Na umeedi sy loss ziada hota Hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Na umeedi sy loss ziada hota Hy

    Forex ak achaa business hy is main loss and profit her buisenss ki trh sath sath chalty hain agar loss hota hy to is ky zimadar hm khd hoty hain wo hamari gaflat ki waja sa ata hy or agar hmain lagta hy hamara bonis hamari mhnat sa km aya hy to hamain mayos nhi hona chahiy himat nhi harni chahiy bal ky mhant wasy hi jari rkhni chahiy us los ko reocver krnay k liy try krna chahiy agar loss ho jany pr hm mayos or na umeed ho ky bhath nhi jana chahiy bak ly struggle krni chahiy k phr sa ye loss na ho yahi asal kamyabi hy mayosi ko bikul apny paas na any dain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Na umeedi sy loss ziada hota Hy

      Ji han mere doston bilkul sahi kaha aapane ki comedy se zyada hota hai mere bhai aapane ek comments misal Suni hogi ki ummid pe duniya kayam hai tu mere Bhai koshish Kare ummid na chhode mehnat se kam Karen jitni struggle aap karoge aapko kamyabi jarur milegi mehnat insan ki kabhi bhi jaaye nahin hoti tu jyada se jyada mehnat Karen acche se accha knowledge hasil Karen aapko kamyabi jarur milegi iske sath mere Bhai seniors ko follow Karen aapko achcha knowledge aasan hoga
      • #18 Collapse

        Re: Na umeedi sy loss ziada hota Hy

        ap nay shi khaa hy agar hum es main naumeed ho jatay hain to es naumeedi ki wajha say humain es main loss ho jata hy jis say humain es main loss ho jata hy to humain es main loss ay buchnaa hy or es kay sath sath humain es maain apni umeed kay sath achay say umeed kay sath es main apna kam kurnaa chahiyay takeh es trah hum es main apna kam kur sakay or es kay sath sath hum es main achay say kamayab bhi ho jay to humain es main es trha say apnaa kaaam kurnaa chahiyay or loss kay chances kum kurnay chahiyay
        • #19 Collapse

          Re: Na umeedi sy loss ziada hota Hy

          میرا عزیز دوست اس فاریکس کے کاروبار میں حقیقی ٹریڈنگ کو اعلی خطرے کے ساتھ اور اس کے ساتھ ساتھ تجارت کی صورت میں زیادہ حاصل کرنے کی مشق کرتے ہیں ۔ اس کی وجہ یہ ہے کہ ایک حقیقی فاریکس اکاؤنٹ اس کی طرف سے فنڈز فراہم کرتا ہے یا اس طرح کے تاجر کو اپنے جذبات اور لالچ کی سطح کو اچھی طرح سے منظم کرنے کی اجازت دے گی ، جو شاید ہی ایک ڈیمو اکاؤنٹ ٹریڈنگ کر رہا ہے. تجارتی نفسیات کی ضرورت ہے اور اس کے ساتھ ساتھ ٹریڈنگ کے قوانین کے مطابق عمل اکثر نظر انداز کر رہے ہیں.

          Asim's Trading Journal
          • #20 Collapse

            Re: Na umeedi sy loss ziada hota Hy

            g han bilkul sahi kaha ap nay forex may kamyab ho k lia ur acha profit kamany kay lia hum kabhi bhi na umeed nahi hona chahia ku kay jab bhi hum na umeed hon gain hum galt trade hi karyn gian ur loss utyn gain ku k na umeedy may hamry emotions shamil ho jaty han jo k forex may loss ki sab say bari waja banta hay is lia kabhi bhi na umeed nahi hona chahia.
            • #21 Collapse

              Re: Na umeedi sy loss ziada hota Hy

              Assalam o Alikum,

              g hmein apni trading ma agr kam profit r zayda loss ho rha h to hmrin naumeed hony ki bajay apny loss ki reason ko check krna cheaye r us ko solve krna cheaye
              • #22 Collapse

                Re: Na umeedi sy loss ziada hota Hy

                gee han dear agar forex main kam karty naumeede say kam karin gy to hum is main ziada loss kar lain gay hamian forex main achay say or bharosay say kam karna hoga pehr he hum is main kamyab hon gay forex main wohe log kmayab hongay jo is main acha or knowledge wala kam kairn gy
                • #23 Collapse

                  Re: Na umeedi sy loss ziada hota Hy

                  ji bilkul theek kaha na ummid se jyada labh hota hai agar Ham itna bhi loss Ho jaaye tab hamen shukr Ada karna chahie sabar se kaam Lena chahie aur acche bonus ki ummid rakhni chahie
                  • #24 Collapse

                    Re: Na umeedi sy loss ziada hota Hy

                    Forex trading members loss aur profit to sab business main hota he hai to trader loss daikh kar pareshan ho jate Hain aur usi tension main wo phr trading karte hue mazeed loss karta hai aur yeh aik natural process bhe stress main hum jab bhe trading karain to hum loss he karain ge aur ku ke hum already loss kar chuke hote Hain to na umeedi easily hamre mind mazeed loss ko nameedi se accept Karne ke liye ready hota hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Na umeedi sy loss ziada hota Hy

                      Ji haan na ummid se Lash bahut zyada hota hai Hamen forum Mein Na ummid Nahin Karni chahie balki Hamen Himmat ke sath work karna chahie agar humne Aise Mein kamyabi Hasil karni hai To Hamen hundred percent is per ummid rakhne chahie ki Hamen Achcha result Milega aur Hamari mehnat Kabhi Jaya Nahin Hogi tabhi Ham ismein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aur jo log na ummid Rahte Hain To wo ismein Kabhi Kamyab Nahin ho
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Na umeedi sy loss ziada hota Hy

                        Forex trading me loss hona is business ka hissa he profit and loss saath saath chalta rehta he lekin hamen na umeed hone ki bajaye apni trading knowledge ko behtar karne p kaam karne ki zarurat hoti he loss ziada ho to hamen trading strategy tabdeel karni chahie AP na umeed hote hen to iska matlab hota he k forex trading AP k bas ki baat nahi he lekin ap na umeed hone ki bajaye agar forex ko proper seekh k trading karte hen to apka loss bhi recover ho sakta he aur consistently profit Kama sakte hen forex me har Naya din opportunities lata he ab in opportunities se ham kis had tak faida utha pate hen ye hamari trading skills p depend karta he forex me professional trader ban'ne k lie hamen umeed k saath agey barhana chahie forex k lie time dena zaruri hota he lalach se hat k quality trade open Karen target set karne k bad forex rules ko follow Karen to na umeedi nahi hogi aur loss bhi Kam hoga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X