar kam karna hoga kun k Jo Banda bagair kisi experience ke Koi kam karega to vah kaam mn nakami hasil karega..
              • #8 Collapse

                Re: Forex Main strong Analysis ka hona zaruri hai

                ji friend ap ki bat teeki ha hamain apni analysis ko satrongkar na chaheye taka hamain achha proft aoor achhi earning ksr sak ts ha hamain is ka lay ziyaada sa ziyaada main experience ki zaroorat ha ti ha woi log kamyaab ho ts ha jo ki achhi tar analysis kar ts ha
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Main strong Analysis ka hona zaruri hai

                  gi han forex mein strong anakysis ka hona zarori ha kyo ky market mein trading ky liyr analusis zarori is liye analysis ko hona lazmi ha is analysis sy ham market ki movement ka pata laga saktein hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X