Kia non emotional ho kar planning work karna behtar hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia non emotional ho kar planning work karna behtar hay?
    Forex ki market Mein ham log Jab Bhi kam kar rahe hain kya Ham Logon Ko emotional hokar kam karna chahie ya FIR Ham Logon Ko Apne emotions ke upar Hamesha control Rakhna chahie aap log emotions free hokar kam karte hain ya FIR motions ke sath kam karte hain aur ek cheese yah hai ki kya ham log planning ke sath kam Karke is market ke andar Kamyab ho sakte hain ya FIR Ham Logon Ko unplanned hokar kam karna chahie?
    When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
    :)
    (AbdulWahab33)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia non emotional ho kar planning work karna behtar hay?

    Yes dear agar aisy kam karen to bahot best hay, forex men emotions say kam karnay walay traders hamesha nakam rahay hen hamen chaye kay lear kar kay kam karen na kay emotional ho kar forex men ek khas kisam ka mechanisim kay hay jisy follow kar kay ham forex men acha profit kama sakty hen agar ham aisy kam ni karen gy to ham loss karen gay.
    • #3 Collapse

      Re: Kia non emotional ho kar planning work karna behtar hay?

      Jo log forex trading men ziyada profit ya ziyada loss ki waja se emotional ho jatay hen woh nakam ho jatay hen iss liay non emotional ho kar forex trading ko serious len aur loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay tu phir zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Kia non emotional ho kar planning work karna behtar hay?

        Hamen Agar Yahan kam karna hai jazbati ho kya nahin karna chahie Hamen Inteha Hai Soch Samajh Ke Sath kam karna chahie Agar ham tukky ke sath trade Karenge lalach Mein Aakar trade Karenge Hamen loss hoga
        • #5 Collapse

          Re: Kia non emotional ho kar planning work karna behtar hay?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: AbdulWahab33 پيغام ديکھيے
          Forex ki market Mein ham log Jab Bhi kam kar rahe hain kya Ham Logon Ko emotional hokar kam karna chahie ya FIR Ham Logon Ko Apne emotions ke upar Hamesha control Rakhna chahie aap log emotions free hokar kam karte hain ya FIR motions ke sath kam karte hain aur ek cheese yah hai ki kya ham log planning ke sath kam Karke is market ke andar Kamyab ho sakte hain ya FIR Ham Logon Ko unplanned hokar kam karna chahie?
          Aapki baat theek hai ki Hamen emotional Hona Nahin chahie Jab Bhi aap Logon Ko nuksan Ho Jaega protrading main aap Logon ki Jod trading entries Hai vah Jyada nuksan Mein Chal Rahi Ho To Aisi condition mein aap log apni planning jo aap karte hain vah acchi Nahin Hogi nuksan hone ke bad aap log Hamesha acche time ka vate Karen aur jab market mein aap Logon Ko Achcha time Najar Aaye reading karne ka use time aap log apni acchi planning Karen aur acchi planning karne ke bad aap log Apne analysis se check Karen Kyunki analysis ki base per aap log bahut acchi trading kar sakte hain jitne acche tarike se aap log market ke analysis Karenge itna hi aap Logon Ko fayda Milega aur planning acchi hone ki vajah se aap Logon Ko market Mein acchi earning mil sakti hai emotional hokar Kabhi Bhi Na soche aur emotional statement main aap Logon Ko kabhi bhi acchi planning nahin kar Sakenge.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Kia non emotional ho kar planning work karna behtar hay?

            Hamen Agar Yahan kam karna hai jazbati ho kya nahin karna chahie Hamen Inteha Hai Soch Samajh Ke Sath kam karna chahie Agar ham tukky ke sath change Karenge lalach Mein Aakar alternate Karenge Hamen loss hoga

            اب آن لائن

            Working...
            X