Threads aik he waqt mai ker lainay chaiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Threads aik he waqt mai ker lainay chaiye
    Pak Forex forum pay her member ki thread limit 4 hoti hai. Forum members ko apnay threads aik he waqt mai ker lainay chaiye iss tarah baaqi puray day mai easily apni posts ki jaa sakti hain. Achay threads pay normally members ko 8 say 10 thanks bhi mill jatey hain aur saath mai 30 posts bhi daily ker li jaey tou Thanks bhi kaafi ho jatey hain aur weekly total posts bhi achay balance kay liye kaafi hoti hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Threads aik he waqt mai ker lainay chaiye

    hum is mai aik din main aik account mai 4 threads karty hai hamy aik time main he threads kar lany chahey hamy pahly posts karne chahey or bad main threads karny chahey pher he hamare posts ke limit pore ho sakte hain or hum is mai acha bonus hasil kar sakty hain or pasio ko apne marze sy karsh kar sakty han yai online ke duna main king business hain yai aik acha karobar hai
    "The mind is everything, What you think you become"
    • #3 Collapse

      Re: Threads aik he waqt mai ker lainay chaiye

      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
      Pak Forex forum pay her member ki thread limit 4 hoti hai. Forum members ko apnay threads aik he waqt mai ker lainay chaiye iss tarah baaqi puray day mai easily apni posts ki jaa sakti hain. Achay threads pay normally members ko 8 say 10 thanks bhi mill jatey hain aur saath mai 30 posts bhi daily ker li jaey tou Thanks bhi kaafi ho jatey hain aur weekly total posts bhi achay balance kay liye kaafi hoti hain
      Thik Kiya aapne Jo information share Kiye Hain Use Hawale se main yah Kahana Chahta Hun Ki yah Jaruri nahin hai ki aap ek hi time per acre III create kar de Kuchh log iska Karte Hain Ki Har 10 post ke bad Ek thread create kar dete hain aur kuchh log Is Tarah Karte Hain Ki vah ekatthe thread create kar dete hain lekin iske liye koi specific timing Nahin Hai Humko chahie FIR Jab Bhi Hamare mind Mein Koi accha thread a Jaaye Ham Usi baccha usko create Karke Laga De
      • #4 Collapse

        Re: Threads aik he waqt mai ker lainay chaiye

        Bilkul aapane bilkul theek kaha hai Hamen thanks ek hi time Mein Kar leni chahie Agar Ham search karke kisi ki id ko thanks Karenge To Ham Kabhi Bhi Apne bonus ko increase nahin kar sakte aur usko fake thanks consider Kiya jata hai Jitna Jyada Ham Apne balance ko increase karna chahte hain Hamen kabhi bhi fake thanks Nahin karne aur ek 3rd per hi thanks Karne hain Shukriya
        Last edited by ; 15-06-2020, 09:10 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Threads aik he waqt mai ker lainay chaiye

          Ji han aap sahi kah rahe ho forum per trade ki limit 4 hi hai aap 4 thread kisi bhi time create kar sakte ho yah member per depend karta hai kafi member ek time per hi 4 thread create kar dete hain aur kuchh member apni thread slowly create karte Hain ek sath thread create karne se aapko thanks Bhi jyada hi milte Hainek sat tu khush rahe Karen ki ek sath hi 4 thread create kar den Taki aage Ham to posting karne mein aasani ho aur aap apna posting ka daily ka target easiky achieve kar sake
          • #6 Collapse

            Re: Threads aik he waqt mai ker lainay chaiye

            Zarori nahi k ap sary thread aur posten ek hi time me karen ap ko chahey k jab bi koi sawal zehn me aye to ap Usi k related hi thread Karen taky ap ki knowledge improve Ho jitni aapki Na Lage improve Hogi utna aapko trading Mein Bhi fayda Milega Rahi Baat post ki ki post aapko maximum karne chahie Kyunkiis se aapko bonus Jyada Milta hai aur bad Mein Jab aapki post count Hogi to vah bhi maximum Hogi use per bonus be Mil Jata Hai Rahi Baat thanks and like ki to vah jitne Honge utna hi bonus bhi extra milega
            • #7 Collapse

              Re: Threads aik he waqt mai ker lainay chaiye

              aoa..welcome to Pak forex forum..me umeed kerta hn AP sb khariet se hn ge..mery bhi forex per Kam kerny ki koi pabandi nhi hai AP jis time merzi chahain Kam ker sakty Hain..ye b AP per koi pabandi nhi hai k AP threads eik hi wakt me karain ya wakfy wakfy se karain..lekin bhtr yahi hai k AP posts aur threads usi wakt karain jab zeada se zeada members online hn ta k apko zeada se zeada thanks milain..
              • #8 Collapse

                Re: Threads aik he waqt mai ker lainay chaiye

                Ye har kise ki apni Marzi hoti hai kych log aik hi waqt mein thread kartay han aur 4 thread hi kartay han lakin kuch log buht ziada thread kartay han aur Sara din hi waqfe se thread kartay han woh buht ziada 10 se 12 thread kartay han aur kuch log aik waqt mein 8 se 10thread kartay han aur 4 thread senior members hi kartay han pata nahin ab thread ki limit khtam kar di hai jo log itne ziada thread kartay han aur un ka error bhi nahin aata
                • #9 Collapse

                  Re: Threads aik he waqt mai ker lainay chaiye

                  Agar aapke pass new four topics Hain To aap kar sakte hain lekin Agar aapke pass nahin hai to aap Jitna abhi aapke pass material maujud hai aap usko upload Karen Uske bad aapko jaise jaise and new updates milenge apun ko upload kar sakte hain ismein Koi restriction Nahin Hai Ki aapane Ek sath karni hai bad Mein karni hai isliye aap bilkul aaram ke sath apna Kam Karen jitne topics aapke pass Ban Gaye hain aap unko discuss Karen aur Baki Agar Nahin Bane to koi baat nahin aap unko bad Mein discuss kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Threads aik he waqt mai ker lainay chaiye

                    Ya bat zari ni hy k hum ik hi time ms trade kery bulky jab hum ko times milta hy hum ko chiy hum us hi time trading kery but achiy traha understanding k bad hu. Ko trading ker ni chiy
                    • #11 Collapse

                      Re: Threads aik he waqt mai ker lainay chaiye

                      Ji han bilkul aapane theek kaha hamen Threads se ek time mein hi kar lene chahie hamen use time karne chahie jab sab members online hun Ham ek din Mein char Threads kar sakte hain hamen chahie ki Ham daily ke new topics ke Threads ko create Karen tab hi acchi Tarah se Forex trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain hamen jyada se jyada mehnat karni chahie aur Dil lagakar kam karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Threads aik he waqt mai ker lainay chaiye

                        Ji han bilkul main aapki baten Karta Hun Ki ham log ko chahie ki ham log Apne time koay na Kiya Karen Bullet showroom Mein kamyabi ke liye sabse hoti hai kya aap log time management ke Hawale se acche ho isliye kar aap log Apne kam ko same time target pura Karte Hain To yah aapke liye Behtar Behtar hota hai aur isliye aap Logon chahie ki aap log that ko same time hai Mukammal Karen aur acche bonus ke liye kam time mein jyada kam Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Threads aik he waqt mai ker lainay chaiye

                          Jee Hain aap ek hi waqt threads kar sakte hain lekin aap ko thread post karne se pahle is cheez per zarur nazar Dalni hogi k kitne member active Hain jab zyada member active hon hun to hamen tab thread share karna chahie kyunki use time ziada post aur thanks milane k chances hoty hain. Mere khyal mein trade share karne ka sabse behtarin time subh ka waqt hota hy kiun k us k bad ap ka thread sara din forum pr majood reh ga aur ap zyada number of thanks gain kr skte hain aur acha bonus hasil kr sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Threads aik he waqt mai ker lainay chaiye

                            Dear friends thread ko ak sath kar lain phr b koi masla nai post kay sath sath kar lain phr b koi problem nai hay agr masla hay quality ka achi quality ki thread ap jab mazri create krain us pay comments b aty hain aur thanks b milty hain is liy quality ko improve krain time ka koi masla nai 24 hr main jab mazri krain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Threads aik he waqt mai ker lainay chaiye

                              Bilkul main aapki baat aagrah karta hun ki aap log bataiye ki Ham Log Jahan per chadhkar Karte Hain To Uske bad Ham Bole Jab pet answer Dete Hain To Ham same time nahin answer de diya Karen Taki Hamara time Sevagram To Apne time ko saaf karne mein Kamyab Honge tumhare pass time bacche karo mujhe apna time ko Masjid Forex per invest Karke apne liye earning ka vetan Sariya banaenge aur apne bola usko Jyada Karne Mein Kamyab rahenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X