kia bar bar loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia bar bar loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay
    dear friends agr apko forex trading mn agr apko bar bar loss ho rha ho to apko chayay k gorex trading ko chhornay ki bjaye loss ki waja jo mistakes hon unhen door krna chayay ta k dobara apko loss na ho aur pehldy sa ziada mehnst kren forex trading mn ta k kamyabi hasil kr sken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia bar bar loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

    Dear friend Forex Mein loss bhi hota hai aur ismein profit bhi hota hai agar Hamen ismein loss Ho Jaaye To Hamen chahie Ham ismein mahanga se kam Karen Bal ke ise Chhod mat Kyunki yah Ek behtarin profit wala business hai agar Ham ismein acche se kaam karte rahenge To Ham Ek Din ismein Jarur kamyabi Hasil Karenge
    • #3 Collapse

      Re: kia bar bar loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

      sometime aisi bhi hota hai ki aapki loss crushes jyada hoti hai aur har dafa aapko loss nahin karna padta hai lekin fir bhi aap nahin kar sakte hainlekin loss kabhi kabhi aapko hota hai yah to aapki depend karta hai ki aap lost ko kaise handle karte hain aur loss ko kaise use karte hain log hona trading mein Koi galat baat nahin hai lekin loss ko Ham bar bar kam kar sakte hain lekin khatam karna possible nahin hai koshish karenge acchi trading company Karen heart rate mein aapki performance acchi honi chahie.
      • #4 Collapse

        Re: kia bar bar loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

        Dear brother forex trading men loss business ka hissa hey iss liay her kisi ko hota hey iss liay new traders ko shuru men aksar loss ho jata hey aur kabi kabi musalsal loss bhi ho jata hey iss liay loss ki waja se trading nhi chorhni chahiay balkay loss se seekhnay ki koshish karen aur pahlay se ziyada mehnat karen utna acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: kia bar bar loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

          hamy loss hony par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey pher he hum is main agy bar sakty hai or market mai pasaia kama sakty hain hum is main aik din main aik account mai 50 posts or 4 threads karty hain hamy daily base par kam ko pora karna chahey pher he hum is man ache earning hasil kar sakty hain or apne needs ko pora kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: kia bar bar loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

            nahi dear forex business main ager ap o bar bar loss ho raha hai tu ap ko is ko chorna nahi chheya balky is main ap ko apni gation ko note karna chaye kyon ky forex main jab bhi ap ko loss hota hai ap ki apni he galti ki waja say aur kam experience ki waja say aur kam knowledge ki waja say loss hota ha jis waja say ap ko forex main pehly achi tara say earn karna chahye phir kam karna chahye phir ap ko kabhi loss nahi ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: kia bar bar loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

              Assalam o alaikum. Bar bar honay ealay lose say parashan nahi hona chahiya kuonkay lose tu humary life ka hissa hota ha aur iss lose say humain parashan nahi hona chahiya balkay iss lose ko recover karnay ki koshish karni chahiya aur lose honay ki wajs say pakistan forex forum ko chorna nahi chahiya.
              • #8 Collapse

                Re: kia bar bar loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

                dear kisi kaam main agar ksi ko koi nuksaan hota hay to usay aisa kabhi bhi nai karna chaye k wo us kaam ko he chorr day is liye forex markeet aik digitaly tareekay say moove karty hay agar ham is main aisay kaam kartay hain k jaisay hamko is markeet main har haal main earning ka milna possibal hay to hamko aisa honay ka khwab kabhi bhi poora nai ho sakta hay is liye agar ham main say kisi ko baar baar lose hota hay to hamain apnay knowledge ko change karna chaye aur jitna ho sakta hay ham har haftay k hisab say markeet k touch main rahain kam say kam lost ka use karain apni habbits ko change karain apnay kaam k andaaz main sabar say kaam lainay ki adat agar ham daal laitay hain to hamain is makreeet main lose na honay k barabbar ho sakta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: kia bar bar loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

                  Bar bar loss hone per apko forex trading ko chorna nahi chahiye. balkay apko apni mistakes ko sovle karna chahiye aur next time wo mistake repeat nahi karni chahiye. agar apko bar bar loss ho raha hai to apko himat nahi harni chahiye balkay ziada mehnat aur ziada acha work karne ki koshish karni chahiye to apko kamyabi zaror mile gi.
                  • #10 Collapse

                    Re: kia bar bar loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

                    Dear brothers forex main hamay bar bar loss honay per hamay forex trading ko chorna ni chahiya balkay is main hamay mahnat kar kay loss ko tab he recover kar saktay hain agar hum apna knowledge or experience ko improve karay gai to hum is main ache trading kar saktay hain or acha profet hasil kar saktay hain loss ho he jata hin hamay ghabra ni chahiya balkay is main mahnat kar kay loss ko honay say rok saktay hain agar hum mahnat say or lagan say is main kam karay gai to kayabi hamaray pichay he hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: kia bar bar loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

                      my dear forex bussiness me profit ky sath sath loss bhi hai . agr aap ko loss ho jata hai to apko chahye ap forex ko mat choro balky aap apny loss wali waja ko learn kro . jab aap apny loss wlai waja ko learn kryn gy to apko forex ko chorna nhi pry ga. aap ki knowledge me bhi azafa ho ga. aap ka experiecne bhi strong ho jae ga. loss hony par aap seedha demo account par aa jaen . demo par practice kryn . jab tak aap demo par apni ghalti ko learn nhi kr lety aap kbhi forex ko smjh nhi payn gy .
                      First LEARN Then You Can Remove The "L"
                      • #12 Collapse

                        Re: kia bar bar loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

                        Someday aisi bhi hota hai ki aapki loss crushes jyada hoti hai aur har dafa aapko loss nahin karna padta hai lekin fir bhi aap nahin kar sakte hainlekin loss kabhi kabhi aapko hota hai yah to aapki depend karta hai ki aap lost ko kaise deal with karte hain aur loss ko kaise use karte hain log hona trading mein Koi galat baat nahin hai lekin loss ko Ham bar bar kam kar sakte hain lekin khatam karna possible nahin hai koshish karenge acchi buying and selling enterprise Karen coronary heart charge mein aapki overall performance acchi honi chahie.
                        • #13 Collapse

                          Re: kia bar bar loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

                          Bilkul ni loss hona to karobar ka hesa he agr apko loss ho rha he bar bar to ap kahen glat hen sochen beth k thande demag se kam na choren hemat na haren yehe ap honge ek din hemat ni harenge to profet men b aa jaenge apni mehnat jare rakhni chahye ap forex men trade lgana na chore trade lagaen or apni galtyon pe gor kren apsse kahan pe mistake ho rhe he jo ap k loss ka sbab ban rhe he
                          • #14 Collapse

                            Re: kia bar bar loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
                            dear friends agr apko forex trading mn agr apko bar bar loss ho rha ho to apko chayay k gorex trading ko chhornay ki bjaye loss ki waja jo mistakes hon unhen door krna chayay ta k dobara apko loss na ho aur pehldy sa ziada mehnst kren forex trading mn ta k kamyabi hasil kr sken
                            Assalamu alaikum agar hamen forex mein loss hota hai to hamen forex trading co chhod nahin Dena chahie Bal kese mein hamen apni learning ko increase karna chahie agar hamen loss hota hai to ismein hamari apni galti hoti hai ki Ham apni learning nahin karte
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia bar bar loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

                              Hello dear forex members 😊😊......
                              Kamyab hony k liye hamen sbr to krna pary ga chahy koi bhi business ho insan us wqt kamyab hota h jb wo mehnat krta h sbr ka daman n chorta ...
                              Loss any ki soorat m hamen dis heart ho kr kam chor ni dena chahye qk yahi hmra turning point hota h jitni ham mehnat krty hain or jitna ham sbr krty hn utna hmry liye faida h loss any k bad forex page ko chor n dena chahy,
                              Allah has said,
                              "Allah tala sabar krne walon ky sath hai."

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X