hum aik waqt mein two trade be karsakty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum aik waqt mein two trade be karsakty hain
    dosto hammare pass itna knowledge hai k hum jub be trade karte hain tau faida zeyda hota hai aur loss kam sy hum aik waqt mein two trade be karsakty hain hum ne bohaat mahnat k bad ya makam hasil keya hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hum aik waqt mein two trade be karsakty hain

    g han ager ham money managemnt ko follw kren gay to ham is main kamayb ho sakty hain.ager ham money mangemnt ko follw kren gay to chye ham teen trades lga dain to is say farq nhe prta hai.is liiye hmain chye k ham ager money mangemnt k mutabiq chalin to choti choti trades multi ples bhi lag sakty hain.is k ilalwa hmain lalch kren gay to acccount per jab over load kren gay to ham is main phir loss he kre gay ya apna acccount wash he kren gay aor to kuch nhe ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: hum aik waqt mein two trade be karsakty hain

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
      dosto hammare pass itna knowledge hai k hum jub be trade karte hain tau faida zeyda hota hai aur loss kam sy hum aik waqt mein two trade be karsakty hain hum ne bohaat mahnat k bad ya makam hasil keya hai.
      Ji bilkul aap ka account agar aap Logon Ko Ijjat Deta Hai matlab yah ki aap ho kaun capital Achcha hai to aap log Apne account per Ek Se Jyada trades bhi Laga sake matlab aap do trades trades ya Fir isase Bhi Jyada trading kar sakte hain agar aap logon ka account Achcha hai Bank account hai aap Logon ke pass to koshish Karenge aap log Sambhal lot size ke sath trading Karen Aur Is Tarah Se aap apni Jyada trading increase Le sakte hain but koshish karen to bahut jyada trading na Karen Kisi bhi account per agar aap log bahut jyada trading Karte Hain To usse aap Logon Ko account Jyada Khatre Mein Chala Jata Hai Aur Jiski vajah Se Uske nuksan hone ki Chaal Se Nikli Ho Jaate Hain koshish Karenge ab sirf Vahi trading lagaen jismein aap Logon Ko surety Ho ki aap Logon ki trading Jarur profit Mein Jayegi aur profit Hasil karne ke bad Apna target complete hone ke bad aap trading se exit kar diya Karen Jyada profit Ka lalach Na Kiya Karen Kyunki Jyada profit kamane Ke Chakkar Mein aap logon ko bahut jyada nuksaan bhi ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: hum aik waqt mein two trade be karsakty hain

        Friends ham aek waqt me do trade open kar sakte hai lekin hame chahiey keh ham sirf aek trade lagaey aor phir usi par focus rakhe taa keh ham loss se Bach sake q keh dosto forexaek bhtacha aor shandaar business hai is liey is me mehnat ke saath work Kare taa keh ap achi earning Karne me kamiaab hoo sake .
        PRACTICE MAKES MAN PERFECT
        • #5 Collapse

          Re: hum aik waqt mein two trade be karsakty hain

          Dear friend better capital and risk management ki jaye to hum at a time more than one trade kar sakty hain. Acha experience ho to hum in traded ko organize and manage karty huye safely profit earn kar sakty hain, ager experience and capital acha na ho to at a time small lot say one trade open karna he safe option hay.
          • #6 Collapse

            Re: hum aik waqt mein two trade be karsakty hain

            Agr hum bhot achy business man hn to hum aik wakat me two trade kar sakty hn or bhot zaida faida hasil kar sakty hn or agr humy etna tajrba ni hn to humy aik tarh K bussnis py Fox karna chaye tk zaida wakat or is py mhnat karny sy humy kamyabe mil saky
            • #7 Collapse

              Re: hum aik waqt mein two trade be karsakty hain

              Dear aik waqt mein ziada trades bhi open ki ja sakti hein lekin ye risky ho jata hai agr wo trades loss mein chaki jaen tu tension hony lgti hai jiski waja se over trading ho jati hai account wash bhi ho sakta hai is liye aik waqt mein sirf aik trade open krni chahiye jo money management k sath ho tah k risk ki involvement kam se kam ho.
              • #8 Collapse

                Re: hum aik waqt mein two trade be karsakty hain

                ap eik waqat man two trade kr sakty hen lekin us k lie ap ko apny timing rakni ho ge ta k ap asani se do trade kr saken aur apny business ko barha saken
                • #9 Collapse

                  Re: hum aik waqt mein two trade be karsakty hain

                  dear friend asa tab momkin hota hy gab hamary pass ak bahteren acount hota hy hum achay acoount say bahteren trding kar sajkty hain ur a smain hum kameyb bhi ho sakty hain yeh ak bahteren erning tab deta hy gab p k pass as ka ach knowlldeg hota hy aur hjamen ach knowlldeg hasel krna chaye
                  • #10 Collapse

                    Re: hum aik waqt mein two trade be karsakty hain

                    amake Waqt mein to trade bhi kar sakte hain lekin Main Ek Waqt Mein ektrit Kar trade karne chahie Agar Ham Ek Waqt Mein Ek Friend Karenge To Ham Dhyan se use Mukamal Karenge aur Jarur Hamen fayda hoga Agar Ham 2 trade open Karenge To Hamara Dhyan 108 jaega
                    • #11 Collapse

                      Re: hum aik waqt mein two trade be karsakty hain

                      Dear members forex main hum aik her waqat main two trade be kar saktay hain lakin agar hum expert hain to he kar saktay hain maray khyal say to aik he waqat main aik he trade open karay to wo he hamaray liya best hain hai ku kay agar to hamaray pas knowledge or experience hain to hum is ko use kar kay ache trading kar saktay hain or acha profet kama saktay hain is liya hamay jo be kam karna hain soch samaj kar karna chahiya ku kay is business main galti ke koi be gunjaish ni hoti.
                      • #12 Collapse

                        Re: hum aik waqt mein two trade be karsakty hain

                        G han hum aik waqat mein 2 trade bhi laga sakte hain humare pass sirf acha knowledge experience hona chahiye. knowledge aur experience kay baghir ap kay liye trading karna bhut difficult hai. jo mehant se kam karte hain wo kabhi bhi nakam nahi hote hain, hamesha humari mehnat ka sila humein milta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: hum aik waqt mein two trade be karsakty hain

                          g nahi hamy aik time mai aik trade laagne ho ge forex aik online businss hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai out off balance account bana kar be kam ar sakty hain hum is mai apny boss pa he hoty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: hum aik waqt mein two trade be karsakty hain

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
                            dosto hammare pass itna knowledge hai k hum jub be trade karte hain tau faida zeyda hota hai aur loss kam sy hum aik waqt mein two trade be karsakty hain hum ne bohaat mahnat k bad ya makam hasil keya hai.
                            ji han agar apke pass forex trading ka accha experience or knowledge ho or apke account mein bounce bhi accha hoto app aik tik mein 1 ya 2 se bhi ziyada trades open kar sakte ho lekin ziyada trades open karne keley forex market ka accha experience or knowledge ka hona bohat hi zarori hai kunke iske bager hum acchi trading nehi kar sakte.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: hum aik waqt mein two trade be karsakty hain

                              Ji han bilkul Ji Hamare per depend Karte Hain Ki ham log kam Bus Mein Kitna kam Karte Hain Ham log kam time mein jyada kam karte hain tu aur main bus time par Jata Hai To Ham ismein do trade kar sakte hain jo ki Hamare liye faydemand sabit Honge isliye Gramin rotates karni hai to iske liye aapko apna time save karne ke liye smart phone karna hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X