Learn from mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learn from mistakes
    Bahut se log Aise Hote Hain Jo apni mistakes ko ignore karte hain aur vah kabhi bhi success ki taraf Apne step ko increase Nahin Karte Agar karna hai to uske liye sabse important hai ki aap logon ko apni mistake score ignore nahin karna hoga aapane mistake se learn karna hoga Jab aap apni mistake se learning Karoge To aapke experience increase Honge aur mistake Ek Aisa teacher hai jo aapko Kabhi next time Los Nahin Dekha jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learn from mistakes

    Learn from mistakes and improve yourself as a trader aur aapke liye main yahi kahunga ke mistake sab logon se hoti hai beshak usi ne trader ho ya junior trader agar aapane apni learn to improve Kiya aur learning ability to achcha Kiya to aapane apni mistake ko khatm kar diya mistake ko khatm karna hi sabse jyada mushkil hai forex trading mein humne learning abilities to increase karna hai aur mistake level ko zero karna hai jab Ham forex trading sikhane lagenge aur apni learning abilities to improve karenge hamare liye koi problem nahin kyunki forex trading main jab bhi sikhane per apna focus karte hai hamare liye koi problem nahin hota aur ham kamyab trader Ban jaate.
    • #3 Collapse

      Re: Learn from mistakes

      hamain isf orum main learning karni ho g tab hi hum sucess hon gay aur apni mistakes ko avoid kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain cahhye is forum main parrt time main bi job ka rk hi hum achy say trade karni ho g aur hamain har jeet tou sath sath hoti hai so hamain chaye is forum main part time main bi job ka rk hi hum cahi trade kar k hi hum run karien gay
      • #4 Collapse

        Re: Learn from mistakes

        assalam o alaikum friends bohut se log apni mistake ko nah dekhte bus type karte rahte hai woh apni ghaltun per ghor nahi karte
        • #5 Collapse

          Re: Learn from mistakes

          G haan bilkull dosto hame apni mistakes se bhi seekhna chahiey hame mistakes se seekh kar aek ache trader ban sakte hai is liey hamesha soch samjh kar step uthana chahiey q keh apki aek galti apka account bhi wash karwaa sakti hai is liey hamesha apne mind ka istamaal kejiey.
          PRACTICE MAKES MAN PERFECT
          • #6 Collapse

            Re: Learn from mistakes

            G hy bilkul hm kbhi bh apni lrean main mustk Nhi krni chya ugr aysa kra ga to hm kbhi bh acha sa forex ko Nhi semjh ga achi qulit ka kam Nhi kr saky ga jitni mhynt kra konwldg or experience hsil kra acha sa learning kra ga utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga forex bht hi acha or kamyb business hy jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Learn from mistakes

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Kinza128 پيغام ديکھيے
              Bahut se log Aise Hote Hain Jo apni mistakes ko ignore karte hain aur vah kabhi bhi success ki taraf Apne step ko increase Nahin Karte Agar karna hai to uske liye sabse important hai ki aap logon ko apni mistake score ignore nahin karna hoga aapane mistake se learn karna hoga Jab aap apni mistake se learning Karoge To aapke experience increase Honge aur mistake Ek Aisa teacher hai jo aapko Kabhi next time Los Nahin Dekha jata hai
              Dear brother apki bat thk ha forex trading main hamen apni mistakes se seekhna chahye aur woh mistake dobara repeat ni krni chahye tb ja kr ap apny loss ko control kr sakty hain. Thanks
              • #8 Collapse

                Re: Learn from mistakes

                G han hamin apni galtiun sy sabaq basil karna chaiy or apni misteks ko cover karna chaiy q k galtian hamari uatad hoti hain jo hamin sekhti hain so hamin galti ko bar bar nahi dhorana chaiy bhal k acha karna chaiy
                • #9 Collapse

                  Re: Learn from mistakes

                  Assalam o Alaikum behtreen learner wohi hota hy jo dusron ki ghaltiyon se seekhta hy. Hamein mehnat se seekh k kam krna chahiye aur aik acha aur quality work produce krna chahiye. Trading mein agr koi mistake ho jati hy to hamein kisi senior se rehnumai lay k usko recover krna chahiye. Mistake se ghabrana nhi chahiye balkeh seekhna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Learn from mistakes

                    Hamine apni mistake se sabak hasil krna chahyvye dekhna chahy k ham ne ye mistake kab aur khan ki hai aur ham is ko kasy thek kar sakty hine.
                    :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
                    • #11 Collapse

                      Re: Learn from mistakes

                      Ji Bhai Sahi Kaha aapane Hamen mistake se jo hai vah sikhana chahie Jitna Ham mistakes kam Karenge utna hi Hamari Jo trading hai vah bahut jyada acchi ho sake ki isliye main koshish Karni chahie ki Jitna ho sake Hamen trading Karke apni mistakes ko kam se kam karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Learn from mistakes

                        Mistake se sikhana hi hoga Kyunki Agar mistakes ko continuously ignore karte rahenge To Ham continously class mein Jaenge Pata Hoga Ki pichhali mistake se sikhate Rahen next acchi earning karte rahenge
                        Do it before other will do!
                        • #13 Collapse

                          Re: Learn from mistakes

                          Jay Ham bilkul main aapki baat se aagrah Karta Hun Ki Ham Logon Ko koshish Karni chahie ki ham log apni galtiyon Se chhin Kar Apne Na Kami ko kamyabi Mein Badle Agar ham log apni galtiyon se sikhane mein Kamyab Rahte Hain To yah Hamare liye Mumkin hai ki ham log apni nakami ko aasani apni kamyabi Mein Badal karne ki Silai Kaise rakhte Honge isiliye apni galtiyon Se sikhna Hamare liye Jaruri Hota Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Learn from mistakes

                            Hamen chahie apni mistake se lesson sikhana chahie because expert Vahi hota hai jo apni mistake ko remove kar ke mehnat karta hai aur kamyabi Hasil karta hai sau aajkal Har Koi Koi mehnat ke paise Hasil kar sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Learn from mistakes

                              Ji han bilkul hamen apni mistake se learn karna chahie tabhi Ham acchi Tarah se kamyabi Hasil kar sakte hain hamen jyada se jyada mehnat karni chahie Dil lagakar kam karna chahie Ham apni mistake se learn Karenge tabhi acchi Tarah se kamyabi Hasil kar sakte hain hamen chahie ki ham Forex ke rules ko follow Karen aur apni mistakes ko mind mein rakhen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X