Kis time trade karna ziyada faida deita he?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kis time trade karna ziyada faida deita he?
    Forex trading aik business he jis min market to har waqat hi movement min rehti he aur hum jis time chahin trade open karin aur jis time hum chahin trade ko close bhi kar sakte hin main ap sab se pochna chahta hon kis time pe humin trade karna chahye k ziyda se ziyda faida ho?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear time bht sy hain hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty or forex best kaam hai world ka hmy mehnat krni perti kafi zaida tub e kamyab ho skty hain weasy bht e mushkil hai teh kaam asaan ni hai
    • #3 Collapse

      In my opinion that the Forex market has the four srsion and we are work the session wide then we are perform the good and earn the money regular.
      • #4 Collapse

        Forex trading esa business hai k iss ko jitna b time dea jae utna hi is business se faida hasil hota hai. is k lea time ki koe limit nahi jitna bi time iss dea jae utna hi ap ko zyada faida hian. tmam log jin k pas time hai wo log bi iss busines ko kr skte hien orr wo log bi iss business kr skte hen jis k pas kam time hai.
        • #5 Collapse

          JNaab ibitda m trade kerna apko bht fiada bukhs bana sakta hu or ap bht bari margin sy munaafa' kama sakty hy
          • #6 Collapse

            trade karna us waqt theek hota hai jab aap market ko theek say analyse kartay ho is say aap ko profit b gain ho sakti hai or aap ko ziada chances profit k hi hotay hain or aap theek say earning kar sakty ho
            • #7 Collapse

              Asslam-o-Alakum my dear brother forex trading main hum Saturday and Sunday k ilawa kisi be time trade ker sekte hain but i think age 3.00 am se 6.00 am and 2.00pm se 8.00pm k time per trade lagai jay to ye ziada faida dati hai kuin k is time per market main movement ziada hoti hai.
              • #8 Collapse

                g bhai jaan mai to samjta humay time daily basis per he dena chaiey is say humay success gain hoge and is mai profit b humay theak say he mile ga
                • #9 Collapse

                  mery kahil main forex main trading karna ka koi best time nahi ha baat ya ha k jabb bi ap daiko k market ap ki fever main ja rahi ha taab ap apna order lago aur trading start karo lakin pahly market ko achi traha zorrar daik loo
                  • #10 Collapse

                    forex trading aik online business hay issko kernay ka koi time nahe hay aapkay pass jub bhe time hoo aap apni marzee say iss business kom join ker saktay hoo..
                    • #11 Collapse

                      forex to her wakt chal;tui hai per is ka ziada faiuda tab hay jab london ya europe ki market open hoti hai us men ap ziada say ziada trade keren to ap ko faida ho ga
                      • #12 Collapse

                        forex trading k liye koi khas time ki limit nahi hai ,forex market har waqt movement mein he rehti hai,up ,down,jab market boaht slow ho is mein movement ziyada na ho tu trade nahi kani chahiye,
                        • #13 Collapse

                          sir baat ya ha kjay wo apki mazri hy kay ap kis pay tarde krty hy lakin ma apko yahi kaho ga kay gara papkay pas experince hy to apko bs gold pay tarding krni chahiye takay apko koi bhi loss nai ho
                          • #14 Collapse

                            forex k trade mien hum lig yeh ni kah sakty k kes waqt hamain profit hota h mager market mien up down sham 4 bajy k bad sy ly ker rat 10 bajy tak hota h
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Trading aap 5 days main 24 hours main kisi bhi waqt kar saktay hain. Jab aap forex sey related website ko check karain to aap ko pata chalay ga keh market kis waqt tez ho sakti hy. Kuch traders slow market sey faida uthatey hain aur kuch traders tez market sey faida uthatey hain. Aap jab trading karain gey to aap ko judge ho jaye ga keh kis waqt market slow aur kis waqt tez hoti hy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X