Trading karty waqat sabar karny se kam loss or zyada profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading karty waqat sabar karny se kam loss or zyada profit
    Dear member trading k doran agar ap apny dil ko or jazbat qabo rakhin or market ko dekhty rahen to ap ko acha profit hasil hoga or loss kam hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading karty waqat sabar karny se kam loss or zyada profit

    Trading karte hue sabse pahle hamare pass Ek acchi analysis honi chahie aur uske bad Jab Hamen Ek trade Laga Lete Hain To Uske bad Hamen Subah Se vate karna chahie Kyunki Jis time frame mein aapane A trade Lagai hoti hai aapko use time frame ke mutabik ki usse Ka vate Karna chahie aur apne profit Ka Intezar Karna chahie jaldi Mein Aakar aap koi bhi galat Faisla kar sakte hain Jiski vajah se aapko nuksan ho sakta hai isliye Hamesha trading karte hue Sabar se kaam Lena chahie
    • #3 Collapse

      Re: Trading karty waqat sabar karny se kam loss or zyada profit

      اصل پيغام ارسال کردہ از: zaman32 پيغام ديکھيے
      Dear member trading k doran agar ap apny dil ko or jazbat qabo rakhin or market ko dekhty rahen to ap ko acha profit hasil hoga or loss kam hoga
      dear Forex forum pay kamyabi hasil karne ke liye aapko Forex trading ke liye jyada time rakhna hoga Forex trading ke andar aapko chahie ki aap demo account ke upar jyada se jyada practis Karen aur acchi tarike se apni quality learning kar sake isliye hamen chahie ki Ham agar apne form ke upar kamyabi hasil karte Hain to apne dehleez target ke sath sath apna boss bonus ko increase Karen aur sath sath apni trading account ke upar practically work karke apne trading ke andar profit ko maximize kar rahe.
      • #4 Collapse

        Re: Trading karty waqat sabar karny se kam loss or zyada profit

        Jin logon men sabr aur patience nhi hota woh forex trading men kabi kamyab nhi ho saktay kiun k iss men loss aur profit hota hey iss liay her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen aur sabr se kam len aur phir mehnat karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Trading karty waqat sabar karny se kam loss or zyada profit

          assalamu alaikum ji haan sab trading mein kamyabi ki jamanat hai hamen jo bhi post lagani hai trade lagani hai to usse pahle sabar karna chahie aur lalach se bhi bachana chahie Ham jitna jyada sawar ke sath friend karenge Ham utna acha profit cancel karenge aur loss bahut kam hoga isliye hamen chahie ki Ham jyada se jyada pahle sikhen samjhe per jakar trade Karen aur sabar se Hi Kam Leta kya aap acche trader Ban sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading karty waqat sabar karny se kam loss or zyada profit

            Dear forum members mery khayal sy trading mein sabre karna hi San sy bari kamyabi hy kyo k hum aik achee trading k liye sabre Karen aur market ko watch karty rahen kyo k jaldbazi mein hum bohat loss Kar sakty hain aur market ki samjh nahi lag sakti
            • #7 Collapse

              Re: Trading karty waqat sabar karny se kam loss or zyada profit

              Apki bat bilkul thek hay trading karty waqat sabar say kam lena chahiy profit ho ya loss sabar dono sorat main krna chahiy agr profit mil jay to b sabar krain aur zyda profit ka lalch na krain aur agr loss ho jay phr b sabar krain aur mehnat say loss ko recover krny ki koshish krain.
              • #8 Collapse

                Re: Trading karty waqat sabar karny se kam loss or zyada profit

                Mere Aziz dosto hame wese bhi har haal me sabar aor Allah ka shukar Ada karte rehna chahiey q keh ham musliman hai aor hame Allah ki zaat par tawakal karna chahiey friends forex ko hame ziada se ziada kaam karna chahiey achi trading Kare sabar Kare.
                PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                • #9 Collapse

                  Re: Trading karty waqat sabar karny se kam loss or zyada profit

                  Yes dear during trading apny emotions ko control karna chahiye aur sabar k sath trading karni chahiye kyun k forex trading market mein price vary karti rehti hai but agar ham emotional ho jayen gy aur sabar se kam ni karyn gy tu ham se ghalt faisly hon gy is liye hamesha patience k sath kam karyn aur analysis karyn aur achy point se trade lagayn aur jald bazi se kam na karyn is market mein jis k pass knowledge aur practice zayada hogi tu uski trading achi hogi
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading karty waqat sabar karny se kam loss or zyada profit

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: zaman32 پيغام ديکھيے
                    Dear member trading k doran agar ap apny dil ko or jazbat qabo rakhin or market ko dekhty rahen to ap ko acha profit hasil hoga or loss kam hoga
                    forex trading mein humara sabar humari kamyyabi ka best zariya hai isleye humen trading karte waqat sabar karna chahey or agar humen forex trading mein loss bhi ho jaey to bhi humen sabar hi karna chahey or humen sabar ka daman kabhi bhi nehi shorna chahey or jo log forex trading mein sabar karte hain whohi log kamyyab bhi hote hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X