Forex main candle ka kia roll hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main candle ka kia roll hain
    Bhai sawal ye hain k candle ka ki roll hota hoa Forex main aur es ko kesy hi. Identify kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main candle ka kia roll hain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Younasgull پيغام ديکھيے
    Bhai sawal ye hain k candle ka ki roll hota hoa Forex main aur es ko kesy hi. Identify kar sakty hain
    Dear Forex forum Mein candle kya control market Ko samajhne Ka Hai Jis Tarah Hamare message Iske andar smileys kam karte hain Hamare internal feelings ko ISI tarike se market ki tunnel feelings ko batane ke liye Hamen candlesticks ki jarurat hoti hai aur candle ki type ki jarurat hoti. Isliye Jitna Ham acchi tarike se candle ki different types ko samajh Le aur usko Hamari Najar pahchan karne mein Galti na Karen aur Sahi tarike Se Usko pahchan sake To Ham market ke train ko Badi aasani ke sath samajh sakte hain aur usko Apne mutabik trade Laga sakte hain aur apne profit ko maximize kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Forex main candle ka kia roll hain

      forex maincandle ki taqriban aik 99 types hai ager ham un sab k bary main maloomat rhk lain to ham is main akamyb ho skaty hain aor acha analsysi ker sakty hain.akun k jo vcandles ko typs k baty ,ain jan lain gay to ham is main zroor acha profit ban laity hain aor candes ki types k baty main informtion rhknay k bad hami s main say analsysi acha ker sakty hain aor istrah ham loss say bhi bach sakty hain.aor is k illawa ager ham loss say door rhen gay to ham is main acha profit bna sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Forex main candle ka kia roll hain

        Candle ka Forex mein bahut jyada Rul Hai candle Aane Wale Waqt Ke Liye market trend ko predict Karti Hain ya FIR protect karne mein help Karti Hain technical analysis Mein candle ko bahut hi jyada Rul Hai Koi expert ine ignore nahin karta
        Do it before other will do!
        • #5 Collapse

          Re: Forex main candle ka kia roll hain

          Forex make candles pattern ka bahut jyada best role hota hai Ham candlesticks Ko Dekhte Hue market ke trend ko understand karte hain aur candlesticks ko Dekhte Hue Ham price action ko understand karte hain aur trading karte hain Agar Ham candlestick pattern ko easily understand kar le to easily forest Mein accha profit Hasil kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Forex main candle ka kia roll hain

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Younasgull پيغام ديکھيے
            Bhai sawal ye hain k candle ka ki roll hota hoa Forex main aur es ko kesy hi. Identify kar sakty hain
            Chart ko samajhna bahut jaruri hai bina graph ko samjhe aap kaise bhi Tarah Se Hai trade Nahin Le Sakte candle stick graph ho ja yah bar graph Ho yah line graph jo bhi market hai hi aapke MT4 trader mein Main Aap Ko samajhna Hoga Agar aapko sali Lagti Hai candlestick chat ke andar to aap use utilise kar sakte hain Hamen koi bhi candle close hone se pahle trade Ke Liye Koi decision Nahin Lena chahie jab tak Koi candle Apne and per close Nahin Ho Jaati e tab tak Koi trade open na Karen Bal ke vate Karen market ke ek side per jaane ka aur koshish karen graph ko Dekhte Rahen Jahan aap ko samajh Gaye Ki Ab market Ek Trend mein Jaane Lagi Hai vahan aap apni e-trade place kar sakte hain graph ko analyse karna bahut Jaruri hota hai Forex ke andar Hamen indicators Ka istemal Karna chahie
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Forex main candle ka kia roll hain

              forex main trading ka lye kuch chezen bahut zeyada ahim hoti han in main sa 1 chart ha jis main sell or buy ki candle hoti ha candle ka baut zeyada roll ha trading main is ka bagir market ko analysis karna or market ko samjhna na mumkin ha islye candle ki bahut zeyada ahmiyat ha.is sa ham log easyly trading kar sagty han or acha profit hasil kar sagty han.ab yahan par candle ki bhe bahut c aksam han ye chart ko samjhny ka lye han is sa hamen assan ho jati ha 1 mint ki candle 5 mint 15 mint 1 ghant sa la ka 1 day week or moth ki candle chart par hoti han is sa ham market ko analysis karty han or hamen trading karny main asani hoti ha

              اب آن لائن

              Working...
              X