Apna mind bana lo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1186 Collapse

    Well said, ye forum really me un logon kay liay bohat faida mand hai jo kay trading skills tu rakhty hain magar sirf lack of capital / investment ki waja se abhi tak trading ka benefit nahi le sakty. Or me ye hope karta hoon kay wo is forum say apny capital ko grow kar kay aik din zarur successful ho jaen gay
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1187 Collapse

      thankyou sir aap ne buhat achi advices di hain sab traders ko aur aap ki sari bat bilqul theek hai. hamain forex k baray mein sab kuch learn karna chahiye k meta trader kese use kartay hain aur is k indicators wagaira aur har cheez jo forex mein use hoti hai uski learning karni chahiye.
      • #1188 Collapse

        je haan forex mein kaam kartay waqt apna mind bana ley agar ap forex mein successful hona chatay hain es mein ye baat confirm karley k es mein ap konsa volume lagna hai aur kesay kaam karna hai
           
        • #1189 Collapse

          dakhe brother jab tak ap k pas kese b ka m ka jo ap krna chatay hay us ka experience nai hoga to ap us may kamiyab nai ho saktay forex may kamiyab honay k liye b ap ko is k bare may experience hona chahye warna ap ko loss b ho sakta hay aur account band b
          • #1190 Collapse

            bhai agr ap forex trading k lye tyar ho to apko us k lye aik bar apna mind set krna ho ga aur planmning b krni ho ge k ap ny isay har seerat main seeekhan hai aur is sy earning b krni hai aur mehnat k sth earning kro gy
            • #1191 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
              Bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.

              Seekhnay k lye forex basic say shru karo, jis may yeh pata ho k actually forex hay kia aur ko kia kaisay jaye. Us k baad yeh seekho keh meta trader ko use kaisay kia jaye, aur strategies kia hoti hain, phir yeh seekho keh meta trader may kon konsay options aisay hain jo bohat kaam k hain, phir demo account banao aur us par practice karo, seekho sab say, jo kuch bhi seekho wo demo accounts par lazmi practice karo. Aur mumkin ho sakay to dosro say bhi share karo, kyo keh share karnay say learning aur mazboot hoti hay.

              Is k baad ap indicators ko learn karo, aur sath may yeh bhi seekho k strategy build kaisay ki jaye.

              Yeh meri advices hain ap k lye.
              trading karney k liye apkey pas 3 option hain jin ko sekhna chahiye.
              1 learning pehley pehl bahut zaruri hai.
              2.hard work
              3.analysis.
              • #1192 Collapse

                jo trader b meray khyal say yaha pay kam karta hai us k lye zrori ho jata hai k wo kam ko samjhe aur sath me h her cheez ko dekhen k kesay is m sath sath he kam kya ja sakta hai.
                • #1193 Collapse

                  oye mere bhai jan sab sy pewhly trading karty waqt to humain apna profit margin sett kar lena chahye q k zindgi target k illawa adhoori hai aur target na ho to zindgi ka maza he nahe ata aur phr humain usi target ko hasil karna chahye
                  • #1194 Collapse

                    Very nice post i like it but because i am new on this forum i dont know the answer and i appreciate this increase my knowledge and i seek many things from this thread as concern to answer i can't give any clear answer until i seek it completely.But this forum is very good which is good for the new traders its give alots of knowledge
                    • #1195 Collapse

                      mere bhai jaan humein achi tara se tarding ko kerne k liaye ziyada se ziyada achi learning hasil kerne k baad hi tarde ko kerna chahiye then humein apni tarde ko kerna chahiye
                       
                      • #1196 Collapse

                        thanks for your sharing, we all trader should learn for more and more and never ending, because the forex market always diffferent in every day so we need to improve our trading skill by learning every day and for any other senior trader who share their trading experience this will helps us to more easy in learning
                        • #1197 Collapse

                          g bilkul agerr app forex main kuch karna chatee ho tou apna mind bana loo q k forex main ap ko different situation face karn apar saktee ahin and is lia pp ko apna mind adnace main hee bana ho ga
                          • #1198 Collapse

                            yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon:)
                            • #1199 Collapse

                              ji bilkul forex mey kam krne ke lye aapna mind hi ban ker chlna parta ha to aap phir hi iss mey good earning earn ker sakte han kun ke forex aek boht hi great bsuienss ha aur aapki advice boht hi nice ha kun ke hum jiss pe kam kr rhe han uss ko disucuss keren ge to age ja paen ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1200 Collapse

                                g bhai i agree with u ap ne boht achi infrmation or advic di h me ap ki bt se sehmat hn bxz ye forex k liy boht zrori h demo pr practic krna or ziada se ziada time spend krna achi knwlege learning experianc planning etc strtgy ye sab hona chaiye or share krne se hr problm solv hoti h

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X