Know yourself
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Know yourself
    To profit in trading, you must make recognize the markets. To recognize the markets, you must first know and recognize yourself. The first step of gaining self-awareness is ensuring that your risk tolerance and capital allocation to forex and trading are not excessive or lacking. This means that you must carefully study and analyze your own financial goals in engaging forex trading.;):cool:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yah tu lazmi karni chahiyah kay aap ka intrest kis may hay or aap kis tarha ki trading ko pasand kartya hain or kon sa pair aap ko acha lagat hay.
    • #3 Collapse

      g ha bhai jaan is main hamain chay ek hum market and us k trend ko khud he analyses karain and kissi k bhe signals ko follow na karain warna hamain bas loss he ho ga just khud par confidence rakhain.
      • #4 Collapse

        gee han bhai hmein apne trading ke lie sahih kam krna hota he aur apne trading se profit haisl krne ke lie sahih trading mein experience haisl krna hota he aur apne trading market ko analyize krna hota he phr hemin apne trading se boht income hote he
         
        • #5 Collapse

          forex trading mine apko chahiye ke ap is mien apne trading style ko proper define karen aur is mien ap bohat tareeqe se agar trading karenge to ap phir zaroor kamiyab hosakte hian.
          • #6 Collapse

            Humean ager trading main ache earning kerna hai to pher apny oper confidence rakhna ho ga pher he us business aik successful trader ban pain gay
            • #7 Collapse

              Hamain yeh zaroor judge krna hy keh hum ney forex ko kitna learn kr lia hy aur hum kitney expert ho gaye hain. Hum ney kis had tak apni weakness ko control kr lia hy. Is judgement ko dekhtey hoi hamain risk lena chaheye aur forexc market sey utna hi expect krna chaheye, jitna hum deserve krtey hain.
              • #8 Collapse

                gee haan bhai hemin apne trading mein acha knoweldge ho aur hm apne trading mein apne ap ko check kia krein aur apne trading mein risk thora rkhein aur hm apne trading mein financial goals ko smjhien aur hm apne trading mein sahih care se kam krein hmein apne trading acha profit dete he
                   
                • #9 Collapse

                  Hamain apney aap ko judge krna hy keh hamari learning kis stage pr hy aur hum kitney able hy keh market sey benefits hasil kar sakain. Isi tarah market ki conditions ko bhi dekhna parta hy keh market ka kia mizaj hy aur kis direction main movements chal rahi hain. Is key bad aap ney market ko join krna hy aur hr tarah key khatrat sy khud ko agah rakhna hy.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    gee haan bhai hmein apne trading mein apne ap ko acha krna he aur apne trading mein risk km istemal krna he aur hmein apne trading mein tolerance se kam krna he aur apne trading mein ache study aur analyze kr ke apne trading ache krne he
                     

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X