Apna mind bana lo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #841 Collapse

    haan bhai ap thek keh rhy ho is k liye jab ap ache trah faisla kr lo gy k apko trading seekh kr he dam lena ha to apka acha irada apko trading mein ziada tezi se success ki traf le kr jaye ga kiun k is mein ap neyat se learnings bhi kro gy aur acha time bhi trading ko do gy jis se ap bht km time mein trading seekh jao gy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #842 Collapse

      Yes dear aap ne bilkul sai baat ki hai ke aap ko yahan pe kamyab hone ke liye bht hardwork ki zarurat hai aur aap ko chahiye ke aap bht achi practice karen demo pe is ki
      • #843 Collapse

        100% true baat kahi aap ne , ye market koi child's play nhi k sab kuch araam se mil jaye , yaha par pehle sikhna parhta hai , phir demo trading mai wins and loss honge , us k baad hi aap kamayi karsako ge .
        • #844 Collapse

          Assalam-o-Alaiqum, han bilkul aik road map define krlena chaiye jisme goals ko identify krlia jae or priority bhi set krlain tak pata ho har waqt k ab kya krna hai ab kya krna hai tou us se bohot madad milegi or asani bhi hogi or zada jaldi taraqqi bhi hogi
          • #845 Collapse

            forex mein enter hone se pehle yeh mind bana lena chaye ke yeh business itna assan nahi hai jitna door se lagta hai is mein bohat qubanya deni parti hai dost aur bohat mehnat bhi kerni hoti hai is mein then aap is mein kaam kersake hain.
            • #846 Collapse

              yes forex trading main kamyab hoonay kay liay mehnat unthak ki zaroorat hai per sath sath humain apnay mind ko bhi relax rakhna hai main sumjta hun kay forex main humain ye nahi daikhna chahiay kay hum daily kitni earning kertay hain bulkay humain note kerna chahiay kay hum daily kay kitnay pips earn ker sktay hain tab aap forex main kamyab hona shuru ho jaogay
              • #847 Collapse

                advise bi achi hai ap ki new comers k liye hai hamain apna mind bana kar hi kam karna chaiye so jab hi ham is kam main kamyab ho saktay hain kay mene bhi observe kiya he kay aksar loag is business me yehi soch kay atay hen kay bus jald az jald pesa kamasakte hen aur is kaam ko asan samajhte hen.mehnat nahin kerte is wajhase.halan kay is kaam ko aapki puri tawaja aur samajh chahye he tabhi aapko faida hosakayga .....
                • #848 Collapse

                  han g bilkul theeek kha hay ap ne, forex mai hym sb jab bhi kam karry hayn. or hume is mai kam akrty hue apna mind bna keh kam krna cahye ,...
                   
                  • #849 Collapse

                    agar kisi ko b trading karni hai to usay ye samjh lena chahyye k ye kaam asan nahi hai is ko usay sirf aur sirf tab he karna ho ga jb k wo kaam ko samjh sake ga aur kar sake ga.
                    • #850 Collapse

                      G han bilkul jab tak ham froex me time spend nahi karen gey ham kabi b success hasil nahi kar sakty, hamy mind banana ho ga k forex me zeyda se zeyda learning karni hay or profit kamana hay.
                      • #851 Collapse

                        han ji mei ap ki baat sy agree karta ha.k agr ap ne forex pe trading karne ka fesla kar leya ha tu apna maind bana le k agr loss ho bi geya tu ap himat nhi haren ge.or profit hone ki sorat mei over confidence bi mat hona.bus dil laga k forex pe work karo.is k bare mei knoeledge hasil karo.yehi ap ka aim hona chaye
                        • #852 Collapse

                          han g bilkul theek kah hy aap ny agr hum ny is busniess main kam krna hy ro is man kamyab hona hy to humain vaky hi in sab baaton ka khyal rakhan ho ga or isy seekhna ho ga
                          • #853 Collapse

                            thanx aur bht achi aur bht informative advice di hai apnay hum sb ko yehi krna chahiye k pehlay apna mind banana chahiye k kb kya aur kis tarah krna hai kb learning krni hai roz kitni krni hai aur kaisay practice krni hai isilye jb hum apna mind bana laitay hain kis tarah hamain mehnat krni hai to hamari success hum se zayada dor ni rahaigi aur acha profit bhi hoga...........
                            • #854 Collapse

                              ji sir bilkul aap thk keh rahe hain k agr hmne soch hi lia hai k humne forex trading krni hai tou hmein bht sara hard work krna hoga aur bht saari practices krna hongi kion aesa krne si hum trading ki proper knowledge hasil krenge aur aik behter income earn krenge.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #855 Collapse

                                Ji han agar ap ne success hasil karni hai tu ap ko mehnat karni paray gi aur sath mai apne continous trading karni hai aur forex ko learn karne ki koshish karni hai aur apni har trade se seekhnay ki koshish karain aur phir ap dekhain gay kay ap ki har trade logically hugi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X