Trading ma kabi jaldbazi na karian.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ma kabi jaldbazi na karian.
    Dear fellows.
    Jaisa k hum sab janty hn k jaldbazi ma kiya gya kam insan ko hamesha ly doobta hai or kisi b surat ma axha nahi ho pata .lehaza ap ko chiie hai k cool mind or positive thinking k sath achi achi or profitable trades open krain ta k apko zyada se zyada faida ho saky .or na sirf forex ma balky dunia ki har field ha agr koi b kam a jaldbazi ma krian gy tou ao kamyab nahi ho sakty lehaza jaldbazi na kiya krian.Shuriya.
    ​BELIEVE IN YOURSELF!
    (Ahsan999)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ma kabi jaldbazi na karian.

    Bilkul dear Forex trading business bahut jyada risky business Hamen kabhi bhi jaldbazi Se Kam Nahin Karna chahie aur apni earning ko increase karne ke liye Forex trading business mein bilkul relax hokar market ka analysis karte hue best opportunity ka vate karna hai aur Hamesha market analysis karte hue hi trading karni hai jo traders jaldbaji Mein Aakar Jyada profit ke liye trading kar dete hain aur without market analysis trading karte hain aur analysis ko ignore karte hain vah kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar sakte unko Hamesha loss ka Samna hi karna padta hai isiliye Hamesha koshish karen jaldbazi se avoid Karen Shukriya
    • #3 Collapse

      Re: Trading ma kabi jaldbazi na karian.

      Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex trading ek best business hay forex trading ma kabi jaldbazi ka sath trading nai karna chlye jo log treading jaldbazi ka sath trading karta hay phir wo kabi kamyab naii hota hay phir wo heshama loss ma ratha hay ilsey hume bhut sabar ka sath trading karna chlye aur bhut zadya mehant ka sath kam karnaa chlye aur soch samjh kar treading karna chley phir hum kamyab hu sakty hya phir acha profit hasil kar sakty hay
      • #4 Collapse

        Re: Trading ma kabi jaldbazi na karian.

        dear jub ham kisi say kuch earning k liye usay start kartay hain to ham pay yeh bhi lazim hota hay k ham us kaam kos amjhtay huvay us main kaam karain aur agar ham isk baray main usay samjhtay nai hain to yeh kabhi bhi nai ho sakta hay k ham us kaam say shortcut aur jald baazi say kaam laitay huvay kaam kartay huvay kuch hasil kar sakingay is liye better yahi hay k hamko forex markeet main kaam karnay say pehlay usk baaray main khaas skills hasil karni chayen aur makreet main hamara tour tareeka acha honay say he ham markeeet say earn akr skatay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Trading ma kabi jaldbazi na karian.

          dear friend a[p ko cahye ap trading maion kabhi bhi gald bazi say kam mat karen as main ap ki achji practes aur ap ko as main acha knowlldeg sath main yeh bhi batata hyk as main saber say kam krny waly log kameyabi gnhasel karty hain jo log gald bazi karty hain wohj a smain nkam hoty hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading ma kabi jaldbazi na karian.

            abhi kisi bhi kam mein aaega lagatar kamyab hote rahana hai to hamen usmein kabhi bhi jald baat hi nahin karni chahie kyunki jald baat hi se hamesha hamen nuksan hi hoga kabhi kamyabi nahin milegi aur yah ek aisa platform hai Jahan per aapko bahut jyada vate karke apna Kam karna hoga kyunki agar aap jaldbaji mein main Koi galat faisla Le lete Hain to yakin nahin bad mein aapko usmein akshara ka samna karna padta hai isliye aap soch samajh Kar apna faisla Le aur bilkul sahi intry Tak vate Karen
            • #7 Collapse

              Re: Trading ma kabi jaldbazi na karian.

              Forex ki market ke andar trading karte waqt sirf aur sirf vo log Kamyab Hote Hain Jo ki Aahista Aahista trading karna Shuru Karte Hain is market ke andar aap Logon Ko aggressive trading Nahin Karni chahie balki aap Logon Ko slow and steady way kay amdar kaam karna chahie tab jakar aap Logon ke andar patience start ho jayegi aur aap log is market ke andar na se Accha profit banana Shuru kar lenge balki aap log bahut acche tarike se Kamyab Ho jaenge
              When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
              :)
              (AbdulWahab33)
              • #8 Collapse

                Re: Trading ma kabi jaldbazi na karian.

                Jaldbazi Se Kabhi Bhi Koi Bhi kam na Karen agar aap jaldbaazi apne kam Mein karte hain to aapko Nakame milati hai trade open karne mein to bilkul bhi jald Bazi na Karen market ko samajhne ki koshish karen agar aap market ko samajhkar trading Karenge analyses kar lenge to aap market Mein kamyabi Hasil Karenge market Mein successful Hona Itna zyada Mushkil Nahin Hota lekin tradingko proper way Mein working Karni hoti hai aur proper way planning ke sath kam karna padta hai tabhi Ham market mein bahut zyada kamyabi Hasil kar sakte hain mehnat ka naam Sabke Liye important hota hai zyada mehnat Karenge to zyada kamyabi Milegi aur zyada profit Milega aur ham zyada focus ke sath kam Karenge
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ma kabi jaldbazi na karian.

                  Jalbazi sy hamesha noksaan hota hy aur kbhi profit hasal nhy hota jalbazi sy kaam kerny ke bjaiy sooch ker kaam kerna chyie is tareeqy sy haam zindgy ho ya forex ka kaam kbhi nuksaam sy dochaar nhy ho gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ma kabi jaldbazi na karian.

                    gi han trading mein jald bazi na karein kyo ky jab ham trading mein jald bazi karein gy tu ham mar kha jaein gy hamein loss ho ga pehly tu bina market ko watch kiye koi trade nahi lagani chahiye our dosra jald bazi kabhi nahi karni chahiuye is mein ky baghair our koi faida nahi ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ma kabi jaldbazi na karian.

                      Jesa kh ap sub members janty hn kh pak forex trading aik risky business hai jis men bht ziada risk hota hai isi liy hum is men stress or jaldbazi men naam kr k isko or bhi risky kr lety hn isi liy is men hmen risk nhi Lena chahei jaldbazi SRA set dhoka hai him Jo bhi acha kaam jaldbazi men krty hn yh uska bera gerk kr deti hai jald Nazi insaan ko nakami ki rah dekhati hai AGR chahay WO kamyab bhi Q na ho plrra pltnyen koi der nhi lgti AGR jaldbazi sy kam kia hai to
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ma kabi jaldbazi na karian.

                        Control of thinking Jo uske andar acchi si aur confidence ke sath kam karte Hain to hi aap apne kam ko whisky work se bata sakte hain achcha work jhotwa achcha sab bonus waqt aapko provide karne ke liye aapka dayad provide karta hai ki aap news ke andar jitna jyada confidence ke sath sath hi apne experience and knowledge to increase karna hai to aap achcha sa fayda milega without any learning without you never give a lot of money from them isliye kaha jata hai ki sirf sirf acche members aur hard worker people ka hi business hota hai iske andar Jo jitni jyada experience and knowledge ko share karta Hai usi ko hi achcha shop profit ke sath fayda milta rahata Hai agar Ham chahte Hain ki uske andar kamyab Ho to fir hamen apne account ko better banana hoga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading ma kabi jaldbazi na karian.

                          In trading pak forex trading business men Jald Bazi Say Karna Almost Good knowledge say hi profit asaani say Hi thanks Gain Ho Gy Khoob koshish karen Khoob kamyabi ko hi follow Karen agar aap ki kamyabi ko agar agar follow karne ke liye acchi management Achcha knowledge aap Agar Unse Forex Mein acchi trading lagaenge almost aapko Achcha Hoga aapke liye well Success Asaani say hi to good success ho gi Khoob Mehnat karein Almost Good knowledge say Hi Good Success asaani SY Hi Hasil good knowledge say Hi Ho Ga Khoob mehnat Karen Achcha time de acchi management se kam Karen aapko Khoob kamyabi aapke liye always fayda ho gi
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading ma kabi jaldbazi na karian.

                            g han bilkul kbi b jld bazi na krein jldi kam shetan ka isliye hmesha loss hota h jldi k kamon m asy kam ka faida jis m loss hojye mksad hmara to profitable trade h so plz market ko mukamal understand kr k uski situation ka jaiza ly k country ki situation ka effect market p dekh k phr ee trade lgaen jldbazi sy nuksan sy bhtr h hm sbr sy profit kmayen..

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X