Treading karty howy bary sy bara treader ko bhi loss ka samna karna parta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Treading karty howy bary sy bara treader ko bhi loss ka samna karna parta hai
    Assalam walekum ji bilkul trading karte hue bade se bade trader ko bhi loss ka samna karna padta hai kyunki last aur profit har business ka ek important part hota hai trading karne ke liye ye hai hamare pass kitna hi acha experience aur knowledge kyon Na Ho hamen loss hota hi hai isliye agar hamen loss Ho to hamen tension nahin leni chahie himmat se kam Lena chahie agar Ham himmat har jaate Hain aur Sabar nahin karte ham to Ham kabhi bhi kisi bhi kaam mein kamyabi hasil nahin kar sakte agar kamyabi hasil karni hai to mehnat se lagane se aur Puri imandari ke sath Apna Kam karna hoga tab hi kamyabi possible hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Treading karty howy bary sy bara treader ko bhi loss ka samna karna parta hai

    G han bilkul thk kaha apny chahay jitna b koi professional trader hoye loss ka samna krna pr skta h ku k mprofit or loss part of business hn bs hmein loss ko recover krna seekhna hoga or apni learnin g b best krni hogi skills b loss ko face krna or recover krna seeklhna chye or khd ko prepare rkhna chye k loss b hoskta loss bsy kbi disheart na hon or kbi b thory balance p zyada trade na krein aik waqt m aik trade krein account ko secure rkhein..
    Last edited by ; 14-06-2020, 05:10 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Treading karty howy bary sy bara treader ko bhi loss ka samna karna parta hai

      G han forex trading men loss business ka hissa hey iss liay expert traders ko bhi loss ho jata hey lekin forex trading men kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish kartay hen aur phir pahlay se ziyada mehnat kartay hen aur kamyab ho jatay hen
      • #4 Collapse

        Re: Treading karty howy bary sy bara treader ko bhi loss ka samna karna parta hai

        is business main kitna bhe experience q na gain kar lo is main apko nakami ka samna to karna he hota hae q ke yeh forex trading hae is main market par hum kabhe bhe bhrosa nhe kar sakte hain to is waja se hamen bhe cahiye ke hum is mains afe and secure rrading karen q ke yeh aik esa business hae jis main sab logon ko h loss hota hae jo log is main kam jitna cha bhe kar len lakin un ko loss to phir bhe hot hae to is waja se kisi bhe member ko loss se ghabrana nhe cahiye balke un ko cahiye ek wo apne loss ko recover karne ke oshish karte rahen take wo is main kamyab bhe ho sakne or ache tarah se isko seekh kar is main wo trading bhe kar sakne or aik ache trader beh ban sakne to is liye sab ko acha kam karna cahiye
        • #5 Collapse

          Re: Treading karty howy bary sy bara treader ko bhi loss ka samna karna parta hai

          Ji bilkul trading karte hue is platform per yah trading account per traders ko bhi loss hota hai Hamen kabhi bhi Himmat Nahin Harni chahie Yahan per Agar Ham Himmat Har kar kam kar dete Hain To Ham Kabhi Kamyab Nahin Ban Sakte To Apne loss ko face karna hoga Kyunki Ham Apne loss ko face kar market Mein successful ho sakte hain Jo Bhi zyada mehnat Karta Hai woh Hamesha Kamyab hota hai Hamesha apne aap aur aapka Hamen Hamesha zyada mehnat Karni Hogi
          • #6 Collapse

            Re: Treading karty howy bary sy bara treader ko bhi loss ka samna karna parta hai

            ji han aap bilkul theek kah hai chahe jitne se jitna Bada Hi trader kyon Na Ho usse bhi Na kami ka samna karna padta hai aur vaise vahi trader kamyab hota hai jo apna Kam mein se darta nahin hai balki usse accept karta hai kyunki yah kam ka hissa hai isliye vah ek kam trader ban jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Treading karty howy bary sy bara treader ko bhi loss ka samna karna parta hai

              is reading main aapko hamesha kabhi Na kabhi toh har ka samna karna padta hai kyunki yah ek aisa Kam hai Jahan per aapko kabhi jyada kamyabi milati hai aur kabhi nuksan ka samna karna padta hai chahe jitna hi bara trader kyon Na Ho usse bhi dekhen bhi ka samna karna padta hai kyunki yah kam hi aisa isliye hamen chahie ki Ham se bhagaya nahin balki ise set Karen aur apna kaam ko jyada behtar Ada Karen
              • #8 Collapse

                Re: Treading karty howy bary sy bara treader ko bhi loss ka samna karna parta hai

                Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex trading ek best business hay forex trading treading ma bhut zadya acha trader ko use karna chley aur bhut zadya experience aur knowledge ka sath trading karna chlye aur soch samjh kar treading karna chley phir hum kamyab hu sakty hya phir acha profit hasil kar sakty hay
                • #9 Collapse

                  Re: Treading karty howy bary sy bara treader ko bhi loss ka samna karna parta hai

                  gi han bray sy bray trader ko treading karty wakat loss ka samna karna parta ha kabhi kabhi miss understanding ho jati ha our tade loss mein chali jati ha ye kabhi kabhi hota ha warna tu on ky pas bara experience hota ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Treading karty howy bary sy bara treader ko bhi loss ka samna karna parta hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ertugralgazi پيغام ديکھيے
                    Assalam walekum ji bilkul trading karte hue bade se bade trader ko bhi loss ka samna karna padta hai kyunki last aur profit har business ka ek important part hota hai trading karne ke liye ye hai hamare pass kitna hi acha experience aur knowledge kyon Na Ho hamen loss hota hi hai isliye agar hamen loss Ho to hamen tension nahin leni chahie himmat se kam Lena chahie agar Ham himmat har jaate Hain aur Sabar nahin karte ham to Ham kabhi bhi kisi bhi kaam mein kamyabi hasil nahin kar sakte agar kamyabi hasil karni hai to mehnat se lagane se aur Puri imandari ke sath Apna Kam karna hoga tab hi kamyabi possible hai
                    kisi bhi business mein profit or loss hony ko part of business kaha jata hai or jaha per profit ho raha ho waha per loss agar ho bhi jay to zyada feel nahi hota q k hmara khyal yahi hota hai k hmy agar is wqt nuksan horaha hai to koi bat nahi hai agli dfa profit bhi ho jay ga is liye hm dis heart nahi hoty or hona bhi yahi chahey.tabhi hmy kamyabi mil skti hai.
                    "Dream bigger. Do bigger"
                    (mahroosh)
                    :1f607:


                    • #11 Collapse

                      Re: Treading karty howy bary sy bara treader ko bhi loss ka samna karna parta hai

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ertugralgazi پيغام ديکھيے
                      Assalam walekum ji bilkul trading karte hue bade se bade trader ko bhi loss ka samna karna padta hai kyunki last aur profit har business ka ek important part hota hai trading karne ke liye ye hai hamare pass kitna hi acha experience aur knowledge kyon Na Ho hamen loss hota hi hai isliye agar hamen loss Ho to hamen tension nahin leni chahie himmat se kam Lena chahie agar Ham himmat har jaate Hain aur Sabar nahin karte ham to Ham kabhi bhi kisi bhi kaam mein kamyabi hasil nahin kar sakte agar kamyabi hasil karni hai to mehnat se lagane se aur Puri imandari ke sath Apna Kam karna hoga tab hi kamyabi possible hai
                      Forex ki market ke andar Jab ham log bahut acche tarike se kam karna start kar dete Hain To Ham Logon Ko is market ke andar Ek Mushkil aur dekhni padati hai vah yah hoti hai ki Hamen bade bade traders ko bhi is market ke andar face karna padta hai market ke andar bahut bade bade traders Hote Hain Jo ki market ka trend change kar dete Hain Jiski vajah se Ham Logon Ko market mein bahut Mushkil Ka Samna karna padta hai isliye Ham Logon Ko proper planning ke sath kam ko sikhana chahie
                      When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                      :)
                      (AbdulWahab33)
                      • #12 Collapse

                        Re: Treading karty howy bary sy bara treader ko bhi loss ka samna karna parta hai

                        Assalamu Alaikum Kaisa kya apne for Maya ke hain yah trading karte hue Bada Se Bada tradable Oscar Gaye Sawal bahut achha hai Kyunki jab tak Koi Bhi trailer launch Karega tab tak ismein experience nahin kar sakta Agar Ham Chahte Hain Ham ismein Se Zyada Kami Abu Jan To Hamesha aise hi mehnat Karni chahie Jo log ismein Jyada Main Karte Hain jismein koi bhi Aisa Nahin Hai Jo hundred percent trading profit Main Karta Hun koi bhi Aisa Nahin Hai Is Duniya Mein Kyon Ke Jab tak Los Nahin Karenge tab tak Ham ismein kamyabi Nahin ho sakte Hamen money management Ka Sahara Lena chahie jisse Hamen Apne dost ko bhi recover karna chahie aur profit kaise karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Treading karty howy bary sy bara treader ko bhi loss ka samna karna parta hai

                          dear friend lloss busnes ka ak hesa hy as min hum ko bahtere km krna cahye ur as say bahteren earning hasel krny keley ak to as min lalach mt karen qu k lalchkrny say hi ap khatam ho sakty hain ur asa apmko zaror karn chaye t k p as min bahteren kam say ach kuch hasel karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Treading karty howy bary sy bara treader ko bhi loss ka samna karna parta hai

                            forex busniss pay aap ka jitna bhe experins q na ho aap ko loss ho sakta hay. q n ke baz aoqat aap news ko bhe follow karte hay aor sath sath aap khud bhe analysis bhe karte hay lakin phir bhe market ka koi pata nahi hota hay kub kisi taraf movement kar jaay aor aap ko loss ho jaay. lihaza yaha forex busniss may kisi ko bhe loss ho sakta hay. lakin jo log forex kay master hotay hay un logo ko bhut he kum loss hota hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Treading karty howy bary sy bara treader ko bhi loss ka samna karna parta hai

                              Business ke andar trading karne ke uski jarurat hoti Hai jab uske andar acchi si sala yah to tere ko apne kaun ko acche andaaz ke sath spend kar sake jitna aap apne kam ko control karenge uske andar acchi acchi quality karenge uske andar baithe facilitate of the tools use karenge utna jyada aapko accha sa business bahut jyada profit ke sath fayda bhi usi ke andar aap ki hardworking intellectual hue aur informative material ki vajah se deta hai isliye thoda sa kisi bhi mistake ki vajah se loss ho jata hai to uske andar disappoint ki jarurat nahin hoti kitna jyada aap apne is dauran confidence vah built karenge utna jyada aap uske andar himmat ke sath aur imandari Ke sath uske andar kamyabi hasil kar sakte hain ek achcha sa aur successful hota Hai ko hota Haiitna jyada aap apne account ke bare mein uski recognise karenge utna jyada aap uske bare mein information bhi hasil kar sakenge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X