Forex trading mein jaldbazi hamari bahut badi dushman hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein jaldbazi hamari bahut badi dushman hai.
    Assalamu alaikum
    dear member agar Ham forex trading karte hue jaldbazi se kam karte Hain to Ham forex trading mein kabhi bhi ek accha profit hasil nahin kar sakte aur na hi Ham forex trading mein kamyab ho sakte hain is tarah hamen forex trading mein loss ka samna karna padta hai hamen chahie ki Ham forex trading mein knowledge or experience ke sath kam Karen aur is main kabhi bhi humko jaldbaji nahin karni chahie hamen relax hokar fresh mind ke sath forex trading main work karna chahie aur money management ko follow karte hue hamen is mein kam karna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein jaldbazi hamari bahut badi dushman hai.

    Forex trading main jaldbaji ki vajah se hamen kafi different result milte Hain mean to say ke agar aap forex trading mein jaldbazi karenge to fir aapane apna nuksan shuru kar diya hai main dekhta hun ki bahut sare log yahi baat kar rahe hote Hain ki aapane jaldbaji nahin karni aur forex forum mein poochhi share karni hai jo trading ki related ho aur aapane power trading bhi nahin karni aapne bilkul logon ki baaton se agri hona hai aur trading mein aapane limited aur jald baat hi nahin karni Varna aap trading mein jaldbaji ki vajah se aap bahut jyada disturb honge aur aap kabhi bhi achi result nahin de sakte aapane acchi performance acid karne ke liye bahut hi achcha aur cool mind ke sath trading karna hai forex trading aasan nahin hai agar aap har chij ko main karenge tab jakar aap successful trader bante Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein jaldbazi hamari bahut badi dushman hai.

      forex aik onlien ro kabe be band na hony wala business hain hum is mai bager balance acount bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greey ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga hum is mai agar bager learning ky kam kray gy to hamara acount baned ho jy ga hum is maiapne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain asnae sy
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein jaldbazi hamari bahut badi dushman hai.

        ap nay shi kha hy humain es main trade kurtay waqt jald bazi saaay apna kam nhi kurnaa chahiyay agar hum es main apna kam jald bazi say kuray gay to es say humaain loss ho jaya gaaa jald bazi humari bht buri dushmun hy es lyay humain es main apna kam jald bazi saaay bilkul bhi nhi kurnaa chahyay agar hum es main apna kam jald bazi say kuray gay to es say humain es main kafi sara nuqsan ho jay gaaa to es lyay humain aisa nhi kurna chahiyay or humain hamesha es maain apna kam sakoon kay sath kurna chahiyay
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein jaldbazi hamari bahut badi dushman hai.

          Assalam o Alikum,, forex tradi g ak normal r relex mind ksat krny wala bussiness h jo members apni trading k doraan juld bazi ma decisions laty jrn9 un k woi decisions un k loss ki wja bnty hein.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein jaldbazi hamari bahut badi dushman hai.

            Ji bilkul theek kaha hai ap ne forex trading kerte waqat kisi bhi step pe jaldi nahi kerni chahyea. Chahe ap trade open kerne lage hoon ya trade close kerne lagy hoon ap ko chahyea ke ap achi tarha analyse ker ke phir trade open karaen. Jaldi kerne se ap ghalt decisions le laen ge Jo ke nuqsan ki wajah Ben saki haen.
            Last edited by ; 13-06-2020, 02:26 PM.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein jaldbazi hamari bahut badi dushman hai.

              Asslam o alakuim forex main kam krnay k liy yahi asol apna lana chahiy ky jo bhi step lana hy soch smjh kr lana hy kbi jild bazi nhi krni q k jild bazi sa hamasha loss hota hy khty hain na jildi ka kam shatan ka to shatan waly kisi bhi kam main kamyabi nhi mil skti is liy mind ko active rakh kr apni sari mhnat laga kr kam kray agar koi bhi issue aa rha hy ap ky pas us ka knowldge nhi hy to senior sa mashwara kr lain kisi sa gude line lay ky phr kam kray asy jildi main koi bhi step na lain jo ap ky loss ka sabab banay agar hm jild bazi sa kam kray gay to is sa hamain loss ho ga lazmi q k jildbazi forex main hamari dushman hy or dushman kbi bhi hamain kamyab nhi hony data
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein jaldbazi hamari bahut badi dushman hai.

                Hamen trading ke time jaldbaji nahin karna chahie market ki movementper Najar rakhni chahie aur Market ke latest trend ko study karna chahie Jo shak market ko analyse padta hai vah apni train ko Kamyab kar leta hai because vah Mhnati Insan hota hai vah apni mehnat ke sath Kyon possible ko bhi possible banaa leta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein jaldbazi hamari bahut badi dushman hai.

                  ji han aapane bilkul theek kaha Forex main jaldbaji hamari sabse badi dushman hai hamen apni dushman ko khatam karna chahie aur jaldbaji nahin karni chahie jyada pass hi karne se hamesha nuksan hota hai hamen soch samajhkar kam karna chahie aur Forex trading Mein achcha profit Hasil karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein jaldbazi hamari bahut badi dushman hai.

                    gee han dear agar hum forex main jald baze kairn gay to hum forex main loss kar lain gya forex main hamain soch samjh kay or lagan say kam karna hoga pher he hum ismain kamyab hongay forex iak best online business hai hamian is main acha or quality wala kam karna pher he hum ismain kamyab hon gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein jaldbazi hamari bahut badi dushman hai.

                      G hy bilkul hm forex treating Main kbhi bh jeldbzi nhi krni chya ugr aysa kra ga to hm kbhi bh kamyb Nhi Ho ga is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra achi qulit ka kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga konwldg or experience sa achi qulit ka kam kra ga utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky jitna subr sa kam kra ga utna hi kamyb Ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein jaldbazi hamari bahut badi dushman hai.

                        G han bilkol q k jald bazi karny waly ko serf or serf nuksan he hoga ager hum sabar sy kam nahi karen gy or jald bazi karen gy to zaror hamin nuksan hoga q k jald bazi shetan ka kam hy or shetan hamara dushman hy so hamin sabar ay kam karna chaiy
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein jaldbazi hamari bahut badi dushman hai.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq khan786 پيغام ديکھيے
                          Assalamu alaikum
                          dear member agar Ham forex trading karte hue jaldbazi se kam karte Hain to Ham forex trading mein kabhi bhi ek accha profit hasil nahin kar sakte aur na hi Ham forex trading mein kamyab ho sakte hain is tarah hamen forex trading mein loss ka samna karna padta hai hamen chahie ki Ham forex trading mein knowledge or experience ke sath kam Karen aur is main kabhi bhi humko jaldbaji nahin karni chahie hamen relax hokar fresh mind ke sath forex trading main work karna chahie aur money management ko follow karte hue hamen is mein kam karna chahie
                          forex trading mein jaldbazi humare bounce account keley bohat hi dengrase hoti hai or forex trading mein loss hone ki waja bhi banti hai isley humen forex market mein trade lagane mein kabhi bhi jald bazi nehi karni chahey or jaldbazi se hamesha bachna chahey.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein jaldbazi hamari bahut badi dushman hai.

                            Ji aapane Sahi kaha hai ki Forex trading mein jaldbazi Hamari bahut badi Dushman hai Kyunki Jab Ham trade karte waqt jaldbazi Karenge To isase Ham Apna experience use nahin kar Sakenge Jiski vajah se Hamari trade loss Mein Chali Jayegi

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X