Hasitation bhi emotional trading ka hissa hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hasitation bhi emotional trading ka hissa hai.
    Dear traders, trade open kerne mein hasitation trader tab hi feel kerta hai jab trade ke bare mein wo confuse hota hai. Aur ager wo us trade ko open ker laita hai tu es ka matlab yeh hai ke us ne emotional trading ki. Jo ke bahut hi dangerous trading hai. Humaen bar bar emotional trading se manah esi liye kiya jata hai ke emotions ke sath trading achi trading nahi hoti.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hasitation bhi emotional trading ka hissa hai.

    Trade confidence sy karni chaye, koi bhi kam hay jis men experience na ho to us men hesitaiton rehti hay to aisi situation sy nikal kar hamen kam karna ho ga aor ham aisi situation sy tab he nikal sakty hen jab hamen kam karny ka experience ho ga aor ham apni knowledge share kar kay dosry members kely faida ka bais banen gay to hamen learn karna chaye phir hesitation ni ho ge.
    • #3 Collapse

      Re: Hasitation bhi emotional trading ka hissa hai.

      Yes forex ma hamy emotional ni hona chahe. Emotional ho kar agr ham trade karyn gy to hamara he nuksan ho ga. Forex ma hamy small lot k sath hamesa small profit k bary ma sochna chahe. Jo trader big lot sy rich hony ki khosis kartyn hain wo hamesa nakam he rehtyn hain. Forex ma fresh mind sy work karna chahe.
      • #4 Collapse

        Re: Hasitation bhi emotional trading ka hissa hai.

        hamain apny emotion ko kabo main rakhan ho ga tab hi hum real main kam kar skaty hain aur hamain acha trader banay say pahhly is k rules ko follow karna ho ga ab hi hum suces sh on gay uar hamain is forum main part time main bi job ka rk hi hum achi trade karni ho gi aur hamain knnowldge ho ga tba hi hum achy say trade karny main bia snai ho saky gi earn ho
        • #5 Collapse

          Re: Hasitation bhi emotional trading ka hissa hai.

          Forex trading men jin logon k pass acha knowledge aur experience nhi hota iss liay unn ko market ki movement ki samaj nhi ati iss liay unn ko trade lagatay waqt hesitation hoti hey k kahen ghalt trade nah lag jay aur agar acha profit ya loss ho jay tu phir bahut ziyada emotional ho jatay hen iss liay ghalt decision kar detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey
          • #6 Collapse

            Re: Hasitation bhi emotional trading ka hissa hai.

            hamy emotions ko qbao mai rahk ky kam karna ho ga hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai kamk ar skayt hain hum is mai agar greed ban ky kam ary gy to hamara acount band ho jy ga humgar mai bath kra is mai kam kar skaty hain is mai kamm karny ky luiey hamy ksie be office mai jany ke need nahi hote ya aiklegal business hain
            • #7 Collapse

              Re: Hasitation bhi emotional trading ka hissa hai.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
              Dear traders, trade open kerne mein hasitation trader tab hi feel kerta hai jab trade ke bare mein wo confuse hota hai. Aur ager wo us trade ko open ker laita hai tu es ka matlab yeh hai ke us ne emotional trading ki. Jo ke bahut hi dangerous trading hai. Humaen bar bar emotional trading se manah esi liye kiya jata hai ke emotions ke sath trading achi trading nahi hoti.
              Yes dear ais market mai hum ne agar kaam karna hai to hum ko ais market mai khud trading karni ho gi aus k baad hum ais forum par tab hi kamyab ho sakty hai jab hum ais market mai acha kaam karty hai to hum ko ais mai faida ho jata hai ais forum par hum ko mehnat karni ho gi aus se hum ko faida ho jaye ga hum agar ais forum par mehnat karty hai to hum ko ais mai faida ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Hasitation bhi emotional trading ka hissa hai.

                Ji bilkul theek kaha Hai ap ne hasitation se ap trade jo open kerte haen wo achi trade nahi hoti wo hamaisha kem or trade hoti Hai. Aisi trade ko open na Kiya kraen. Aur yeh yad rakhaen ke yeh bhi emotional trading ka aik hissa ha. Aur ap jante haen ke es qisam ki trading kitni khaternak Hai. Es liye es se Bachaen.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Hasitation bhi emotional trading ka hissa hai.

                  emotional way mein ki jany vali trade ko ghalat is leye kaha jata hai q k us mein hum trade pr fully focus nai kr patty hein,us mein loss k chances zayada hoty hein,is leye agr hum kisi trade k bary mein confuse hein ,hamary pass us ka axha knowledge nai hai to hamein us trade se avoid karna chaheye q k hum us pr full focus nai kr sakty r profit axha earn nai kr paty,..

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X