Apna mind bana lo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1456 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
    Bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.

    Seekhnay k lye forex basic say shru karo, jis may yeh pata ho k actually forex hay kia aur ko kia kaisay jaye. Us k baad yeh seekho keh meta trader ko use kaisay kia jaye, aur strategies kia hoti hain, phir yeh seekho keh meta trader may kon konsay options aisay hain jo bohat kaam k hain, phir demo account banao aur us par practice karo, seekho sab say, jo kuch bhi seekho wo demo accounts par lazmi practice karo. Aur mumkin ho sakay to dosro say bhi share karo, kyo keh share karnay say learning aur mazboot hoti hay.

    Is k baad ap indicators ko learn karo, aur sath may yeh bhi seekho k strategy build kaisay ki jaye.

    Yeh meri advices hain ap k lye.
    salam bhai jan ap ny bilkul thk kha kisi b new chez ma ane kiye hme faida nuksan to sath sath e hai nuksan ho ga to hm kuch na kuch sekhy gy e galiton sy insan sekhta hai phr ye to traiding hai hm is sy sekhy gy e hmara nuksan to nai ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1457 Collapse

      Good points to be noted and forex trader need to know 3 points that you have listed.
      It's not easy as we discuss,but in nick of time trader learn from the mistakes that are common to all.
      From my point of view all trader's make two big mistake;
      1)Start trade randomly with big amount in chase of making good profit.
      2)Lot's of emotions with one trade make margin low in every trade.
       
      • #1458 Collapse

        Apki baat sahi hay agar hum forex trading main kamyab hona chahty hay to humay ye mind bna lena chahiye keh humay forex trading kay bary main bohat sari study karni hay aur esmain kamyabi hasil karni hay.
        • #1459 Collapse

          forex main mind banana zaroor parta hai aur phir bohat kuch seekhna hota samajhna hota hai aour apna mind mukammal tor per isi ki taraf focas karen tu in sha Allah ap eak ache bussness man ban jayen ge
          • #1460 Collapse

            jee bhai merey aisa hy ekey is kaam mey aap ko apna mind bilkul bi set karna hoga or is kaam mey agar apa ka mind set ho giya tho aap ko is kama mey koi bi nuqsaan nahi hoga is kaam mey
            • #1461 Collapse

              yes my friend ap ne forex trading ki ehmiat aur starting strategy ko bare hi ache tareeqa se explain kiahae maen ap ki baat se itefaq karta hoon aur apne new traders k liay is ko recommend karta hoon.
              • #1462 Collapse

                ap ko demo say acha knowledge and experience hasil ho jata hy ta kay ap achi trade kar sake ap ko trading kay doran greed nahi karni chahiye. ger hmm cahtey hn kye yahaa sey good money earn karny oor professional trader bann jey to hmmyn forex ki learnig sahi sye lyeni ho gi.
                • #1463 Collapse

                  right dear brother thanks you dear brother hum jub b trading my etner howay hai apany mind open kar k hi enter howay hai koi trading asan nahi hai dear bother our is ko asan ap nay karna ho ga brother
                  • #1464 Collapse

                    apki bat se balkul agree karta ho aap ne boht achi bat ke he or waqii he ager forex trading me usccessfull hona chate ho tu as kelye zorri he ke apke pas zeyda se zeyda knowledge or exprencess hona chaye ta ke aap achi se achi trading kar sko
                    • #1465 Collapse

                      assalam o aalaikum, dear forex member, forex may kam karne sa pahala learn kam, fhir lalach nahi kar ka earn kar.. yes vhail app bilkul sahi bola.. may app sawal ko like deta hu....
                      • #1466 Collapse

                        Yr IS main Aghr Ap nay Success hasil karni hai tu YA sub Cheezain zarori hain jo ap nay btae hain. Q k trading main knowledge zarori hai. experince zarori hai. learning hasil karna zarori hai. koi bhi cheez miss hony say ap is main success hasil nahi kar sakty hain....
                        I Neend Good friends............ :confused:
                        • #1467 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                          Bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.

                          Seekhnay k lye forex basic say shru karo, jis may yeh pata ho k actually forex hay kia aur ko kia kaisay jaye. Us k baad yeh seekho keh meta trader ko use kaisay kia jaye, aur strategies kia hoti hain, phir yeh seekho keh meta trader may kon konsay options aisay hain jo bohat kaam k hain, phir demo account banao aur us par practice karo, seekho sab say, jo kuch bhi seekho wo demo accounts par lazmi practice karo. Aur mumkin ho sakay to dosro say bhi share karo, kyo keh share karnay say learning aur mazboot hoti hay.

                          Is k baad ap indicators ko learn karo, aur sath may yeh bhi seekho k strategy build kaisay ki jaye.

                          Yeh meri advices hain ap k lye.
                          dear g ha mere bahi ap nye bilkul sahi fayrmaa , mn ap ki baat sye motafik hon kyen kye ager hmm cahtey hn kye yahaa sey good money earn karny oor professional trader bann jey to hmmyn forex ki learnig sahi sye lyeni ho gi........!!!!!!!!!!!!!!!!
                           
                          • #1468 Collapse

                            yes my dear bother ap mind bana lo k ap Forex trading ma best work karo ga o sa my dear bother achi profit ho ga bother best hy mind bana kr trading karo bother
                            • #1469 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                              Bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.

                              Seekhnay k lye forex basic say shru karo, jis may yeh pata ho k actually forex hay kia aur ko kia kaisay jaye. Us k baad yeh seekho keh meta trader ko use kaisay kia jaye, aur strategies kia hoti hain, phir yeh seekho keh meta trader may kon konsay options aisay hain jo bohat kaam k hain, phir demo account banao aur us par practice karo, seekho sab say, jo kuch bhi seekho wo demo accounts par lazmi practice karo. Aur mumkin ho sakay to dosro say bhi share karo, kyo keh share karnay say learning aur mazboot hoti hay.

                              Is k baad ap indicators ko learn karo, aur sath may yeh bhi seekho k strategy build kaisay ki jaye.

                              Yeh meri advices hain ap k lye.
                              dear ji bhai ap ne bohat achi baat ki hai hum yahan par learning kar ne atay hai apne forex mai jo concepts clear nahi hain un ko clear karne atay hain or hum chahte bhi yehi hain k yahan esay topics ho jin se kuch seekhne ka moqa mile..............!!!!!!!!!!!!!
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1470 Collapse

                                hain bahi yeh baat to sahi hai ka forex trading sik aasaaan kaam nahi hai is ko samjhna ka lia aaacha kahasa time oar mehnat karna ka baad hum use karain to aachaa hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X