tention free weekend in forex business ....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    tention free weekend in forex business ....
    Assalaam o alaikum kiya haal hay kessy hain sab members mere khiyaal main forex business main weekend kessi nahmat say kam nahi hamain ess weekend ko sahi enjoy karna chaheye oar ziyaada time apni family ko denaa chaheye ye 02 din ham trading say tention free hoy hain ess liay hamain apny domestic problems pe tawajja deni chaheye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: tention free weekend in forex business ....

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Thunder01 پيغام ديکھيے

    Weekend per aap Logon ke pass bahut sara time hota hai jismein aap log Forex ke liye bhi kam kar sakte hain matlab yah ke form per jo aap kam karte hain vah bhi Kante Kyon rakhte Hain trading Kyon kya aap log nahin kar sakte market closed Hoti Hai iske alava aap log weekend per Apne Ghar Walon Ko time de apni family ke sath ghumne ke liye Jaaye bye Kisi restaurant vagaira mein hai aur iske alava aap weekend per aap Logon ke liye best time hota hai ki aap next week ke liye apni trading planning kar le matlab jo bhi aap Logon Ne training Karni hoti hai uske liye aap log weekend per acchi planning kar sakte hain acchi trading strategies bna kar next week ke liye aap log 1 trading setup banaa sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: tention free weekend in forex business ....

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Thunder01 پيغام ديکھيے
      Assalaam o alaikum kiya haal hay kessy hain sab members mere khiyaal main forex business main weekend kessi nahmat say kam nahi hamain ess weekend ko sahi enjoy karna chaheye oar ziyaada time apni family ko denaa chaheye ye 02 din ham trading say tention free hoy hain ess liay hamain apny domestic problems pe tawajja deni chaheye
      salam dear member apny sahi kaha ha hum weekend py free hoty hn is liye humy yh time apni family ko dena chahiye weekend me relax krna chahiye is liye week k sare days me mehnat sy kam kren or week k end py acha bonus aye ga is sy apka weekend acha ho jaye ga apko pta chly ga or khushi bhi hogi k apny pure week me acha kam kia haor ap weekend acha guzr rha...
      • #4 Collapse

        Re: tention free weekend in forex business ....

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Thunder01 پيغام ديکھيے
        Assalaam o alaikum kiya haal hay kessy hain sab members mere khiyaal main forex business main weekend kessi nahmat say kam nahi hamain ess weekend ko sahi enjoy karna chaheye oar ziyaada time apni family ko denaa chaheye ye 02 din ham trading say tention free hoy hain ess liay hamain apny domestic problems pe tawajja deni chaheye
        Yes dear ais market mai sab se achi baat ye hai k hum ais market mai agar kaam karty hai to hum ko ais mai ye faida ho jata hai k hum weekend par rest kar sakty hai aor apni family ko time de skaty hai ais market mai hum ko kama karny k liay ais market mai kaam sekh lena chaye ta k hum apna weekly target pora kar ley aor kaam acha kar ley.
        • #5 Collapse

          Re: tention free weekend in forex business ....

          Walaikum salam bro aap sahi kah rahe ho forex mein weekend kisi nemat se Kam nahin pura week trading karne ke bad hamen 2 din aaram ke diye jaate Hain jisse trader aaram par sake aur yah weekend ke din kisi nemat se Kam nahin forex trading mein hamen bahut si facilities Di ja rahi hai jisse hamen bharpur fayda uthana chahie aur mehnat aur Puri imandari ke sath kam karna chahie jitna achcha aur Maya re kam karenge aur jitni jyada mehnat dikhayenge fayda bhi utna hi jyada achca hoga Jo mehnat karta hai vah kabhi Bhi Na Kam nahin hota kamyabi bhi mehnat Karne wale ko hi milati hai hamesha mehnat karte rahana chahie aur forex ke kam to samajh Kar aage badhana chahie jitna achcha kam karenge fayda utna hi achcha hasil hoga
          • #6 Collapse

            Re: tention free weekend in forex business ....

            Dear weekend k 2 din hamary pass bahut zayaada free time hota hai aur ham apni family ko bhi full time dy sakty hain aur forex trading aur pak forex forum bhi acha time dy sakty hain aur aj kal tu corona virus ki waja se weekend par ham bahr ni ja sakty aur bazar bhi band hain tu ham ghar mein reh kar forex trading ko full time dy sakty hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: tention free weekend in forex business ....

              Mera khayal ha yeh bahut achi chez ha jo k forex ki market weekend pay close hoti ha. Forex mn yeh do din chutti k hotay hain to hamin yeh do din sahe enjoy krnay chaheay aur jitna ho skay apni family aur dosto k sath time guzarna chaheay ici mn hmara faida ha. Agr week k seven days trading ho to hmain har wqt trading ki tension ho so i think hmaray leay yeh weekend bahut ziyada useful hota h aur hum tension free ho k weekend enjoy kr sktay hain. Aur mesamjhta hun acha ha k Saturday aur Sunday ko forex market close hoti ha nai to hum in do dino mn bhi trading say baz na atay.

              اب آن لائن

              Working...
              X