Forex mein confidence ka bahut zyada ho jana yah confidence ka bahut hi kam ho jana donon hi forex mein hamare liye zyada loss ka sabab ban sakte hain jisse forex mein ham nakam ho sakte hain isliye forex mein hamen confidence ko har hal mein chahe hamen profit ho chahe hamen loos ho hamen apne confidence ko maintain rakhna padta hai aur is tarah se forex mein ham kamyab ho sakte hain aur forex trading mein hamen overconfidence se bhi bachana chahie overconfidence bhi loss ka ek sabab ban sakta hai isliye forex mein hamen koshish karni chahie ki ham acha work aur achi trading ache confidence ke sath karen jisse forex mein ham jald hi kamyab ho sakte hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим