humain confidence say loss ka samna kurna chahiye or es ko recover kurna chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    humain confidence say loss ka samna kurna chahiye or es ko recover kurna chahiye
    ASSALAM O ALAIKUM:1f44d: agar humain es main loss ho jay to humain es ka saman himat kay sath kurrna chahiyaay or kbhi bhi es main apnay confidence ko lose nhi kuena chahiyay q keh agar hum confidence say loss ka saman kurtay hain to hum es ko asani say recover bhi kur saktay hain or es kay sath sath achi earn ng bhi gain ku saktay hain to humain hamesha loss ka saman kurna chahiyay or himat say kam kurna chahiyay:1f605:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: humain confidence say loss ka samna kurna chahiye or es ko recover kurna chahiye

    Ji Bhai Hamen confidence se loss ko Samna karna chahie aur isko recover karna chahie Kyunki jab tak Ham Sahi tarike se loss pandel Nahin Karenge tab tak Ham Kabhi Kamyab Nahin Hogi isliye main koshish Karni chahie ki Jitna ho sake Hamen Sahi tarike Se Achcha kam perform karna chahie aur ISI buniyad per Ham Ek na Ek Din jo hai apne kam ke andar vah Kamyab Jarur Ho jaenge
    • #3 Collapse

      Re: humain confidence say loss ka samna kurna chahiye or es ko recover kurna chahiye

      hamy forex ko achy sy saamaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham acha pasia kama sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain ham is main life time kam kar saktyy hain ham is man apni amrzi sy time table bana kar is main part time be kam kar saktyy hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: humain confidence say loss ka samna kurna chahiye or es ko recover kurna chahiye

        agar hum es main kam karty hoaway humain es mai loss ho jata hain to humai es man boht sbr say humian es main kam karna ho ga our hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to huamin es mai boht nuqsan ho ga ou rhumara account be wash ho jay ga our foreex 1 bioht bra business hain
        • #5 Collapse

          Re: humain confidence say loss ka samna kurna chahiye or es ko recover kurna chahiye

          Loss market ka hissa hay loss se na ghabraiye ispe apna confidence bahal rakho agar aap hardwork nahi karen gy aor rat o rat ameer bnna chahtay hain tou yeh aap kay liy he nuqsan dey hai because jald bazi ka kaam wese bhi shaitan ka hota ha forex mein bhi confidence hona chahiye ta k apne confidence se kam kary confidence hoga to kam sahe hoga.
          • #6 Collapse

            Re: humain confidence say loss ka samna kurna chahiye or es ko recover kurna chahiye

            Losses har business mai hoti rehti hai aisa koi business nahe jesmai losses naho aor aisa koi trader ya businessman nahe jinko koi loss nahe howa ho es leye agar apko kabe losses ka samna kara pary tu bajae kay aap apna confidence level decreased kary oska samna kary aor dobara osko recovers karny ka sochy aise buhot say opportunities aagay ayenge jeski waja say aap jald he apna loss recovers kar sakte ho lehaza confident rahe aor khrab halat ko face karna seekay
            Zuhaib9988 Trading journal
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
            • #7 Collapse

              Re: humain confidence say loss ka samna kurna chahiye or es ko recover kurna chahiye

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainabBaloch پيغام ديکھيے
              ASSALAM O ALAIKUM:1f44d: agar humain es main loss ho jay to humain es ka saman himat kay sath kurrna chahiyaay or kbhi bhi es main apnay confidence ko lose nhi kuena chahiyay q keh agar hum confidence say loss ka saman kurtay hain to hum es ko asani say recover bhi kur saktay hain or es kay sath sath achi earn ng bhi gain ku saktay hain to humain hamesha loss ka saman kurna chahiyay or himat say kam kurna chahiyay:1f605:
              Assalamu Alaikum derol Forex members Agar Hamare andar confidence Nahin Aaye aur ham trade karna chahte hain to yah Namumkin Hai Kyunki Ek trader use Waqt Tak Kamyab trader Nahin Ban sakta jab tak vah confidence ke sath kam na Karen isliye Hamen confidence ke sath kam karna chahie aur Khas Taur per lose aajko confidence ke sath kam karna chahie aur unko Dil nehin harna chahie
              • #8 Collapse

                Re: humain confidence say loss ka samna kurna chahiye or es ko recover kurna chahiye

                g ha ap nay bilkul thk kha hy hame is losss ka smna karna chahey aur is loss ko recover karna chahey loss ko recover karny kaliay market may kam karna chahey aur is may mehnt karny chahey is sy hamara loss recover ho ga aur hame is may profit hasil kar sky gy so hame confidence kam kar kay los ko recover karna chahey
                • #9 Collapse

                  Re: humain confidence say loss ka samna kurna chahiye or es ko recover kurna chahiye

                  Ji Bhai primary aapki baat se bilkul aagrah Karta Hun Ki Hamen certainty ke sath last ka Mukabala karna chahie aur apni trading Mein improvement Lani chahie Ham Jitna certainty se timberland Mein trading Karenge aur apne last ko recuperate karne ki koshish Karenge ham utna greetings ismein Kamyab Honge aur future Mein acchi trading kah sakte hain Hamesha Ek Achcha merchant Vahi hota hai jo bahut Ali apni stage Pro spread kar leta hai aur Unse acche result get kar leta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: humain confidence say loss ka samna kurna chahiye or es ko recover kurna chahiye

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainabBaloch پيغام ديکھيے
                    ASSALAM O ALAIKUM:1f44d: agar humain es main loss ho jay to humain es ka saman himat kay sath kurrna chahiyaay or kbhi bhi es main apnay confidence ko lose nhi kuena chahiyay q keh agar hum confidence say loss ka saman kurtay hain to hum es ko asani say recover bhi kur saktay hain or es kay sath sath achi earn ng bhi gain ku saktay hain to humain hamesha loss ka saman kurna chahiyay or himat say kam kurna chahiyay:1f605:
                    Ge ha senior member her forex member ko chaya ke wi apni loss ko recover karne ka kishish kare aur zayada k kwledge aur experience hasil karni ka kishish kare jitna zayada experienxe ho ga utna he zayada apne loss ko recover kar sake ge
                    • #11 Collapse

                      Re: humain confidence say loss ka samna kurna chahiye or es ko recover kurna chahiye

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainabBaloch پيغام ديکھيے
                      ASSALAM O ALAIKUM:1f44d: agar humain es main loss ho jay to humain es ka saman himat kay sath kurrna chahiyaay or kbhi bhi es main apnay confidence ko lose nhi kuena chahiyay q keh agar hum confidence say loss ka saman kurtay hain to hum es ko asani say recover bhi kur saktay hain or es kay sath sath achi earn ng bhi gain ku saktay hain to humain hamesha loss ka saman kurna chahiyay or himat say kam kurna chahiyay:1f605:
                      agar humen khud par confident hoga tohi hum log forex market mein accha kaam kar sakte hain or acchi trading karke acchi profit hasil kar sakte hain isley humen sabse pehley khud mein trading confident peda karna chahey or uske baad hi trading start karni chahey.
                      • #12 Collapse

                        Re: humain confidence say loss ka samna kurna chahiye or es ko recover kurna chahiye

                        G han ap ne theek kaha hai humein loss ko confidence kay sath face karna chahiye. jab ap loss ko confidence se face karte hain to ap kay liye loss ko recover karna easy ho jata hai. apko loss kay bad ziada mehnat karni chahiye takay ap loss ko recover kar saken. jab ap himat aur hosalay kay sath kam karen gey to apka loss recover ho jaye ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: humain confidence say loss ka samna kurna chahiye or es ko recover kurna chahiye

                          G haan loss ka samna achay confidence se he kro mehnat kro lalach ma trading hargiz na karan kayun ka is sa waqti faida to ho jai ga magar hatmi result loss hi ho ga aur dosri bat apna jazbat par control rakhna aur sabar sa har trade ka close hona ka wait karna bhi zaroori ha. hard working hona zarori hay kuinkay agr ap business class say belong karty hon lekin jub tak ap ki own skills developed na hon tub tak success hasil akrna mushkil ho jata hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: humain confidence say loss ka samna kurna chahiye or es ko recover kurna chahiye

                            Thk Bat Apki,Confident rahin hamesha apni hr trade main q khe agr ap main yh chz nh rahy gi tu aap kabhi kaam acha nh kr payen gain yahn p acha kaam krna chahty hain tu confident rahin,loss aajany p aksar insan ghalat faisly ly bhetta hai ar mazeed naqami ki taraf chala jata hai is liye khud ko kamyab krna hai tu cofident rahin ar hr chz ka samna sabar sy karain shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: humain confidence say loss ka samna kurna chahiye or es ko recover kurna chahiye

                              Forex trading aik risky business hai jismein profit ke sath hamen loss bhi hota hai aur forex trading mein achi kamyabi hasil karne ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai aur forex trading mein loss ko dekhkar hamen apne confidence ko kam nahin karna chahie kyunki forex mein confidence ke kam hone ki wajah se ham acha work nahin kar sakte aur forex mein ham nakam ho sakte hain isliye forex trading mein loss hone per hamen apne confidence ko improve karke work aur trading karni chahie aur forex main hamen pahle se zyada mehnat karni chahie aur forex mein hamen achi learning ki madad se trading karni chahie jisse forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main apne loss ko recover karne ke liye trading mein normal lot size use karna chahie.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X