Forex trading dakhny ma asan but practical karny ma bhot muskil hoti hai. True????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading dakhny ma asan but practical karny ma bhot muskil hoti hai. True????
    Je friends. Forex trading dakhny ma bhot easy lagti hai but practically ye bhot tuff job hain. Forex ma hamy es k lae pehle bhot si knowledge hasil karna parti hai. Knowledge hasil ho gi to he forex ma hamara kio future ho ga. Agr achi knowledge ni ho gi to forex ma ik step chalna b muskil ho ga. Plz comment??@@@@@
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading dakhny ma asan but practical karny ma bhot muskil hoti hai. True???

    Assalamu Alaikum Forex trading Dekhne Mein Aasan aur karne mein Mushkil Aisi koi baat nahin hai Forex trading just aap aapka time Aati Hai vah time Jo half really Forex trading ko de sakte hain Forex trading ko samajh Lete Hain To aapke liye bilkul bhi Mushkil Nahin Hai Jis Tarah koi bhi kam karne se pahle aapko Mushkil lagta hai lekin Jab aapko kam Sikh Lete Hain To Uske bad aapko Koi kam Aasan lagta hai ISI Tarah Forex trading main bhi aapko pahle yah kam sikhana padega Jab Sikh Jaenge to Uske bad aapko yah kam karna Aasan lagega Shukriya
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading dakhny ma asan but practical karny ma bhot muskil hoti hai. True???

      agar hm apny dil mhynat shook lagan k st karu gy to hmy kbi b forex mushkil ni lagy ga forex tuf us ko lagta ha jis sy kam ni ho pata hmy soch k kam karna chahiy zada kam kary gy to earning hasal kar pay gy otherwise hm ko kam ni ay ga
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading dakhny ma asan but practical karny ma bhot muskil hoti hai. True???

        agr ham is main new hain to hamuy daily demo account main daily 2 yai 3 ganhtyu practice karni chahey pher hi hamy real account main kam karna chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bonsu hasil kar ky aoni family ko support kar sakty haon ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading dakhny ma asan but practical karny ma bhot muskil hoti hai. True???

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
          Je friends. Forex trading dakhny ma bhot easy lagti hai but practically ye bhot tuff job hain. Forex ma hamy es k lae pehle bhot si knowledge hasil karna parti hai. Knowledge hasil ho gi to he forex ma hamara kio future ho ga. Agr achi knowledge ni ho gi to forex ma ik step chalna b muskil ho ga. Plz comment??@@@@@
          Yes dear aapane bilkul theek kaha hai main aapki baat se aagrah karta hun Forex trading aik difficult business hai agar aap isko property Nahin Karenge to aapke liye yah bahut Sare problem create kar sakti hai aur iski Aap Ko Jara bhi samajh Nahin Aaegi agar aap ismein acche tarike Se mehnat Karke kam karte hain FIR aap isko apne liye Aasan banaa sakte hain Jab aap analysis indicators aur strategies ki help se isko perform Karenge tab yah Aasan Hoga aapke liye ismein kamyabi Hasil karna
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading dakhny ma asan but practical karny ma bhot muskil hoti hai. True???

            dear g han ap ki bat correct hay per is main ham ko upset nahi hona ho g is main ham ko chye ho g k ham is main apnay kam ko last tak achay say acha banay ki try karat raha kia akrein is main ham ko chye ho g k ham is maina nay k bqad main demo ko apna base bana k bad main he tarde ko real main karna ho g so is min ham ko itayt k sat achay say acha kam ko karan ho g aor is k bad main he ham ko asani k sayt ja sakin is main ham ko kabhi bhi hemat nhi harna ho g kam ko karnay main last tak is main .
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading dakhny ma asan but practical karny ma bhot muskil hoti hai. True???

              Bhai Sahi kaha hai aapane Forex trading jo hai vah Dekhne Mein To Aasan Najar Aati Hai Lekin aisa hota nahin hai isliye Hamen koshish Karni chahie ki Jitna ho sake Hamen Forex trading ke andar apni takat dikhate Hue Apne Sahi mind ko istemal karna chahie aur analysis istemal karna chahie jitne Hamare analysis acche Honge itna hi Ham Kamyab Honge isliye koshish Karni chahie ki acche tarike se kam Karenge To Ham Kamyab Honge
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading dakhny ma asan but practical karny ma bhot muskil hoti hai. True???

                G haan forex ap ko mushkil lagta hay lakin jab dilchaspi se kaam kro gay masla nai ap ko acha faida hasil karne k liye boht kch daikhna parhta hy tab he ap acha faida hasil kar skte ho aur enjoy b kar skte ho aap ko is ke liye wait karna ho ga aur apni skills behtar karna hoon gi forex m b agr hum raato raat ameer bnna chahte ha to sb s pehle learn kre phr earn karain.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading dakhny ma asan but practical karny ma bhot muskil hoti hai. True???

                  Ager hum sirf charts ko daikh ker price ki up and down movement ko daikhain to hamain ye easy feel ho raha hota hay, but sirf is movement ko daikhny say ham trade main enter ho ker earning nai kar sakty, q keh ye easy nai hay,is kay liye analysis bahut zaroori hain, or analysis bhi tab he successful hoty hain jab acha experience ho, q keh daikhny or practical karny main bahut farq hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading dakhny ma asan but practical karny ma bhot muskil hoti hai. True???

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                    Je friends. Forex trading dakhny ma bhot easy lagti hai but practically ye bhot tuff job hain. Forex ma hamy es k lae pehle bhot si knowledge hasil karna parti hai. Knowledge hasil ho gi to he forex ma hamara kio future ho ga. Agr achi knowledge ni ho gi to forex ma ik step chalna b muskil ho ga. Plz comment??@@@@@
                    ji han janab forex trading dekhne mein to bohat hi assan lagti hai lekin trading karna bohat mushkal hai or forex trading risky bhi hai isley isko kabhi bhi easy nehi lena chahey or ismein dil laga kar hard warking karni chahey kunke humra hard wark hi humen forex trading mein kamyabi deila sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading dakhny ma asan but practical karny ma bhot muskil hoti hai. True???

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                      Je friends. Forex trading dakhny ma bhot easy lagti hai but practically ye bhot tuff job hain. Forex ma hamy es k lae pehle bhot si knowledge hasil karna parti hai. Knowledge hasil ho gi to he forex ma hamara kio future ho ga. Agr achi knowledge ni ho gi to forex ma ik step chalna b muskil ho ga. Plz comment??@@@@@
                      Forex sach mein Dekhne Mein Aasan Lagti Hai Lekin Forex Mein kaam karna Kafi Mushkil Hai Dekhne Mein Hamen sirf yah lagta hai ki Hamen aik tuka lagana hai ke market Upar Jayegi ya niche lekin Aisa Nahin Hota real mein analyse karne ke bad hi market Ka istemal Hota Hai Jab Humne iska experience Kiya To Hamen Forex ke bare mein samjhaie ke forex business asan Nahin Hai ISI Tarah Jab Hamen kisi chij ke bare mein experience hota hai tab yah main uske bare ma samajh Aati Hai Hamen Pahle Se Kisi chij ke bare mein Ray Nahin banaa Lena chahie aur jo bhi baat karni chahie vah experience ke sath Karni chahie:1f623:
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading dakhny ma asan but practical karny ma bhot muskil hoti hai. True???

                        Practical hona zaroori hay achi practice ka faida hay ek sucessfull life guzarny k lie sab se important hy k aapko khud pe aitamaad ho warna aap kbi b successful nh hoskty hmesha aap ehsaas e kamtari ma mubtala reh jaien gay traading ko mukamaal learning kar kay start karain aur loss honay pe uss ki reason ko daikain aur apni galtiyun ki isla karnay ki try karain aur apni planning ko change karain aur try karain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading dakhny ma asan but practical karny ma bhot muskil hoti hai. True???

                          G haan trading ka actual pata lagta hay theek tarah se practice krnay se jaab app achi stratagy se trad kartay hain to wo app ki zahanat se hooti hay aur yehi waja hay k buhat se achay trader apnay tariqay se trad karta hain aur kamyaab hootay hain kafi information milti hai or mere kahyal main forex trading main ye zaruri to hai kay apki jab tak personals skills achi nahi hogi ap log trade nahi kar sakte ho

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X