The beginning:
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    The beginning:
    DEMO ACCOUNT This sections starts from the very beginning, then has a part focusing on a demo account and then discusses forex education.;):o
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading ko seekhnay kay lityea aapko demo account kee most zaroorat hoote hay isskay bina aap forex trading koo seekh nahe saktay hoo..
    • #3 Collapse

      Yes of course that the demo account is the best option for the begginer trader. They are spend the three yo four months on the demo account. They will be expert in the Forex market.
      • #4 Collapse

        Demo account practice key leye hota hy aur is main aap market key trend ko samjhtey hain. Is main na to profit hota hy aur na loss hota hy. Jitni ziada aap ki practice demo account main hoti jaye gi aap ka confidence barhta jaye ga aur aap real account main asani sey trading kar sakain gey. Start main demo account main zaroor kam karna chaheye.
        • #5 Collapse

          g ahn app na sahi fermaya my dear app na demo trading ka bara main acha fermaya ha lakin app iss sa zeada acha ker secta tha app ko chaya k app apni information ko mazeed clear kerain or itna pa b app ka boht shukerya.
          • #6 Collapse

            sir baat ya ha kay ma apko tyahi kaho ga kay forex aeka sa bussneiss ha jaha say ham har konearning kr kstaya hy lakin uskay liye bs apko mhenat krni chahiye tab hi ap kamiyab ho skaty hy
            • #7 Collapse

              g han bilkul jaanab ap na teek kaha ha main ap ki baat sa agree karta hun baat ya ha k shru main forex samjany k demo account ko use karna boht hi zorrari ha q k agar hum demo account ko use nahi karein gay to hum kabi bi aggy nahi ja sakty h
              • #8 Collapse

                jo log bi forex trading may aatay hain wo tu phlay hi demo ki kafi practice kartay hain phr un ko uska fiada hota hay may es ko lazmi samjta hoon.
                • #9 Collapse

                  bhai jaan ap sai keh rahy hain k hamain chaye k hum start main demo account ko zayada time dain and is main mehnat karain and is main jitna ho sakta hai zayada trade karain and market ko samjhny ke try karain.
                  • #10 Collapse

                    jee bhai demo account hr Forex trader k liay use krna zrori hota hy kyun k is py hum live trading k matters bhi discuss kr lety hein aur aaraam se aik acha profit bhi earn kr rhy hoty hein, is se hamari learning ho rhi hoti hy jo k live trading mein kaam aati hy..
                    • #11 Collapse

                      g ap ne sahi kaha hamen is tarha hi karna chahiye ham jitni zeyada practice karen ge utna hi zeyada profit bana sake gen or utni hi jaldi ek successful trader ban sake gen is liye keep practice on demo.
                      • #12 Collapse

                        yes demo account pe practice bohat hi zaroori hai aor is se ham ko experience hasil hota hai jo k real account main profit gain karne main useful saabit hota hai
                        • #13 Collapse

                          jee bhai app ne theek kha hai forex trading business main demo account ka section uss waqt start hota hai jab hum log iss business ka start kerte hain lakin iss baat ko be ignore nai kiya ja sekta k phir demo account trader k sath sath rahta hai jab tak wo trading kerta rahta hai kun k iss business main hum demo per koi be chez test ker sekte hain result be pta chal jata hai aur loss be nai hota :)
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            demo account main to her trader ko must practice kerna ho ge our khas toor pay jo new traders hain un k leay to boht zarori hai pher he wo basic learn ker pain gay

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X