uneducatied log ks trha forex use krtyn hn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    jo to bilkul un educated log hain wo forex ko nahe ker sagty hain us main success k leay ya us ko kernay k leay app k pass knowledge ka hona zarori hy utna knowledge ho k app samjh sagain k kia ho raha hy to app forex ko ker sagain gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      noneducational log forex k basic rules or knowledge agar learn kar sakty hey to wo es business me kamyab ho sakty hy forex k ley kesi khas education ki zarorat nhi hoti
      • #18 Collapse

        zaruri nahain k forex ku hi zerya e mash banyay jai. yahan zyada samjh commrece k logun ku aati hai. dosrun ku zera time zyada lyg jata hai werna impossible kisi k liye nae hai ju internet samjhta hai oc ku forex join kerna chahye.
        • #19 Collapse

          han dear kr sakty hain ye aik ach akaam hai is ko koi bhi kr sakt ahai ye aik good buiness hai is ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik ach akaamhai is ko khin bhi kia jaksta hai ye aikreal kaamhai
          • #20 Collapse

            Forex trading har koi kar sakta hai, is main koi degree hasil karnay ki zaroorat nahi hai bas aap ko forex trading k mutaliq har qisam ki knowledge aur information honi chayea aur market trends ka pata hona chayea, rules ka pata ho yehi zaroori chezain hain.
            • #21 Collapse

              dea ju parhy likhy nahi hoty wo khud forex nahi kar sakty hain kun k unko parhna likhna nahiata iss leay unko ye samjh nai ayge iss leay unky leay hai k wo apni invest kisi aur ko day krwea sakty hain ju expert ho khud wo nahi ss qable hoty k tarde kar sakin.
              • #22 Collapse

                Dear mery hisab sa iss busienss ma koi bhi rocket scinece nhi ha iss ko aap log aram sa use kr sakty hian is ma simple chezy hoty hian jo k samjhni hoit ha uss k bad apny analysis ki bina pr iss ma buy ya sell krna htoa ha bus.
                • #23 Collapse

                  bhai yeh esa kaam hai jaisy kam parey likhy log b kar sakty hain bus jaisy tori c english ati hu or yeh samajta hu k forex main keasy paisy banty tu asani say bana sakta hai wo koi mushkil kaam nhi hai or bht sy log jo parhy likhy nhi hoty bohat kuch kamaty hain
                  • #24 Collapse

                    forex trading ma aik bohat bra faida ye hay k is ko har type k log use kar skrt hain chahy wo parhy likhy log hon ua un-educated.is sy koi faraq ni parta bus un ko internet ka istimal krn ana chahiye baqi trading krna to insan ki apni intelligence py depend krta hy.
                    • #25 Collapse

                      forex trading mien uneducated log bhi trading kar sakte hian bs baat ye hai ke is mein ap forex related information haasil karen aur is business mien ap kabhi bhi panic nahi hon.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        g bhai un ka liya bhe aik rasta hai na wo agr forex market ko sekh lata hin tab wo kar skta hain ya kam unha tab koe tenshion ni hoge unha karna mein na he koe hasition feel hoge bas basic yahe hai kah wo phla learning karin then phir wo apni earning dakin .

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X