Aik kamyab trader aur nakam tradr main Ferq.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik kamyab trader aur nakam tradr main Ferq.
    Koi bi traders forex main paidaishi expert ni hota Hy wo Mehnat krta Hy seekhta Hy aur us k bad us main kamyab hota Hy to Jo traders forex main nakam hoty hain uski main waja yeh Hy k wo emotional ho , Profit k liy ziada lalach aur Bina knowledge aur experience k trading perform krty Hain in sab cheezon sy bachna chahiy aur kamyab trader wo hoty hain Jo seekh k skills k sath annylsis k sath aur aik mokammal market ki observation k sath trading krty Hain isi liy wo ziada kamyab ho jaty Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik kamyab trader aur nakam tradr main Ferq.

    aik kamyab trader ki quality yah hoti hai k wo apni trading main zyda profit leta hai or kam loss ko face krta hai or jo nakam trader hota hai os ki trading k experience main loss ki ratio zyda hoti hai bus yahi kamyab trader or nakam trader ki nishani hoti hai es liye apko soch smjh kar he ap trading karni chahye jis se ap kamyab ho kar achi trading kar skty hain achi trading k liye demo account main bhi trading kar skty hain demo account main ap jub trading ki practice karty hain tu ap os main trading ka experience gain karty hain jis se ap real account main trading ko bahter karty hain or real account main achi trading kar k acha profit haisl karty hain
    Last edited by ; 13-06-2020, 01:15 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Aik kamyab trader aur nakam tradr main Ferq.

      aik kamyab trader woh hota hy jo es main apna kam apni mehnat kay sath kurtaa hy woh es main kamyab hot hy or woh aik kamyab trader bhi hota hy or aisa trader jo es main yeh sochta hy keh mujhay meray luck ki wajha say successs gan ho jay gii or woh es main apna kam mehnat say nhi kurtaa hy to aisay trader jo hotay hain un ko es main nakami milti hy or aisay trader nakam htay hain es lyay humain apnay lck pay depend kurnay ki bjay a[naa km a[pni mehnat kay sath kurnaa chahiyay es say humain kafi faida hota hy or hum aik kamyab or aik expert trader bhi bun jatay hain
      • #4 Collapse

        Re: Aik kamyab trader aur nakam tradr main Ferq.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
        Koi bi traders forex main paidaishi expert ni hota Hy wo Mehnat krta Hy seekhta Hy aur us k bad us main kamyab hota Hy to Jo traders forex main nakam hoty hain uski main waja yeh Hy k wo emotional ho , Profit k liy ziada lalach aur Bina knowledge aur experience k trading perform krty Hain in sab cheezon sy bachna chahiy aur kamyab trader wo hoty hain Jo seekh k skills k sath annylsis k sath aur aik mokammal market ki observation k sath trading krty Hain isi liy wo ziada kamyab ho jaty Hain
        Dear aapane bilkul sahi kaha hai ki hamen kamyab hone ke liye apne form ke upar na kami ko nahin taslim karna chahie jitna Ham achcha kam karenge itna hi Ham trade mein jyada se jyada kamyab ho sakte hain trade mein kamyab hone ke liye hamen chahie ki Ham jitna bhi trading ke related knowledge hasil Karen usko sath sath apne demo account ke upar jarur practis Karen aur sath sath apne different strategies aur indicator ko bhi use Karen Taki UN sab ka use hamen real account mein sahi tarike se a jaen demo account ke upar profit kamane ka matlab yah hai ki 70% of real account ke upar bhi uska Kama sakte hain aur aapko time hai kaun ki vajah se badi acchi practis hoti hai trading ki.
        • #5 Collapse

          Re: Aik kamyab trader aur nakam tradr main Ferq.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
          Koi bi traders forex main paidaishi expert ni hota Hy wo Mehnat krta Hy seekhta Hy aur us k bad us main kamyab hota Hy to Jo traders forex main nakam hoty hain uski main waja yeh Hy k wo emotional ho , Profit k liy ziada lalach aur Bina knowledge aur experience k trading perform krty Hain in sab cheezon sy bachna chahiy aur kamyab trader wo hoty hain Jo seekh k skills k sath annylsis k sath aur aik mokammal market ki observation k sath trading krty Hain isi liy wo ziada kamyab ho jaty Hain
          Salam dear member kamiyab treader or nakam me farq bs itna ho skta ha k apka apna kam acha kren or ap zaida sy sekhny or knowledge hasil krny ki koshish kren is sy apko faida ha apka profit acha ho skta ha or jb tk ap kam ko sekhny gy ni smjhy gye ni tb tk ap kuch ni kr skty apko bs lose ho skta ha is liye best knowledge hasil kren acha kam kren or ap kamiyab ho skty hn wrna apko lose ho skta ha...
          • #6 Collapse

            Re: Aik kamyab trader aur nakam tradr main Ferq.

            Kamyb tredr wo hota jo kbhi bh apna account wash Nhi hina data blky apna loss ko acha konwldg or experience ky sath recovery kr lyta hy or nakam tredr wo hota hy jo hmsha apna account wash kr bhth hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra achi qulit ka kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt sa achi qulit ka kam kra ga utna hi kamyb Ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Aik kamyab trader aur nakam tradr main Ferq.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
              Koi bi traders forex main paidaishi expert ni hota Hy wo Mehnat krta Hy seekhta Hy aur us k bad us main kamyab hota Hy to Jo traders forex main nakam hoty hain uski main waja yeh Hy k wo emotional ho , Profit k liy ziada lalach aur Bina knowledge aur experience k trading perform krty Hain in sab cheezon sy bachna chahiy aur kamyab trader wo hoty hain Jo seekh k skills k sath annylsis k sath aur aik mokammal market ki observation k sath trading krty Hain isi liy wo ziada kamyab ho jaty Hain
              forex trading mein ek kamyab trader hota hai jo apna Kam jimmedari ke saath karta hai aur apne emotion ko control karte hue forex trading mein work karta hai aur ek proper knowledge or experience gain karne ke bad hi forex trading mein work karta hai is tarah vah forex trading se ek bahut hi accha profit hasil kar sakta hai aur ek nakam trader wo hota hai joki forex trading mein Koi bhi trade laga tha vah jaldbazi karta hai lalach karta hai aur emotion ke sath trade karta hai aur lot size ka Bada use karta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Aik kamyab trader aur nakam tradr main Ferq.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
                Koi bi traders forex main paidaishi expert ni hota Hy wo Mehnat krta Hy seekhta Hy aur us k bad us main kamyab hota Hy to Jo traders forex main nakam hoty hain uski main waja yeh Hy k wo emotional ho , Profit k liy ziada lalach aur Bina knowledge aur experience k trading perform krty Hain in sab cheezon sy bachna chahiy aur kamyab trader wo hoty hain Jo seekh k skills k sath annylsis k sath aur aik mokammal market ki observation k sath trading krty Hain isi liy wo ziada kamyab ho jaty Hain
                Kamyab trader Sirf trade krega gambler nh banega trader banega aur forex main jo lalach krta hia wo kbhi acha trader nh ban sakta forex duniya ka sb se bara online karobar hai use aap jitna deeep se dekhoge itna bara nazar aega aur utna e faide mang hoga magr trader kamyab wohi hota hai jo sirf thore profit p e khush rahe lalch na kre
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Aik kamyab trader aur nakam tradr main Ferq.

                  Assalam o alaikum. Bhut hi achi post ki ha kay kamyab traders aur nakam tradera main kiya ferq ha kamyab traders main ye bat hoti ha kay unnkay pass acha knowledge hota ha aur wo sakoon say kam kartay hain aur ziyada lalach main nahi aatay hain aur nakam traders main ye ferq hota ha kay unn kay pass ziyada knowledge nahi hota ha aur wo ziyada lalach aur jald baxi say kam latay hain aur iss main ba sabry say kam latay hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X